namaz
|
S/no:10
|
|
Print me- Delete
|
User Info.
|
ashad mozumder - ashadmzmdr284@gmail.com - banglore - india
|
Question ID
|
16303
|
Question Date
|
Friday, September 07, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
assalamualikum,mai jab bhi namaj me khada hota hu man me ulti sidi baate aati hai kabhi kabhi toh yahi sochta hu .........allah ko ulta sidha bolta rehta hu par jab namaj khatam hoti hai toh bahut rona aata hai aur bura lagta hai ....aap meherbani karke mujhe isse bachne ka tariqa aur namaj me concentrate karne ka tariqa bata sakthe hai kya.....
|
Insan ko khayl rakhna chahea k namaz jaldi jaldi na perhay aur namaz ki halat mai khuda ki yad mai rehay aur khusho aur khuzoo aur waqar sai namaz perhay aur ye khayal rakhay k kis hasti sai kalam kar reha hai aur apnay aap ko khuda ki azmat aur buzrgi k moqablay mai haqeer aur na-cheez samjhay. Agar insan namaz k doran puri terh in batoo ki taraf motawajah rehay to wo apnay aap sai be-khabar ho jata hai jaisa k namaz ki halat mai Hazrat Ali a.s. k poun sai teer nikal lia gya aur imam a.s. ko khabr tk na hui. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, namaz k ahkam) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Send
User Info.
|
tooba - tooba_pu@yahoo.com - faisalabad - pakistan
|
Question ID
|
16208
|
Question Date
|
Monday, September 03, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
aoa.main ne sheikh sahab k btaye hue amal k mutabiq surat raeed ki ayat num 31 ko alag haroof mein likha aur pehlu mein bandha.isko bandhe one month ho gya but still good news ni.i have to ask k ye ayat mujhe khud hi likhni thi aur kia wajah ho sakti hai k result positive nhi
|
Answer
|
|
Topic
|
Surah e read ki ayat no 31 ayat ko shi terah sai khol kar likhain phir aurat k pehloo k sath bandh dain inshallah jald sahib e aulad ho jain gi. Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 94) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|
User Info.
|
Ameena - Aliaaffi@yahoo.com.au - Perth - Australia
|
Question ID
|
16213
|
Question Date
|
Monday, September 03, 2012
|
Mujtahid Name
|
Ayetullah seestani
|
Question
|
Salam,ay pichley kahin sallon se moth or qaber ki haqiqat k khof main mubtilan hoon.ye khof amooman raath ko sotey me zia ho jata hai jis ki waja se mai neend se utt jati hoon or rona shoron ho jathi hoon k muje bhi marna hai or qaber mai akili hoongi.ye halat kuch der tak hoti hai.lakin din k waqt mai ziada ter normal hoti hoon.lakin aik do dafa main din k waqt bhi ye khof muje aya hai.plz muje iss khof ki waja batain ya koi hal ya wazifa.ye khof mai alfaaz mai bayan nahi ker sakti.plz help me.jazakallah.
|
Answer
|
|
Topic
|
Agar koi har juma ism e Mubarak AL BARIO “ ” 100 bar parhay to KHUDA is ko qabr mai tanha na rakhay ga aur is k lie aik monis qarar day ga. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|
Qaza namaz
|
S/no:11
|
|
Print me- Delete
|
User Info.
|
MA Bangash - khanjunny@yahoo.com - Hangu - Pakistan
|
Question ID
|
16302
|
Question Date
|
Friday, September 07, 2012
|
Mujtahid Name
|
Sistani
|
Question
|
Salamun Alaikum ! Shamsi aur Qammeri 15 saloon ki dermyan 150 din ka farq hota hai. Mard per 15 qammeri saal pori honi per Nimaz roza farz ho jati hain. Mera sawal ye hai kih ager koi momin masla na janni ki waja se qammri saal ki bajai shamsi 15 saal pori honi ki baad wajib nimaz perha shuru keri to kya masli ka ilam honi ki baad 150 din ki Nimaz qaza ki neyyat se parhna zaroore hai ya nahin.
|
Jis shakhs ne apni namaz un k apnay waqt me na parhi hoon to zarori he k un ki qaza baja laay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1356 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
send
|
Ahkam e niahk
|
User Info.
|
salman - salman2@ymail.com - peshawar - pakistan
|
Question ID
|
16316
|
Question Date
|
Saturday, September 08, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
islam mein ek larki kitne mardo k sath shadi kar sakti hai
|
Jab aurat sohar dar ho yani kisi ki biwi ho to os k lie sohar k hotay huay doosri shadi krna haram hai leikin job sohar talaq day day ya sohar ki wafat ho jae to iddat k baad doosri shadi kr sakti hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2366) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
send
|
pardah
|
S/no:3
|
|
Print me- Delete
|
User Info.
|
Sayed qayem - Sayedqayem@gmail.com - Mumbai - India
|
Question ID
|
16311
|
Question Date
|
Friday, September 07, 2012
|
Mujtahid Name
|
Aayattula shishtani
|
Question
|
Kisi b ladki ko hijab kis had tak wajib hai.jaise wo apne sister ke husband k samne bina parde ke ja sakti hai ke nahi.
|
Sister ka sohar na-mehram hai aur aurat ko caheay k sar k baal aur apna badan na-mehram mard sai chupay laikin na-mehram mard k samnay chahra aur kalaion tk hath khulay rakh saklti hai leikin is surat mai haram mai mubtila honay ka khof ho yak is mard ko hath aur chehra dekhana haram mai mubtila krnay k iraday sai ho to in donoo suratoo mai in ko chupana wajib ahi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2399) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
send
Na mehram
|
S/no:4
|
|
Print me- Delete
|
User Info.
|
Sayed qayem abbas - Sayedqayem@gmail.com - Mumbai - India
|
Question ID
|
16310
|
Question Date
|
Friday, September 07, 2012
|
Mujtahid Name
|
Aayatulla shishtani
|
Question
|
Agar mai kisi ladki ko sirf pasand karta hun aur shadi ka irada rakhta hun toh ye jaiz hai ki nahi answer kisi rivayat se bataiye mujhe.
|
Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai hubtilla honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
User Info.
|
Mohammed Anwer - map@nmdc.ae - Abu Dhabi - UAE
|
Question ID
|
19257
|
Question Date
|
Monday, October 22, 2012
|
Mujtahid Name
|
Quran and Sunnah
|
Question
|
Kia meri biwi ko maray bayo aur bahno kay baito say parda karna zaroori ha?
|
Sohar k bhetijay aur bhanjay os ki biwi k lie na mehram hain. Aur aurat k lie ehtiyat e lazim ye hai k apna badn aur sar k baal is larkay sai chupay jo abhi balig to na hua ho laikin itna samajhdar ho k achay aur buray ko samajhta ho aur ehtimal ho k aurat k badn par is ki nazar prnay sai is ki jinsi khowaish baidar ho jae gi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2399) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Aulad k lie
|
S/no:5
|
|
Print me- Delete
|
User Info.
|
kazim raza shah - kazim_shah73@yahoo.com - thatta sindh - pakistan
|
Question ID
|
16309
|
Question Date
|
Friday, September 07, 2012
|
Mujtahid Name
|
aagha sistani
|
Question
|
salam mera sawal ye hai k shadi ki raat se lekar orat k sath ek bacha paida karna k liye kitne din orat ke sath hambistri kar sagta hai insan plz give me answar kazim_shah73@yahoo.com my maail
|
Bacha paida krna Allah k hath mai hai insan sirf koshish kar sakta hai kisi kisi ko aik hi bar intercourse krnay sai hamal ho jata hai aur kisi ko saloo intercourse krnay k baad bhi bacha paida nhi hota hai. aur hamal thr janay k baad mustahabb hai k intercourse krnay sai pehlay wazoo kar lia jae. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3, masla # 5) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Shadi biah
|
S/no:6
|
|
Print me- Delete
|
User Info.
|
Attique Haider - chhaydir@yahoo.com - gujranwala - pakistan
|
Question ID
|
16308
|
Question Date
|
Friday, September 07, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
AOA, Sir mari shahdi abe hoye haa kuch din pahly mari bivi ko date the , or pahli raat maa nahe ker saka abe 10 din ho chuky hain maa nay abe teq nahe kea kyun k uss kay dil maa dar haa or wo der rahe haa mera ye sawal haa k kuch gulat to nahe ho raha haa k maa kuch din or saty kar sakoo tu .
|
Pehli raat mai aurat mai jhejk ya rokuwat ya dar ho sakta hai is lie is raat ka khali chala jana koi aib nhi hai biwi ki mowjoodgi mai bohat si raatain aisi aati hain jin ko pehli raat samjha ja sakta hai. (Ref : Kitab Islam aue Jinsiaat pg # 157) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
S/no:263
|
|
Print me- Delete
|
User Info.
|
niaz - ijazanwarkhan@yahoo.com - riyadh - saudiarab
|
Question ID
|
15344
|
Question Date
|
Monday, August 06, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
biwi ko lips pe kiss kiya ja sagta hai plese give me answer
|
Answer
|
|
Topic
|
Please specify in case of "Other"
|
1)Sohar aur biwi dono apne badan k kisi bhi hissay ko dosray k badan k kisi bhi hissay se muss ya cho saktay hein chahae lazzat se ho ya baghair lazzat k. (ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded faqhi masayl masla # 406 pg # 236) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|
Shadi biah
User Info.
|
samia - samiausman04@gmail.com - karachi - pakistan
|
Question ID
|
13978
|
Question Date
|
Friday, March 16, 2012
|
Mujtahid Name
|
sunni
|
Question
|
kitney arsey azdawaji talluqat na honey per nikkah khatam hojata hai?
|
Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.
Shohar apni jawan biwi say 4 mahinay say ziada muddat(time period) k lie hambistari(intercourse) tark nahi kar sakta magar ye k(except) hambistari os k lie nuqsandah ya ziada takleef ka sabab(reason) ho ya oski biwi khud 4 mahinay say ziada muddat k liay hambistari tark karnay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziada muddat k lie hambistari tark karnay ki shrt rakhi gae ho. Laikin is se nikah nahi batil nahi hota.(Ref : tauzeehul masail, ayatollah Seestani d.b. ,maslah # 2382, 2335). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
istebra
S/no:63
|
|
Print me- Delete
|
.User Info.
|
Mushahid - mohdmushahid99@yahoo.com - Delhi - India
|
Question ID
|
15561
|
Question Date
|
Monday, August 13, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Mujhe peshab karne ke kuch der baad katra aata he kya istanja karna zaroori he ya me ase hi namaz par sakta ho
|
Do'stlaringiz bilan baham: |