Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet54/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   50   51   52   53   54   55   56   57   ...   91

1-Enjeer ko doodh or jow k aaty main milakar lep karein . 2-Chehrey par chayon ki jaga ungliyan phertey hoay sorah e hijr ayat#21(Sorah#15) or sorah e shuraa(Sorah#26) ki ayat# 72-73, 3 martabah parhain tu chand dino main chehra nikhar ker saaf o shafaaf hojaay ga.(Ref:Naway e salheen pg338). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Shadi biah



User Info.

mair alpha - mair.910@yahoo.com - rawalpindi - pakistan 

Question ID

13974 

Question Date

Friday, March 16, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

main apni bivi se kis tarah hum bestari karon aasan aur sada alfaz main mujy btain. ta k main koi gair islami tariqa na akhtair kr skon apki meharbani oge 

1)Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hai k jima k waqt mustahab hai k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab biwi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makrooh hain un main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumeraat k din k, 3. groob e aaftaab k waqt ka hona, 4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena, 5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main , 7. islami mahinay ki darmiani or aakri taarikh main jima kerna, 8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna, 9.berhana (naked) halat main jima kerna, 10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna, 11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 ) 2)Hambistari ki dua: Mustahabb hai k hambistari say pehlay apna haath biwi ki peishani k baal (hair of forehead) par rakhay aur ye dua perhay: ﺍﻠﻠﻬﻢ ﻋﻠﻰ ﻛﺘﺎﺑﻙ ﺘﺰﻮﺠﺘﻬﺎ ﻮ ﻔﻰ ﺍﻤﺎﻨﺘﻙ ﺍﺨﺬﺘﻬﺎ ﻮ ﺑﻛﻠﻤﺎﺘﻙ ﺍﺴﺘﺤﻠﻠﺖ ﻔﺮﺠﻬﺎ ﻔﺎﻦ ﻘﻀﻴﺖ ﻠﻰ ﻔﻰ ﺮﺤﻤﻬﺎ ﺷﻴﺌﺎ ﻔﺎﺟﻌﻠﻪ ﻤﺴﻠﻤﺎ ﺴﻮﻴﺎ ﻮ ﻻﺘﺠﻌﻠﻪ ﺸﺮﻚ ﺍﻠﺸﻴﻄﺎﻦ (“Alla humma alaa kitaabeka tazwwajtoha, wa fee amanateka akhaztoha, wa bekalematekastahlalto farajaha, fa in qazayta lee fee rahmeha shyan fajalhoo musliman saweeyyan wa laa tajalahoo shirkashshaitan”) Tarjuma: “Yaa Allah main nay teri kitaab k mutabiq is say nikah kia or teri amanat mai is ko lia hai or teray kalimaat k zarie sai is ki sharam gaah ko halaal kia, pas agar tu nai is k raham mai meray lie koi cheez ka faisla kia hay to is ko musallam aur kaamil qarar dai aur is main shitan ki shrkat na qarar dai.” (Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3,maslah # 4)

3) Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari karna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, aur agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay. (ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

4) Haiz k ayyaam (days) main aurat (women) ki farj mein jima karna mard aur aurat dono k liay haram hai, chahay dukhool sirf supari(paishab ki nali ka shuru ka chikna hissa) ki had tak hi ho aur mani bhi kharij na ho, balkah ehtiyaat-e-wajib yeh hai k supari se kam miqdar main bhi dukhool na kia jaay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

15587


Shadi baih

mera sawal ye hai k mujhe mc k douraan bhi apne shohar jismani rashta kayam krne ko dil karta hai kya deen ki hawale se aisa kar sakti hoon agar mumkin nahi toh kya main is douran back side se le sakti hoon. Dusri baat ye hai kya mai apne sohar se apbi sharmgah choosa aur chatwa sakti hoon pls zara jaldi batein deen ki roushni mein.?

1)Haiz k ayyaam (days) main aurat (women) ki farj mein jima karna mard aur aurat dono k liay haram hai, chahay dukhool sirf supari(paishab ki nali ka shuru ka chikna hissa) ki had tak hi ho aur mani bhi kharij na ho, balkah ehtiyaat-e-wajib yeh hai k supari se kam miqdar main bhi dukhool na kia jae. Albetta ye hokum aurat sai dubr mai jima k lie nhi hai laikin dubr mai jima, aurat k razi na honay ki surat mai ehtiyat e wajib ki bina par jaiz nhi hai chahae wo haa’iz ho ya na ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448)2) Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

12922



Shadi biah

ia hum apni biwi kay sath back say sex ker saktay hain kia ye haram hai ya is say mana kia gaya hai

Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)

ok

13621



Shadi biah

bv ka back istemal karna jaiz hai ya nahi

Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)

ok

12503



Shai boiah

kha husband wife ke back use kar sakta ha

Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)

ok

9299



Shai biah

kia wife ko back side sa sex kerna jaiz ha Quran o Sunnat ke roshni ma jawab dain. Shukria

Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

ok

9377



Shai biah

Kya husband apni wife ke sath back se sex krsakta hai

Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

ok

9577



Shai biah

alam, mai ye janna chahata tha.k mai apni biwi k sath back side se sex kar sakta ho.wo razi hai.

Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

ok

9679



Shai biah

kya mein apni biwi ke back hole mein ker sakta hon ager is mein biwi ki merzi bhi shamil ho plz mujhe batain ye jaiz he k nai

Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

ok

9880



Shai biah

Q643 agar koi apni bive ko back side ass mai kare to uske liye kya saza aur jaza hai

Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

ok

10909



Shadi biah

kia main apni bevi ko apna uzwa-e-khas suck karwa sakta hoon or kia main apni bevi ko back side say fuck kar sakta hoon, is ka jawab zaroor dain kyonka is door kay hisab say or hamary moashary ko is cheez ke zaroorat paregi.

Ans: 1) Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)2)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

ok

11325



Shai biah

alam,sir mera question ye hai k kia wife k sath back side se sex krne se nikah toot jata hai.

Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.Aur is sai nikah batil nhi hota hai.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2335)

ok

5375



Shadoi biah

1-kya bivi k backside/anus me intercource kia jaskta he.

kya agar bivi pregnent hojae to kya phir bhi backside se intercource kia jaskta he?

Ans:


1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

2)Mustahabb hai k jab biwi hamila ho to jimma karnay sai pehlay wazoo kia jay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

6983


Shadi biah

mera question ya ha k ap na apne question id no 6353 ma farmaya k wife par sakhti baghir shari uzr k nahi karne chaye , mera sawa ya ha k , agar orat mard ki khawahis par mukamal kapre nahi utarti , ya use lift nahi karate , ya us k bat ki mukhalifat karte ha , ya sex sa rokte ha(back side or front) buland awaz ma bat karte ha ya shohar ki bat apne ma bap ko karte ha to, bagiar ijazat k ghar se nikalte ha to kia ya sab batain shari uzr ma nahi aten, agar nahi to hamre guidance k lia wo batain bata dain jo shari uzr ma ate hain

Allah Hafiz

Ans: Sharie uzr sai murad aurat ka haiz ya nifas ki halat mai hona hai q k haiz aur nifas ki halat mai hambistri krna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2376) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

7349


Shadi biah

mere apni bivi ka sath back side sa Galti sa aik baar hambestari kar lae ha ab muje kia karna caheyya.

Ans : Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

ok

7351



Zeenat

ndershave ka kia tarika ha ya kahan say kahan tak karni chahin or kia ya back say bi karini chahin or aghar karini chahin to kahan sa kahan tak

Ans: Noora lagana yani puray badan k baal saf krna (hatta k sharamgah k bhi) riwayat ki roshni mai mustahabb hai. (Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

7349



Shai biah

A.O.A


Sawal: mere shadi ko 11 saal ho gae ha mere apni bivi ka sath back side sa Galti sa aik baar hambestari kar lae ha ab muje kia karna caheyya.

Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).

Ok

Aulad k lie



User Info.

Noushin - noushinkpathan@gmail.com - Nashik - India 

Question ID

17143 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Assalam Aalekum, Aap ke bataye huain wazefe ke hisab se, Aurath ke peath pe bandh ne wale dhage ko pure waqth penkar rakhna hai ya usae raat main nikalkar rakhna hain. 

Is ayat ko lifafay mai band kar k aurat apnay pehlu k sath bandh lai inshallah jald sahib e aulad ho jae gi. Aur is taweez ko jab tk aulad na ho bandh kar rakhay. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

General



User Info.

muhammad maqsood - msbmmangla@gmail.com - mangla - Pakistan 

Question ID

17146 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kya main apni do betion ke shadi aik din do alag alag larko se ker sakta hoon 

Jee han shadi kar saktay hain. Q k shadi un mustahabbat mai sai hai jin ki islam nai bohat ziada takeed ki hai , Rasool e Khuda s.a.w.w. ka farman hai k : jo shakhs shadi kar leta hai wo apna adha deen bacha leta hai.

Is k alawa shadi k silsilay mai logo k lie koshish krna, un k lie wasila ban’na aur tarfain ko rishtay k lie aamada krna mustahabb hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 385-89 pg # 231-33)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Zeenat


User Info.

Kamran Ali - karamatali2009@hotmail.com - lahore - pakistan 

Question ID

17141 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

sir mujhay ye pochna hai k mard k lye pindlyon ya seenay k bal saf karny k hawaly se kya hukam hai 

Noora lagana yani mard aur aurat ka puray badan k baal saf krna (hatta k sharamgah k bhi) riwayat ki roshni mai mustahabb hai. (Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok


Shadi biah

User Info.

Batool - aquagreen85@yahoo.com - rawaplindi - pakistan 

Question ID

17145 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

sistani 

Question

if husband didnt meet wife for long time till four motnhs without any contact and nan nafqah.than nikah will be valid or ont? 







1)It is not permissible for the husband to abandon sexual intercourse with his youthful, permanent wife for more than 4 months, except when sexual intercourse is harmful to him, or involves unusually more effort, or when the wife herself agrees to avoid it, or if a prior stipulation to that effect was made at the time of Nikah by the husband. And in this rule, there is no difference between the situations when the husband is present, or on a journey, or whether she is a wife by permanent or temporary marriage.

2)If the husband who is responsible for the wifes maintenance, does not provide her the same, she can draw her expenses from his property without his permission. 


And if this is not possible, and she is obliged to earn her livelihood, and she cannot take her case to the Mujtahid, who would compel him (even by threatening him with imprisonment) to pay the maintenance, it will not be obligatory upon her to obey her husband while she is engaged in earning her livelihood.

In above two problems in a permanent marriage, the marriage is in order(valid). (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2380-82) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Shadi biah



User Info.

mohammad bilal - bilal_sum@yahoo.com - bahawalpur - pakistan 

Question ID

17157 

Question Date

Friday, October 12, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

aslamolikm bivi ki sharam gah dekh sakta hay our udher kis kar sakta hay

1)Mian aur biwi aik doosray ka pura badn dekh saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2400)

2)Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Agar tawaf k doran hadas sadir ho jae to is ki chand suratain hai. 1: Hadas chotay chakar k puray honay sai pehlay hua ho to is surat mai tawaf batil ho gaur taharat k baad is ko dubara karna ho ga. 2:Hadas chotay chakkar k mukammal honay k baad hua ho aur bagair ikhtiar k hua ho to is surat mai apnay tawaf ko rokay aur taharat kar k phir jahan sai chora thaw aha sai idama dai kar pura karay. 3: Hadas chotay chakkar k baad hua ho laikin is k ikhtiar sai ho to ahwat ye hai k is surat mai taharat kar k tawaf ko jahan sai chora thaw aha sai idama dai kar pura karay aur phir dubara bhi karay. (Ref : Manasik e Hajj masla # 285)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



Jee nahi aisa nahi hay balkeh hajj wajib honay ki khuch sharait hain:

1)insan balig ho. 2)aqil aur azad ho. 3)hajj par janay ki wajah say koi aisa na jaiz kaam karnay par majboor na ho jis ka tark karna hajj karnay say ziada aham ho ya koi aisa wajib kaam tark na hota ho jo hajj say ziada aham ho lakin agar is halat may bhi hajj par chala jay to ghunahgar zaroor hay magar hajj sahi hay. 4)isteta’at rakhta ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1994) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

surah ahkaf surah # 46 ko likh kar aab e zamzam sai dho kar pi lain to logon mai har dil azeez ho jae gay. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 61)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Emtiham mai



User Info.

abbas ali - agjatniwala110@yahoo.com - - india 

Question ID

17151 

Question Date

Friday, October 12, 2012 

Mujtahid Name

ayatullah sistani 

Question

salamun alaikum i have a brother studying in f y bcom not able to study bfore he was a ranker of the class now not even he is able to pass he sleep a lot .he even wishes to study any dua for him ilaaj exam r nearer  

Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   50   51   52   53   54   55   56   57   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2025
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish