Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet57/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   53   54   55   56   57   58   59   60   ...   91

After a woman has become Pak from Haiz, and before having done Ghusl her husband can have sexual intercourse with her. Though it is better to have sexual intercourse after the woman has washed herself.  (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 457)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Baad mai send krna hai



)  

Baad mai

Ahkam e nikah

User Info.

emman - neenamahi@yahoo.com - sssssss - ssssssss 

Question ID

13858 

Question Date

Monday, March 12, 2012 

Mujtahid Name

sssss 

Question

kya internet pay nikah ho sakta ha 

Internet mai likh kar nikah kia jae to wo sahi nahe hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 108 ,pg # 53-54) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Aulad


User Info.

amber - ranawaqas005@gmail.com - sialkot - pakistan 

Question ID

13850 

Question Date

Monday, March 12, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

A.o.A meri shadi ko 2 saal ho gaey hain lakin muje hamal nai hota or ak dafa hamal thara or 11 din bad meri tabiyat kharab ho gai ap muje koi aysa wazifa batain jis se allha muj pa apni rehamat kery 

Agar koi darj zail asma e husna ko talab e aulad ki niyat sai 40 roz tk har namaz k baad bila-nagah 40 martba prhay to wo sahib e aulad ho ga. Asma e husna ye hain “ ﯿﺎﺍﻭﻞ ﯿﺎﺑﺎﺮﺉ ﯿﺎﻤﺻﻮﺮ ﯿﺎﺨﺎﻟﻕ ﯿﺎﻤﺑﺪﺉ ” (Ref : Naway e Salaheen pg # 401)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Mian biwi k ahkam / shadi biah



User Info.

Muneeb Ahmed - muneebkwt@yahoo.com - sialkot - pakistan 

Question ID

13867 

Question Date

Monday, March 12, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Slam O alaikum... kia men apni wife se phone par ya internet par sexy baten ya us k jism ko dekh skta hon... kia ye jaiz he... ? 

1)Sohar apni biwi k sath fasah(sexy) batain kr sakhta hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34). 2)Mian biwi aik dosre ka pora badan dekh sakte hain. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2400) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Janabat


User Info.

ansar - waheed_9181@hotmail.com - mumbai - india 

Question ID

13868 

Question Date

Monday, March 12, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mera qtn hai ki nind ki halt m agr mani nikal jaye to gussal krna zaruri hota hai? 

Do cheezoo sai insan mujnib ho jata hai jis mai sai aik mani ka kharij hona hai chahae neend ki halat mai hi niklay aur ghusal e janabat wajib namaz prhnay k lie aur aisi hi doosri ebddat k lie wajib ho jata hai. (Ref : Tauzeeh ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 344,356) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Dua


User Info.

batool - sbatool01@gmail.com - rawalpindi - pakistan 

Question ID

13815 

Question Date

Sunday, March 11, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

ma ny phly bhi sawal kya but ap ny ans nae dia mjhy pochna tha k agr kisi kam k liye misalsal dua ki jaye to kafi time guzarny k bad bhi dua qabol na ho to kya wo dua chor dn to na umeedi nhe hy? ans me plz 

1)Dua: Khuda nay dua k qabool karne ka wada kia hai or is ki koi shara’it nahi hain. jo bhi khuda sai dua karta hai wo os ko jawab deta hai. aur ahla e marifat k lie wohi kafi hai aur agar dua ki lazzat ko mehsoos karay tu os ko phir kisi cheez ki zarorat nahi hogi. Laikin khuda se jo dua ki jati he oski tehqeeq karna (faiday mand hona) dua ki shara’it main sai hai jo k insan ki quwat sai bahir hai, Q k baaz awqaat insan kisi cheez ka talab gaar hota hai jab k os main insan ki maslehat nahi hoti or mumkin hai k wo os k natijay ki taraf mutawajjah nah ho k ye cheez os k lie faiday mand hai, ya os cheez ki maslehat ko jaana os k lie na-mumkin ho ya os ki khahish nizaam e takwini(kaaynaat ka nizam) sai takrao rakhne wali ho.(Ref: http://sistani.org/index.php?p=827020&id=904 )

2)Allah sai mayus hona kabeera gunah mai shumar kia gya hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 29) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Wazifa google par dua

User Info.

saima - saimamubarik123@gmail.com - lahore - pakistan 

Question ID

13819 

Question Date

Sunday, March 11, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

shohar ki lambe omar or sehat ky ley koi wazeefa bata day.shadi par chehra pornor ho or shadi ka tamam kam ba khariat anjam pa jay es ka bhi wazeefa bata day bohat maharbani ho ge 

1)Umar ko ziada krnay wali cheezoo mai sai kuch ye hain: 1:Sadqa dena 2:Bohat dua krna, 3:namaz e shab prhna, 4:subah sai pehlay istegfar krna , 5:namaz e jamat par pabindi krna aur Imam Hussain a.s. ki bohat ziada ziarat krna. (Ref : Payam E Shifa pg # 299)

2)Sehat o aafiat k lie dua hazrat sajjad a.s. say marwi hai. “ Allah humma inni as’aa’loo’kal aa’fi’ya’to wsh shukra alal aa’fi’ya’te ” (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 211)

3)Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes benti he ghum ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he”. Aik aur irshad k aik jumla he k namaz e shab charahey ko safaid aur khoobsurat karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147) 

4) Kisi bhi jaiz maqsad main kamiyaabi k liay 11 martaba durood sharif prhnay k baad 101 mertabah perhain. (yaa Allaaho yaa rahmaano yaa raheemo yaa kareemo yaa hay’yo yaa qay’yoomo). (Ref: Naemul aamaal , Pg # 314). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Aulad

User Info.

Mariyam - mariya.adnan@yahoo.com - Lahore - Pakistan 

Question ID

13816 

Question Date

Sunday, March 11, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

A.o.a mery 2 betiya hai beta koi nahi hai.pls koi wazifa batadai aulad narina ka hasool hogai 

Hazrat Imam Jafar e Sadiq a.s sai marwi hai k aulad e Narnia(beta) k lie mard apna hath biwi ki naaf par daein taraf(right side) rakh kar 7 martaba surah e qadar ki tilawat krnay k baad mubashrat karay to murad puri ho gi aur jab hamal zahir ho jae to phir isi terh 7 bar tilawat karay. (Ref : Payam E Shifa pg # 93) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Wazifa


User Info.

SULMAN - ENG.MIAN41@GMAIL.COM - LAHORE - PAKISTAN 

Question ID

13785 

Question Date

Saturday, March 10, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Aslamoakim. mra ek frend k dil mme surakh ha.. medical treatment to continue ha but koi wazeefa bh btaen ta ku k ALLAH k nam me brkt ha so that plxx tell me soon a thing to do... 

Dil k dard k lie surah nahal ayat # 98 ko surah naas aur surah falq k sath parhain aur osay kisi zarf mai likh kar osay pani sai dho kar wo pani mareez ko plai. (Ref : Kitab Makhzan e Amaliat pg # 79) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Qasam


Khud qasam khanay par koi kaffara wajib nahi hota hai agar chah wo jhooti hi q na ho laikin jhooti qasam khana gunah e kabira hai albetta kaffara os waqt wajib hota hai jab koi khuda ki qasam khae k mai falan kaam karo ga ya nahi karoo ga aur phir is qism ki mukhalifat karay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part #3, masla # 684) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

Sohail Ahmed - asohail707@gmail.com - karachi - Pakistan 

Question ID

31885 

Question Date

Friday, November 30, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

AssalamoAlaykum, janaab, me zyadapaknahirehpaata....Qatronkiwajase..koiElaajhai to bataen..Jazak-ALLAH Jhaagwalapeshaabhotahai. 




Akhrot ka har roz khana peshab k qatray qatray aanay wali beemari k lie faiday mand hai. (Ref : Kitab Makhzan e Amaliat pg # 79) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).





User Info.

Na maloom - girl_lyk_fairy@yahoo.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

30545 

Question Date

Monday, November 26, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Assalam O ALikum. Mai ek larki hon aur mujsay gunaah hogya hai. ek larkay say pyar hogya aur us pay andhaa aitbar karlaya. us k kehnay k mutabaiq mai ny usay apnay ap ko galay laganay ki ijazat dai di. or usay apni naked pix bhe bhaij din. ab wo mujhay chor chuka hai. aur mujhay bohot bura bhala kaha hai usnay. mai ALLAH paak say bohot sharminda hon. bohot maafi manfy hai. Namaz-e-Tauba ada karty hon. ro ro k maafy mangty hon, lakin mera dil mutmayen nai horaha hai. mujhay kaisay pata chalega k ALLAH paak ny meri tauba sun li hai? or mujhay please kuch parhnay k lye batayen. mai sachay dil say tauba karna chahti hon. ALLah apko jazaye khair ata karay. 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey.(Ref : sistani.org ques # 1 , toba)

Hazrat Rasool e Khuda irshad farmatay hain k: Jo shakhs surah e talaq surah no 65 ki tilawat karay ga Khuda os ki toba qabool karay ga jis mai gunah ki taraf dubara lotna na ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

jadoo




User Info.

Muhammad Adnan - adnan7403@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

32282 

Question Date

Wednesday, December 05, 2012 

Mujtahid Name

pta nai 

Question

gunaho ki adat kaise choro, shetan ka muqabla kaise kru, Allah se kai dafa madad mangi lykn nai milti. Kya mai sari zindgi gunah krta rahu ga mai boht tang hu is gunaho ki zindgi se 

1)Hazrat Ali a.s irshad farmatay hain k Jo shakhs namaz e subah k baad 11 martaba surah e tauheed ki tilawat karay to os din wo koi gunah na karay ga chahay shaitan kitni hi koshish karay. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 42)

2)Hazrat Rasool e Khuda irshad farmatay hain k: Jo shakhs surah e talaq surah no 65 ki tilawat karay ga Khuda os ki toba qabool karay ga jis mai gunah ki taraf dubara lotna na ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



S/no:75

http://www.qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

sehrish - dahing.sehrish@hotmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

30582 

Question Date

Monday, November 26, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

as salam alikum.mera sawal hai k kaya ek larka apni sali se shadi kar sakta hai jab k us ki biwi b mojod ho  

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




Agar koi shakhs kisi aurat se shadi karay to chahiay wo daimi nikah karay ya mutaa karay jab tak wo aurat is k nikah me he wo shakhs oski behan se shadi nahi kar sakhta. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2355). Note: Quran main sorah nisaa ki ayat #23 main bhi is hokum ka zikr aya hay k “tum per haram kia gaya hay k …………. do behno ko (nikah main) jama karo…” (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

ok


Musafir ki namaz

User Info.

aaquib - aaquibkhan02@gmail.com - vns - india 

Question ID

13788 

Question Date

Saturday, March 10, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

.mufti sb. Mujhe ye janna hai k namaze qasr kitne dino k safar pe padhna zaroori hota hai ?pls rply....shukriya.. 

Musafir kisi jigha 10 din ya is sai ziada din rehnay ka irada na rakhta ho to namaz qasr ho gi aur agar 10 din kisi jigha par rahay to zaroori hai namaz puri perhay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 207) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Shadi biah



User Info.

innocent - lovenoman_devill@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

13792 

Question Date

Saturday, March 10, 2012 

Mujtahid Name

none 

Question

kia boobs sex jaiz hai ? 

Shohar biwi ki breast suck(choos) kar sakta hay lekin shohar biwi ki breast ko suck karey aur moohn mai doodh aa jaye, to ehtiyat wajib ye hay k biwi ka doodh nah pia jay(yaani halaq say neechay nah utara jae.) (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), E-Mail from Answers@najaf .org) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.



User Info.

waseem - waseemzafar15@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

13791 

Question Date

Saturday, March 10, 2012 

Mujtahid Name

hanfi 

Question

kiya Nabi pak(s.a.w)sy dowa mangna jaeez hai 

Side aqaid

15795


sam sr plz tel me

1.kya bvi ko apny hosbend ky lund ko chopa ligna jahyz hy

2.kya mrd bvi ke chot or gand dono sy sex kr skta hy

3.kya sex ky doran mrd bvi ka dod p skta hy.

Shadi biah

Ans: 1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B.) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

2)Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)

3)Shohar biwi ki breast suck(choos) kar sakta hay lekin shohar biwi ki breast ko suck karey aur moohn mai doodh aa jaye, to ehtiyat wajib ye hay k biwi ka doodh nah pia jay(yaani halaq say neechay nah utara jae.) (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), E-Mail from Answers@najaf .org) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Wazifa

User Info.

Muhammad Kamran - imkamran2010@yahoo.com - Rawalpindi - Pakistan 

Question ID

22477 

Question Date

Thursday, November 01, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Mere 2 Bache hai (ek baiti aur ek baita) dono aksar bemar rahte hain aqeeqa B kiya hia nazar naiz b in k sir se phair kar deta rehna hoon lakin phir b achanak bear ho jatein hain. dam b karwaya hain wo kahte hain in pe buhat sakht nazar hai doctors se medicine b liye corse b karaya medicine ka lakin phir b bukhar ho jata hai plz kuch bata dain kiya karo.

Agar surah Ambia surah no 21 ki ayat no 83 ko har roz 11 martaba parhay to beemari sai shifa naseeb ho gi. Ayat ye hai “وایوب اذ نادی ربہ انی مسنی الضر و انت ارحم الراحمین ” (Ref : Naway e Salaheen pg # 318)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok


User Info.

sammar - sammarbattery@gmail.com - attock - pakistan 

Question ID

22380 

Question Date

Thursday, November 01, 2012 

Mujtahid Name

seestani sab 

Question

slam kia qurbani ki neat say janwar ghar main pala ja sakta hai 

Qurbani ki niyat sai janwar ko palna jaiz hai laikin jis janwar ko insan nai pala ho osay khud apnay hath sai zibah karna riwayaat mai makrooh shumar kia gya hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2563)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

15945


Shadi biah

Salamalaikum.i hav two qustions.plz tell me is it right in islam for a husband to do sex from back of his wife.2nd,in the last days of periods(haiz) when bleedin is stopped and befor ghusle haiz is it right to do sex and then have showers for both haiz and janabat.gunnah tu nahi hoga.plz reply soon.jazakallah

Ans: 1)Anal intercourse with the wife if she is not agreed with this act it is forbidden obligatory precaution. And if she is agreed with this act it is highly abominable(makrooh). (ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

2)After a woman has become Pak from Hayz, and before having done Ghusl her husband can have sexual intercourse with her. Though it is better to have sexual intercourse after the woman has washed herself. However, the recommended precaution is that the man should avoid having sexual intercourse with her before she has done Ghusl. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 457)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

16342


Shadi biah

1 mara qustion yah ha k agar wife ko backe side sy use kra dey jay to us k matalak islam kya khata ha.2 bacha honay ky bas katnay time tak ham bastri ni karna chaya.

1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B.) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

2)Jo aurat nifas(Bachay ki waladat se 10 din tak jo khoon(blood) aurat ko Aye wo khoon nifas he) ki halat may ho os say jima krna haram hay lakin is par koi kaffara nahi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Tauzeehul Masa,il maslah # 504). (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaye)  

ok

9701


Shadi biah

Kya aap batha shak tya hai sex kya se kar na kun ki my ri 3 n deen my myri shadi hai aap bath shak te hai aap sex ka tarikha bata e a pahii lya my kya kar u aur kya se kar roon sharamga ko kab dal lun aus se pa hi lya ka ka math u aur ka ka kis maro aur aus ka ka kiss nahi maro aur gand me sharamga dal lun kya nahi aap sex ka hai se kar ro aap ba ta wo pls

Ans: 1)Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hai k jima k waqt mustahab hai k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab biwi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makrooh hain un main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumeraat k din k, 3. groob e aaftaab k waqt ka hona, 4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena, 5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main , 7. islami mahinay ki darmiani or aakri taarikh main jima kerna, 8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna, 9.berhana (naked) halat main jima kerna, 10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna, 11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 )

2) Hambistari ki dua: Mustahab hay k hambistari say pehlay apna haath bivi ki paishani k baal (hair of forehead) par rakhay or ye dua perhay: (“Alla humma alaa kitaabeka tazwwajtoha, wa fee amanateka akhaztoha, wa bekalematekastahlalto farajaha, fa in qazayta lee fee rahmeha shyan fajalhoo musliman saweeyyan wa laa tajalahoo shirkashshaitan”) Tarjuma: “Yaa Allah main nay tairi kitaab k mutabiq is say nikah kia or tairi amanat mian is ko liya hay or tairay kalimaat k zariye say is ki sharam gaah ko halaal kia, pas agar tu nay is k rehem me mairay liay koe cheez ka faisla kiya hay tu is ko muslam or kaamil qarar de or is main shaitaanki ki sharkat na qarar de.” (Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3, maslah # 4) Note : Hambistri knay ka tareeqa maloom krnay k lie aap kitab islam aur jinsiaat mai sai parh saktay hain.

3) Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B.) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

ok

9705



Shadi biah

Kia mian apni bv ki gand mar sakta hon.

Kia miaan bv aik dosray ki sharm gah choom saktay hn.

Ans:1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B.) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

2)Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

10537



general

Kya zehan mai khud hi ganday khiyalat aney se wuzu toot jata ha khud hi arahe ho rookne ke bawajood bi arahe ho toh...

Ans: 1)Haram k baray mai sochna agar inzal ka sabab na banay to ehtiyat e mustahabb hai k osay trk kia jae. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 199,pg # 82)

2)Haram k baray mai sochnay sai wazoo batil nhi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 322)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

User Info.

asif - ahmad.asad73@yahoo.com - faisalabad - pakistan 

Question ID

40650 

Question Date

Friday, March 08, 2013 

Mujtahid Name

 

Question

kya khawand apni biwi ko sotay howay neend se jagaa sakta hay 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




Biwi k liay zaroori hai k jab bhi sohar os say jinsi lazzat(sex) hasil kerna chahay tu oski khahish pori karay or shar’e uzr(any Islamic reson,i.e : in periods) k bagair sohar ko hambistari say nah rokay. Aur auratoo k hoqooq mai sai hai k mard isay aziat aur takleef na pounchay aur kisi sharie wajah k bagair is k sath sakhti aur tarsh rawi sai pesh na aye. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2376)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

send







Taharat o najasat/ wazoo



S/no:103

http://www.qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

Atif yasin - Atifyasin12@gmail.com - srinagar - India 

Question ID

40624 

Question Date

Friday, March 08, 2013 

Mujtahid Name

istenja kab karna zaruri hai 

Question

wazu karne se pehle kya istenja karna zaruri hai matlab agar peshab pakhana na aaya ho to phir bhi aur kya peshab karne k baad pura istenja karna zaruri hai. 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




1)Agar aaza e wazoo(wo body parts jis par wazoo kia jata hai) k alawa badan ka koi hissa najis ho to wazoo sahi hai laikin agar peshab ya pakana k maqam ko pak na kia gya ho to phir ehtiyat e mustahab ye hai k pehlay inhain pak karay phir wazoo karay.

2)Peshab ka makhraj pani k alawa kisi aur cheez sai pak nahi hota hai aur osay aik martaba dhona kafi hai albetta ehtiyat e mustahab ye hai k 2 martaba dohain aur behtr ye hai k 3 martaba dohain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 276-62)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

send
gilay badan par ghusl



S/no:104

http://www.qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

waseem raza jafri - waseemrazajafri@gmail.com - hyderabad - pakistan 

Question ID

40642 

Question Date

Friday, March 08, 2013 

Mujtahid Name

Ayatullah Sistani 

Question

sir kia ghusal e janabat shower ( soap or shampoo) jesee aam taur par ghusal karte hain us k baad wet (bheege hue) jism par hoojata hai? 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




Nahanay k baad badan ko towel sai pochay bagair ghusl krna sahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 360-89)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok
send





Agar koi shakhs apnay waday par amal na karay to wo gunahgar hai aur zaroori hai k kaffara dai yani 60 faqeero ko pait bhar kar khana khalae ya 2 mahinay musalsal rozay rakhay ya 1 ghulam ko aazad karay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2632)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

10722


Main ni apni biwi ka gand mara main apni biwi ka gand our choot dono chata hon kia is si nikah tot ja th hi ya nahi

Shadi biah

1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.Aur is sai nikah batil nhi hota hai.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2335)

2)Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

10723 , 24 del



Main ni apni biwi ka gand mara our us ka gand ur chaoot donon chata hon kiya is si nikah tat jata hi ya nahi

11422


sahdi

biwi ki gand marna or usay mouh may dena or biwi ki mouh sa karna galat hay ya sahi please jawab jal dain thanks

Ans: 1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B.) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

2)Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

12087


lowat

sir mare app sa ye Q hai ka main na apna hona wala salay ki gand marey hai tu kya mara nikha uski bahan ka sath jaiz hai plz tafseel sa ans dain shukria.

Ams: Aglaam karwanay walay larkay ki maa , bahn aur bati aglam karnay walay per jabke (aglam karnay wala) balig ho haram ho jatay hein.lakin aglam karnay walay ki maa , behan , aur bati aglam karwanay walay per haram nahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2369)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

12808



Shadi biah

mera sawal yeh hai ki sohar or bv dono ek saat pakhan kar sakti hai our ya phir ek dusray oupar pasaab kar sakta hai ek dusray ka upar pkhana kar sakha hai our choot ko kiss kar sakti hai lodai ko kiss kar sakti hai gand ko bhe jara sunin quran mai bat layeh

Ans : 1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B.) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

2) Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

13739


film

agar shebat gandi moive dekhne sae ho tu guzal faraz ho gay ga kae nhi aur shebat ka matlab ye hae kae ap ki money tested main aagay hae ab wo zaya ho chuki hae is ki wazahat farama den

Ans: 1) Ethiat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254)

2)Do cheezo say insan junub(halat e janabat) hojata hay. i) jima(intercourse) or ii) mani(semen) k kharij(nikalnay say) honay say,chahay mani(semen) neend ki halat main niklay ya jaagtay main,kam ho ya ziyadah,shehwat(lazzat) k saath niklay ya baghair shehwat(lazzat) k or iska nikalna ikhtiyaar main ho ya nahi.

3)Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri abadat k lie wajib hota he. Lakin namaz e miyat , sijda e sahv , sijda e sukhar aur quran majeed k wajib sajdoon k lie ghusl e janabat zurari nahi he. (Ref: sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#344 , 356)

ok

15389



Apni 16 saal ki behen ki gand ka ched ek bar kewal chatana chahata hu. Kya yeh sahi hai.

Na mehram

Ans : Jo aurat aur mard apas mai mehram hon agar wo lazzat ki niyat na rakhtay hon aur haram mai mubtilla honay ka khof na ho to sharamgah k alawa aik doosray ka pura badan dekh saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2401) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

15790



Shadi biah

kya my apni bewi ke gand ky risty sex kr skta hy ?

Ans ; Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B.) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Jamat namaz



User Info.

waseem - waseemzafar15@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

13790 

Question Date

Saturday, March 10, 2012 

Mujtahid Name

hanfi 

Question

kiya farz namaz me imam k pichay sora fatiha nahi padhte  

Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.

1)Agar muqtadi namaz e subah, maghrib or isha ki pehli or doosri rakat main Imam e jamat ki Al-hamd or sorah perhne ki awaaz sun raha ho tu chahay wo kalimaat(yani zikr) ko theek terah se nah samajh sakay zarori he k Al-hamd or sorah nah perhay or agar Imam e jama,at ki awaaz nah sun pay tu mustahab he k Al-hamd or sorah perhay, laikin zarori he k ahista perhay or agar sehwan(bholay se) buland awaaz perhay tu koe haraj nahi.

2)Muqtadi ko namaz e zuhar or asr ki pehli or dosri rak’at main ehiyaat e wajib ki bina per al-hamd or sorah nahi perhna chahiay or mustahab or afzal ye hay k on k bajaay Zikr e ilahi or dorood perhay.or isi terah zarori hay k muqtadi namaz e fajr,maghrib or isha ki pehli or dosri rak’at main al-hamd or sorah nah perh’hay(Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#1443,1447) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

quran


User Info.

Hafiz tariq - tariq_9xm001@yahoo.com - Okara - Pakistan 

Question ID

13804 

Question Date

Saturday, March 10, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

A.A molbi shaib main bohat pareshan ho mene hifaz kia hai lekin ab main bol gya ho asa many k meny ek bar islam ki har cheez chod di thi lekin main ab sharmida ho aur itna time b nai k pir guran pak yad kar sako plz muje koi rasta batae warna ek aur gunah kar sakta ho khud koshi agar muje koi rasta nazar na aya to main is gunah se b peche nai hato ga 

Quran ki yaad ki hoi ayat ko bhool jana haram nahi aur inhain dobara yaad karna bhi wajib nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 198,pg # 81-82) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Baad mai

Ahkam e nikah

User Info.

iffi - goodlucksani@yahoo.com - islamabad - pakistan 

Question ID

13760 

Question Date

Friday, March 09, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kya aik syed larki ki shadi ghair syed larky sy jaiz hy? agar nae to kyu plz meri help krain is masly main 

Shia Sayed merd ka nikah ghiar syeda shia aurat k saath hosakta hay or isi terah syedah shia aurat ka nikah ghair syed shia merd k saath hosakta hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3, Maslah # 221). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Ahkam e nikah



User Info.

Rizwan Mehdi - rizwanmehdi78@yahoo.com - Layyah - Pakistan 

Question ID

13762 

Question Date

Friday, March 09, 2012 

Mujtahid Name

Aqa Sistani 

Question

Me ek larki se bht piar krta hon aur usy milta bhi hon, us k sath intercourse bhi kia hai mgr ab apny kiey hue gunah pr bht shrminda hon aur us se nikah kr k uski zndgi ko mehfuz bnana chahta hon because woh mere ilava ksi aur se shadi kbhi nahi krna chahti, me kuch majboriun ki wja se sb k samny nikah nahi krna chahta khufia nikah krna chahta hon jis pr larki ki ami ko koi aitraz nahi mgr usky abu ijazat nahi dete, kia me us k sath uski ami ki ijazat se khud he bghair gawah k seeghay parh skta hon? Yahan par yeh batana zruri smjhta hon k woh muasharti lihaz se mere barabar ki larki hai to kia us sorat me bhi us k abu ki ijazat lazmi hai? please jawab zarur den me bahur pareshan hon.  

1)Zina karna gunah e kabira hay.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30)

2)Jis shakhs nai kisi aurat sai zina kia ho aur os sai shadi karna chahae to is k lie ehtiyat e wajib ye hai k wo os aurat say toba karnay say pehlay nikah na karay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 403 pg # 235)

3)kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or baligh bhi ho. agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.(yahaan kawari nah honay say muraad sirif ye hay k aisi lerki jo talaaq yaafta ho ya baywah ho or oskay shohar nay oskay saath hambistari /jima(intercourse) kia ho or oskay kawaraypan ko khatam kia ho or oski iddta bhi khatam ho chuki ho.agar zinaa ya aisay hi kisi kaam say oska kawaraypan khatam hoa ho tu ye kawari hi kehlaay gi. isi terah agar baap ya dada os merd k saath osay shaadi kernay ki ijzat nah daitay hon jo sharan(Ismlam ki nazar main) or urfan(maa’aashay ki nazar main) os k brabari(equal) ka ho tu ijazat ki zarorat nahi, isi terah baap ya dada ki maujood nah hon ya kisi doosri wajah say ijazat laina mumkin hi nah ho or lerki ka nikah kerna bohat zarori ho tab hi baap ya dada say ijazat layna laazmi nahi hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342)

Taqleed


User Info.

Hasan - hasanraza_jafri@yahoo.com - Islamabad - Pakistan 

Question ID

16952 

Question Date

Friday, October 05, 2012 

Mujtahid Name

Ayat ullaha Sistani 

Question

Assalam-o-Alaikum, mera yeh sawal haid k hum mujtahid ki taqleed kyun kartay hain, because main nay baaz logon say suna hai k hum to Iman e Zamana AS ki taqleed kartay hain to kisi mujtahid ki taqleed ki zaroorat nahi hai. Plz reply in detail. Thanks. 

1)Imam Mehdi a.s. farmatay hein: “Gaibat e kubra k zamanay mai pesh aanay walay halaat k silsilay mein hammari hadisoo ko bayan karnay walay ravioun ki taraf roju karoo q k wo humari taraf sai tum par hujjat hein jis terah hum ALLAh ki taraf sai tum par hujjat hein.”

Imam k is farman k pesh e nazar un tamaam logo par jo darja e ijtehad par faiz nhi hain, apnay zamanay k mujtahid ki taqleed krna wajib hai q k is k bagair in ki abadat aur aisay tamaam aamaal jin mai taqleed zaroori hai batil ho jatay hain. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.)

2)Taqleed mujtahid k fatway k mutabiq amal karney ka naam hai is terah mujtahid ki rae k mutabiq jis kam ko anjam dena jaiz ho is ko anjam dain aur jis ko tark hona chahea usay tark karain baghair is k keh is maslay me mazeed koe justuju aur tehqeeq karain. Goya aap nai apne amal ko haar ki terah mujtahid ki gardan me daal dia hai aur khuda k nazdeek is mujtahid ko apne naama e amaal ka zimedaar thehraya hai. (ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded faqhi masayl pg # 49)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

ok

Taqeeebat e namaz



User Info.

Shams Zaheer - humdumbhai@yahoo.com - sialkot - pakistan 

Question ID

16951 

Question Date

Friday, October 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Main aap sy ye pochna chahta ho k kia namaz k bad hum sajdy mian ja kar dua mang sakty hain k nai 

Insan k lie mustahabb hai k namaz k baad sajdah e shukr baja laye aur itna kafi hai k shukr ki niyat sai peshani zameen par rakhay laikin behtr ye hai k 100 dafa ya 3 dafa ya 1 dafa “ﷲ ﺸﻜﺮﺍ ” ya “ ﻋﻔﻮﺍ ” kahay. Aur dua mang saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1110) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Shadi biah 16949 aur 16948 del



User Info.

hamza - msadaqat47@yahoo.com - multan - pakistan 

Question ID

16950 

Question Date

Friday, October 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

salam sr mra swal ya hy k mre bevi 7 ma ke hamla hy kya my os ky sat hm bestri kr skta hon ahgy ya pechy sy ya dono saide sy ya ksi ak seid sy plz jldi anser dny. 

1)Mustahabb hai k jab biwi hamila ho to jimma karnay sai pehlay wazoo kia jay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5)

2)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)

Note : Is ki aur maloomaat k lie aap doctor ki taraf rajoo karain k is waqt jima krna bachay k lie nuqsan day to nahi hai (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

ok

nikah



User Info.

uroojnasir - uroojnasir420@gmail.com - multan - pakistan 

Question ID

16953 

Question Date

Friday, October 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

nikah k liy aceptance and propsal ka huna lazmi hy gwah bhi hun to kia nikah phu gia hy cell py? jst larka and larki ki razamandi aur 2 gwah bhi hun ......answer plzzzzzzzzzzzzz 

1)Nikah chahay daimi ho ya ghair daimi(yani muta) is main seeghah (nikah k bool) perhna zarori hay.aurat or merd ka faqat raazi hona kafi nahi, or isi terah (nikah naama) likhna ehtiyaat e wajib ki bina per kaafi nahi hay. Aqd e nikah ki khuch shara,it hain jin me se khuch ye hain k:- 1)Ehtiyaat e wajib he nikah ka seeghah sahih arabi me parha jaay,or agar khud merd or aurat sighah arabi main nah perh saktay hon tu arbi k Alawa kisi dosri zaban main perh saktay hain or kisi ko vakil banana laazimi nahi hay. 2) sigha parhne wala aqal-mand ho or agar apne lie perh raha ho to baligh hona bhi zurari hai . 3)Merd or aurat or uska vakil sigha parhte waqt qasd e insha(nikah ka irada ) rakhte hon. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 2328+2335) Agar merd or aurat khud ghair daimi nikah(muta) ka seegah perhna chahain to, nikah ki muddat aur meher taay karney k baad pehlay aurat kahay k (زوجتک نفسی فی المدۃ المعلومۃ علی المھر المعلوم)(Zauwajtoka nafsee fil muddatil ma’loomati alal mahril ma’loom) Or os k baad merd furan kahay (قبلت)(qabilt) tu nikah ho jaay ga. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 2334).

2) kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or baligh bhi ho. agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.(yahaan kawari nah honay say muraad sirif ye hay k aisi lerki jo talaaq yaafta ho ya baywah ho or oskay shohar nay oskay saath hambistari /jima(intercourse) kia ho or oskay kawaraypan ko khatam kia ho or oski iddta bhi khatam ho chuki ho.agar zinaa ya aisay hi kisi kaam say oska kawaraypan khatam hoa ho tu ye kawari hi kehlaay gi. isi terah agar baap ya dada os merd k saath osay shaadi kernay ki ijzat nah daitay hon jo sharan(Ismlam ki nazar main) or urfan(maa’aashay ki nazar main) os k brabari(equal) ka ho tu ijazat ki zarorat nahi, isi terah baap ya dada ki maujood nah hon ya kisi doosri wajah say ijazat laina mumkin hi nah ho or lerki ka nikah kerna bohat zarori ho tab hi baap ya dada say ijazat layna laazmi nahi hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Shadi biah



User Info.

aneeq - ulfatkalyami@gmail.com - lahore - pakistan 

Question ID

16918 

Question Date

Thursday, October 04, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

meri biwi shadi se pehly kisi k sath sex karti rahi, us ne mujy bata dia, main ne usy maaf b kar dia, ab wo kehty hay k jis k sath wo sex karty thi uska penis boht big tha, mera to normal hay kia humain ed ko chor dena chahiy 

1)Mard ko chahae k jis aurat sai shadi karna chahta hai os me on sifaat aur khososiyaat ko pesh e nazar rakhay jo aik misali khatoon me honi chahae jo pak daman, shareef ul asal aur naik ho aur dunyavi aur ukravi muamilaat me sohar ki madad gar sabit ho. Mard k lie ye munasib nahi he k biwi k intikhab me is ka metmae nazar sirf is ka zaaheri husn o Jamaal aur maal o dulat ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 386 pg # 232).

2)Jahan tk uzo e tanasul (penis) ka chota ya lamba hone ka sawaal hai, tu osay bs is qadar hona chahiay k Indaam e nihaani (yani aurat ki sharam gah) ko mutaharrik kar sakay or sub se ziyada hasaas(sensitive) sharam gah ka bahir ka hissa hota hai. Khaas tour per bazr(Clitoris) or os tk phochne k liay chota uzo(penis) bhi kafi hota hai. Laihaza penis ka chote bara(large) hone sai koi faraq nahi parta, albatta penis ka bohot hi ziyada bara(large) hona takleef ka sabab hota hai. (Ref: Tehqeeqi islami encyclopedia,mu,allif doctor sibt e shabbar zaidi,vakil e ayatollah muntazari, part#1, pg#110-111 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Toba


User Info.

khutbu - mkhutbu@yahoo.com - kolahpur - india 

Question ID

16926 

Question Date

Thursday, October 04, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

jina kane ke baad mene tuba karliya tho uska gunah haga ya iski puch hogi ya ham asa samaj sakte hain kya kiya hi nahi.  

Parwardigar nai quran majeed mai wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta hai. aur aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday par amal na karay. (Ref : website Ayatullah sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

Toba istemna



User Info.

hamza - hamza.abbasi45@gmail.com - bahawalpur - pakistan 

Question ID

38516 

Question Date

Thursday, February 21, 2013 

Mujtahid Name

islam 

Question

mein muth marta tha kia allah mughemaaf kar de ge  

1)Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba)

2)Hazrat Rasool e Khuda irshad farmatay hain k: Jo shakhs surah e talaq surah no 65 ki tilawat karay ga Khuda os ki toba qabool karay ga jis mai ghunnah ki taraf dubara lotna na ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

Shadi biah



User Info.

khan fahim - khanfahim129@rocketmail.com - islamabad - pakistan 

Question ID

38509 

Question Date

Thursday, February 21, 2013 

Mujtahid Name

Aayat-ul-Allah Seestani  

Question

kya hm shadi k budh apni biwi ko pechy sy kr shakty han? 

Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

aqaid



User Info.

mustansar - mustansar.ali62@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

33072 

Question Date

Saturday, January 05, 2013 

Mujtahid Name

ayatullah sistani 

Question

hamari kia zemadari hai imam zamana kai dour mein

Ham sab Imam e zamana a.s k zahoor k muntazir hain aur is waqt hamari zimadari ye hai k mujtahideen ki taraf sai bayan karda ahkam e shariat par amal karain aur zahoor k bad hamari zimadari khud imam batain gay. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 228,pg # 89-90)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok


peshab

User Info.



Shakir - Shakirlakiyaari110@gmail.com - Hyderabad - Pakistan 

Question ID

38278 

Question Date

Tuesday, February 19, 2013 

Mujtahid Name

Agha Sistani 

Question

Salam Qibla agar Peshab krne k baad Mani k ek ya do ktray aajain to kya namaz k liye Ghusal Wajib ho jai ga.... 

Wo ratoobat jo baz awqat peshab k bad niklti hai osay wida kehtay hain agar is sai peshab mila hua na ho to pak hai is k alawa is sai ghusl wajib nahi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

Na meharm



User Info.

Salman - Sheikhsalman6@gmail.com - Lucknow - India 

Question ID

37716 

Question Date

Friday, February 15, 2013 

Mujtahid Name

Yes 

Question

Girlfriend se bat karte waqt ya kisi aur khayal se mere niche se chipchipata hua pani nikal jata hai kya is wajha se mai najis ho jata hu. Aur kya ye to jo nikal hai wo mani hai mani to white hota hai par yeh to pani k shakal ka hota hai plz jaldi se hmari madat karye meri namaz kaza ho rahi hai 

1)Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai hubtilla honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69)

2)Jo ratubat shewat anghese tasaworat k waqt insan apni sharamgha me mahsoos karta hai wo pak hai is se ghusal bhi wajib nahe hota hai aur na wazu batil hota hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 345)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

Ahkam e najasat



User Info.

chand - gmmknr@gmail.com - Hyderabad - andhra pradesh 

Question ID

37722 

Question Date

Friday, February 15, 2013 

Mujtahid Name

mujtahid 

Question

mani ke mu me jane se jism na pak hota hai mani ka peena jayez hai aur mazi ka peena jaiz hai ya nahi mazi kapde par lagne se kapda na pak hota hai

Bad

Zina


User Info.

Samir - Salavshaikh91@gmail.com - Baroda - India 

Question ID

37742 

Question Date

Friday, February 15, 2013 

Mujtahid Name

 

Question

Mene Zajbat me aakar aek larke k sath zinnah kar liya he or mene meri mani nikal ne tak aesa kiya hai or ye mene 3 ya 4 bar kiya hai to plz muje batae k ye chij se kese bacha jaye plz iska ans jaldi dena. 

Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   53   54   55   56   57   58   59   60   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2025
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish