1)Agar koe talib e ilm chahata ho k usko sabaq yaad ho jaay tu usko chahiay keh surah aa’raaf(surah#7) ki ayat #171 ko kisi kaghaz par likh ker is kaghaz ko apni sabaq ki jaghah kitaab main rakh diya karay tu wo sabaq isko insha allah yaad ho jaay ga. 2)Emtihaan main kamiyaabi k liay ye bohat asar wala wazeefa hay.emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay.ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat # 62 hay: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
ok
Istemna
User Info.
|
Muhammad Ali - ali.saleem86@gmail.com - karachi - pakistan
|
Question ID
|
17154
|
Question Date
|
Friday, October 12, 2012
|
Mujtahid Name
|
Ayatullah Sistani R.A
|
Question
|
JAISA KE HAMRE ILM MAIN KE MUSHT ZANI HARAM HAI. IS KE BARE MAIN MERE 2 SAWAL HAI. 1) YEH KE MUSHT ZANI KERTE WAQAT MANI NA NIKALE MAGER JISM SE PASINA AJAYE TO KYA GUZUL WAJIN HOJATA JAI. 2) MUSHT ZANI KERTE WAQAT MANI NA NIKALE MAGER FEEL HO KE MANI NE HARKAT KI TO GUZUL WAJIB HAI. PLS JAWAB ZAROOR DIJAYE GA MERI ID PE AUR YEH SAWAL APNE QUESTIONS MAIN ZAROOR ADD KIJAYE THNKS
|
Insan 2 cheezo sai mujnib hota hai, un mai sai aik mani ka kharij hona hai laikin agar mani apni jigha sai harkat kray laikin kharij na ho to phir ghusl wajib nhi hota hai. Is k alawa pasina aanay sai ghusl wajib nhi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 344-389)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
3265
Janabat k ahkam
assalaelaikum
kya biwi ko hambistari kebaad koi ghusl karna padta hai aur agar jasmaani taaluqaat na bane par uske jism par agar mera sharmgaah se nikla liquid lag jae pto use ghusl karna padega? meharbaani karke us ghusl ko karne ka tareeqa bhi bataein
shukriya
Ans: Do cheezo say insaan junub(halat e janabat) hojata hay jis mai sai aik jima krna (intercourse) hai. aur agar koi shakhs aurat sai jima kray aur azu e tanasul (penis) supari ki miqdar tk ya is sai ziada dhakil ho jae to ye dhokool faraj mai ho ya dubr(back side) aur chahae balig ho ya na balig aur chahae mani kharij ho ya na ho donoo mujnib ho jatay hain. Aur namaz ya is jaisi doosri ibadatoo k lie ghusl e janabat krna wajib hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 343,348,356) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
11893
games
Computer mai jo cards wali game hoti hai khelna jaiz hai ya nahi....
Ans : Joa(gambling) khailna(jaisay cards) jaiz nhi aur computer par bhi joa khailnay ka ye hi hokum hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 488, pg # 259)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
13621, 13197
Shadi biah
Ans : Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
4031
Shadi biah
kia agar mian bivi ko back side say fuk karay to is sy nikah toot jata ha k nhi?
Ans:
Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.Aur is sai nikah batil nhi hota hai.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2335) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
3080
Family planning
mene 1997 me abortion karwaya tha... masail na maloom honay ki waja se fetus ko humne dafnaya nahin... to ab meri kya zimedari banti hai??
ans : Qaraar e nutfa(mani k rehem main thehernay) k baad isqaat e hamal jaiz nahi he.magar ye khoof ho k hamal ka baaqi rakhna aurat ki zindagi k liay nuqsan dah hay tu hamal main agar jaan nah perhi ho tu isqaat jaiz hay,laikin hamal main jaan pernay k baad bachay ka zaya kerna jaiz nahi hay. Agar maa khud bachay ko zaya kray to is ki diyat maa par wajib hai aur zaroori hai k wo diyat bachay k baap ya doosray worsa ko dai aur agar baap hamal ko zaya kray to is ki diyat is par wajib hai aur zaroori hai k wo maa ko ada kray. (Ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) jaded masayl ,masla # 73). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
ok
3127
mutah
Salam. My questions is that Can I do Mutah with Suni Virgin Girl without getting permission from her Father or Grand Father, if we both decided to do only oral (by hands) and not doing humbistari. Thanks.
Ans:
If a girl has reached the age of bulugh and is virgin and mature (i.e. she can decide what is in her own interest) wishes to marry, she should, obtain permission from her father or paternal grandfather, although she may be looking after her own affairs. It is not, however, necessary for her to obtain permission from her mother or brother.
In the following situations, it will not be necessary for a woman to seek the permission of her father or paternal grandfather, before getting married:
-
If she is not a virgin.
-
If she is a virgin, but her father or paternal grandfather refuse to grant permission to her for marrying a man who is compatible to her in the eyes of Shariah, as well as custom.
-
If the father and the grandfather are not in any way willing to participate in the marriage.
-
If they are not in a capacity to give their consent, like in the case of mental illness etc.
-
If it is not possible to obtain their permission because of their absence, or such other reasons, and the woman is eager to get married urgently. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2341-42)
Ok
Qarz
User Info.
|
abbas - agjatniwala110@yahoo.com - - india
|
Question ID
|
25027
|
Question Date
|
Friday, November 09, 2012
|
Mujtahid Name
|
sistani
|
Question
|
mera bhai dubai me kaam karta hai 2 saal se paisa jama kiya india me ghar lene ke liye paise kam pad rahe hai to kya home loan leke ghar le sakte hai?
|
Sood k bagair qarz lena jaiz hai aur agar sood par qarz lia jae to qarz par sood dena sood lenay ki terah haram hai albetta qarz sahi hai. jo shakhs sood par qarz lay wo os maal ka malik ho jata hai. albetta qarz denay wala sood ka malik nahi hai. aur is ka istemal karna haram hai. aur agar is sood sai koi cheez khareeday to wo os ka malik nhi hota. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2248)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
send
Na mehram
User Info.
|
Md Nekib hassan - Nekibhassan@gmail.com - Nagaon - India
|
Question ID
|
24830
|
Question Date
|
Thursday, November 08, 2012
|
Mujtahid Name
|
I love rosul
|
Question
|
Mera question hai mey ek ladki se pyar karta hu .woh bi mushe bahut pyar karti hai. par uski ghar wale nahi mante hameri is pyar ko to ap hi bataye kya kare ab hum?
|
1)Jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahi koun k gunah mai mubtilla hone ka khof majood hai. ( Ref : Kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). 2)Kunwari(virgin) lerki os waqt tak nikah(daimi / mutah) nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or balig bhi ho. agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.(yahaan kawari nah honay say muraad sirif ye hay k aisi lerki jo talaaq yaafta ho ya baywah ho or oskay shohar nay oskay saath hambistari /jima(intercourse) kia ho or os kay kawaray pan ko khatam kia ho or oski iddat bhi khatam ho chuki ho. agar zina ya aisay hi kisi kaam say oska kawarapan khatam hoa ho tu ye kawari hi kehlaay gi. isi terah agar baap ya dada os merd k sath osay shadi kernay ki ijzat nah daitay hon jo sharan(Islam ki nazar main) or urfan(mea’ashay ki nazar main) os k brabri(equal) ka ho tu ijazat ki zarorat nahi, isi terah baap ya dada maujood nah hon ya kisi doosri wajah say ijazat laina mumkin hi nah ho or lerki ka nikah kerna bohat zarori ho tab hi baap ya dada say ijazat laina lazmi nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342) Fiqhi maslay bayan karnay k sath aap ko wazifa bhi btaya jata hay k : Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
1)Nikah me shart hai k (maqsoos) alfaz k zaria eijaab aur qabool kiya jae. aur koi bhi amal eijaab k qaim maqam nahi ban sakta .(lehaza alfaz ada karna zaroori hai).(ref. jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 245 masla #439)
2) Ehtiyat e wajib ki bina per nikah(nikah k alfaz) arabi me perhai jae agar khud mard aur aurat arabi me na persakte ho to arabi k ilawa kisi aur zaban me nikah per sakte hai. Masln phele mahar aur muddat moiiyan karne k bad aurat kahay me ne is mahar per jo moiiyan ho chuka aur os waqt tk jo moiiyan ho chukka hai hai apne app ko tumhari biwi banaya, is k foran bad mard kehay me ne is shadi ko qabool kiya to nikah sahe hai. note : Nikah perhnay wala qasd e insha rakhta ho.(yani nikah perhnay ki niyat say sighah kahay)
3) Kunwari(virgin) lerki os waqt tak nikah(daimi / mutah) nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or balig bhi ho. agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.(yahaan kawari nah honay say muraad sirif ye hay k aisi lerki jo talaaq yaafta ho ya baywah ho or oskay shohar nay oskay saath hambistari /jima(intercourse) kia ho or os kay kawaray pan ko khatam kia ho or oski iddat bhi khatam ho chuki ho. agar zina ya aisay hi kisi kaam say oska kawarapan khatam hoa ho tu ye kawari hi kehlaay gi. isi terah agar baap ya dada os merd k sath osay shadi kernay ki ijzat nah daitay hon jo sharan(Islam ki nazar main) or urfan(mea’ashay ki nazar main) os k brabri(equal) ka ho tu ijazat ki zarorat nahi, isi terah baap ya dada maujood nah hon ya kisi doosri wajah say ijazat laina mumkin hi nah ho or lerki ka nikah kerna bohat zarori ho tab hi baap ya dada say ijazat laina lazmi nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342)
Song
User Info.
|
Sohail Zaidi - sohailzaidi_lucky@yahoo.com - Kinshasa - Congo
|
Question ID
|
24762
|
Question Date
|
Thursday, November 08, 2012
|
Mujtahid Name
|
Ayatullah Seestani
|
Question
|
Asalam o Alaikum, Agah sahab mai pehle b sawal kar chuka hun per mjhe jawab nahi mila.. Mera sawaal ye hai k mera aik dost hai jo songs sunta hai maine usay kaha k songs sunna haram hai magar us ne kaha k mai just Lyrics sunta hun Music aur beats ki taraf dehan nae deta .. please mjhe is baray mai detail mai fatwa batay Allah apko ajar ata farmaye.. Thank you
|
Ginna(song) haram hai, Is sai murad wo batil kalam hai jisay aisi lai k sath gaya jay jo lohv o laeb ki mehfiloo sai makhoos ho. Ginnah ka sunna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2043) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Send
Behnoi na mehram hai aur aurat ko chaheay k chehray aur hathoo k alawa sar k baal aur apna badan na mehram mard sai chupay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2399)
zina
User Info.
|
Mohammed Shafi - shafiullah_m_k@hotmail.com - Bangalore - India
|
Question ID
|
24768
|
Question Date
|
Thursday, November 08, 2012
|
Mujtahid Name
|
Zina karne ke baad touba karne se mutalu
|
Question
|
ASSALAMUALAIKUM, AGAR KOI SHAKS ZINA KARNE KE BAAD USE AFSOS HO JAYE AUR WO TOUBA KARE THO KYA USKI GUNAH MAAF HOTHI HAI YA PHIR GUNAH MAAF HONE KE LIYE KYA KARNA CHAHIYE?
|
Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
send
Aulad
User Info.
|
Nooman - nikkakot@yahoo.com - Lahore - Pakistan
|
Question ID
|
24779
|
Question Date
|
Thursday, November 08, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Sir Please muje aulad e noreena k lye koi wazeefa bta den. with complete reference.
|
Hazrat Imam Jafar e Sadiq a.s sai marwi hai k aulad e Narnia(beta) k lie mard apna hath biwi ki naaf par daein taraf(right side) rakh kar 7 martaba is surah ki tilawat krnay k baad mubashrat karay to murad puri ho gi aur jab hamal zahir ho jae to phir isi terh 7 bar tilawat karay. (Ref : Payam E Shifa pg # 93) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Send
User Info.
|
sohaib - sohaibalikhan@in.com - - Pakistan
|
Question ID
|
26224
|
Question Date
|
Monday, November 12, 2012
|
Mujtahid Name
|
ayatullahsastani
|
Question
|
kindly tell me about muttah? and conditions of muttah? ismuttah allowed with married women who has separated from his husband but not divorced and no physical relations.
|
Answer
|
|
Topic
|
Please specify in case of "Other"
|
No its not allowed to do muttah with a women who is undivorced or in nikah with someone, muttah is temprory Nikkah (Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2356)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|
User Info.
|
Atif - Atifali_engineer2012@yahoo.com - Sheilhupura - Pakistan
|
Question ID
|
26541
|
Question Date
|
Tuesday, November 13, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Aoa: Sir mera question ye ha mere ekczn h womjhsebuhtpyarkrti the r hum ne romance kyameradilnaekrtathaleknphr us sybos o kinarki r uskeilawa fingering kiaurusne mere peniko suck kya me pochnachahta ho kya ye zinah ha plziskakufarakyahogamjhebatadymeherbanihogi from syedatif
|
Answer
|
|
Topic
|
Please specify in case of "Other"
|
Na mehram k sath jinsi lazzat hasil karna bagair intercourse k zina nahi hai magar haram hai. (Ref : kitab nigah aur libas masla # 109, pg # 70) or eska kaffara nahi hota aap sachey dil se toba kar lijye. (Ref : MinhajusSalaheen Ayatullah Sistani d.b. Part #3 , masla # 16) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
|
User Info.
|
qamar khan - qamarniazi@yahoo.com - khanewal - pakistan
|
Question ID
|
26661
|
Question Date
|
Tuesday, November 13, 2012
|
Mujtahid Name
|
ALLAMA SISTANI
|
Question
|
KIA ISLAM ME QAMAR DAR AQRAB KA CONCEPT HY?AKSAR ORTAIN KEHTI HAEN KEH NEW LIBAS NA PEHNO?KOI NEW KAM NA KARO..PLZ REPLY I AM VERY CONFUSED,,
|
Answer
|
|
Topic
|
Please specify in case of "Other"
|
Qamar dar aqrab mai faqat nikah krna makrooh hai baqi koi kaam mana nahi hai(Ref : email received from sistani.org)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|
User Info.
|
Disturbed Muslimah - miss-786@hotmail.co.uk - UK - UK
|
Question ID
|
26553
|
Question Date
|
Tuesday, November 13, 2012
|
Mujtahid Name
|
?
|
Question
|
AslaamuAlaikum, Mujhe yeh poochna hai jaadu aur sihrka tor kya hai agar poore ghar pe ho ahr ghar waalope. Doosri baat baal ganneh karna ka wazaif. Teesri baat kamyaabi kawazifa? Aur aakhri baat kuch yaad nahi rehta, dimaagtez ho jaaye uska wazifa?
|
Do'stlaringiz bilan baham: |