1) Nabi se muraad wo insaan hai jis k pass wahi ya kise aur tariqe se ghaib ki khabrain aate hai .
2)Rasool wo insaan hai jo (ghaib ki ) khabrain k batane k lye apne qoum ki taraf bejha jata hai.
3)Ambia nabi ki jama ha . (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 4, ques # 226, pg # 101) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
User Info.
|
Ghulam Abbas - h_iqbal@yahoo.com - Karachi - Pakistan
|
Question ID
|
14696
|
Question Date
|
Friday, July 06, 2012
|
Mujtahid Name
|
Ayatulla Khomaini
|
Question
|
Mujhay apnay opper kiyay gaeey Kala jado kay toor k liyay koee rohani moalij ki zarrorat hay
|
Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
asad abbas naqvi - Asad1a@yahoo.com - TAXILA - pakistan
|
Question ID
|
14692
|
Question Date
|
Thursday, July 05, 2012
|
Mujtahid Name
|
SIST6ANI
|
Question
|
SLAAM PLZ REPLY MUST MRA SWAL MUTTA K HWALY SA HA K KEA PAKISTAN MA MUTTA HO SKTA HA? OR MUTAH KA PROCEDURE KEA HA?
|
1) kisi aurat k saath mutaa karna agarchah lazzat haasil karnay k lie na ho tab bhi sahi he.
2)Nikah chahay daimi ho ya ghair daimi(mutaa) is main seeghah (nikah k bool) perhna zarori hay. Aqd e nikah ki khuch shara,it hain jin me se khuch ye hain k:- 1). Ehtiyaat e wajib he nikah ka seeghah sahih arabi me parha jaay,or agar khud merd or aurat sighah arbi main nah perh saktay hon tu arbi k Alawa kisi dosri zaban main perh saktay hain or kisi ko wakeel banana laazimi nahi hay. 2. sigha parhne wala aqal-mand ho or agar apne lie perh raha ho to baligh hona bhi zurari he . 3. ye k merd or aurat or uska wakeel sigha parhte waqt qasd e insha(nikah ka irada ) rakhte hon.
3)Agar merd or aurat khud ghair daimi nikah(muta) ka seegah perhna chahain to, nikah ki muddat aur meher taay karney k baad pehlay aurat kahay k (زوجتک نفسی فی المدۃ المعلومۃ علی المھر المعلوم)(Zauwajtoka nafsee fil muddatil ma’loomati alal mahril ma’loom) Or os k baad merd furan kahay (قبلت)(qabilt) tu nikah ho jaay ga. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 2385, 2328+2335, 2334).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
majeed - majeed646@yahoo.com - Zhob - Pakistan
|
Question ID
|
14691
|
Question Date
|
Thursday, July 05, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
kaproon key baghair wuzu ho jata hai ya nahin,or kia is wuzu se namaz ho jati hai ya nahin?
|
kaproon key baghair wuzu ho jata hai . is lye wuzoo k sahi honay k lie kaproon ka hona zaroori nahe hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # before 264). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
Vicky - vikkiikhan@gmail.com - haripur - pakistan
|
Question ID
|
14700
|
Question Date
|
Saturday, July 07, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Kaya zakaat apna bahnoi ko di ja sakti hai
|
1)Malik jis shakhs ko zakat day zaroori hay k wo shia isna ashri ho.
2)jis shakhs ka faqeer hona sabit ho os ko zakat di ja sakti hay. Faqeer wo hai jis k pas apna aur apnay ghar waloo k lie saal bhar ka karch na ho.
3)jo shakhs sharab pita ho ya namaz na parhta ho isi terha jo shakhs khulam khulla ghunah karta ho to ethiat e wajib ye hay k os ko zakat na di jay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1889, 1906-09) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
atiya sajjad - atiyasajjad@yahoo.com - madina - saudi arabia
|
Question ID
|
14701
|
Question Date
|
Saturday, July 07, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
haiz ki halath kya masjid e haram ko jasakte hai
|
Aurat k lie haiz ki halat me majid e haram me jana haram hai chahae aik darwazay sai dakhil ho kar dosray darwazay sai nikl ayein. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 448, 354)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
User Info.
|
mazhar khan - mazarkhan01@gamil.com - new delhi - india
|
Question ID
|
14786
|
Question Date
|
Saturday, July 21, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
asslamualekum, roze mein thuk nigalne se roza rehta hain ya nahi..
|
Moo(mouth) ka pani(thuk) niglnay sai roza batil nahi hato hay chahae kisi wajha say bhi moo mai aa jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1560 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
Junaid - Junaidkhan980@gmail.com - Delhi - India
|
Question ID
|
14787
|
Question Date
|
Saturday, July 21, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Salam.mera sawal yeh hai ki kya muh(mouth) ka thukh nigalne se roza batil hota hai
|
Moo(mouth) ka pani(thuk) niglnay sai roza batil nahi hato hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1560 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
Erum - erumsamiullah@yahoo.com - Lahorwe - Pakistan
|
Question ID
|
14784
|
Question Date
|
Friday, July 20, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
me puchna chahti hoon k mera 10 mah ka baita hai aur me usey doodh pilati hun kya muj per roza farz hy?
|
Jo aurat bachay ko doodh pilati ho aur os ka doodh kam ho agar os ka roza rakhna khud is k ya doodh pinay walay bachay k lye muzr ho to os aurat pr roza rakhna wajib nahi hai aur zaroori hay k har din k badlay aik mudd toaam(food) faqeer ko day aur in rozoo ki qaza krna zaroori hai. Lakin ehtiyat e wajib ki bina pr ye hokum sirf is surat mai hai jab k doodh pilanay ka inhesar isi aurat par ho, lakin agar bachay ko doodh pilanay ka koi aur tareeqa ho maslan kuch auratain mil kar bachay ko doodh pilaein ya isi doodh pilanay mai feeder(feeding bottle) ki madad bhi lain to aisi surat mai is hokum k sabit honay mai ishkaal hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1700) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
Heena - itsme.heena@gmail.com - nasik - india
|
Question ID
|
14783
|
Question Date
|
Friday, July 20, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
kya main napaki ke halat me laptop par quran padh sakti hu. Q ki mujhe transtlate quran padhna arabi to hindi.
|
Haaiz(wo aurat jo periods mai ho) k lye quran majeed parhna baaz fuqha k nazdeeq makrooh hai. magar ayatollah sistani d.b. k mutabiq makrooh nhi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 467) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
NAEEM SIDDIQUE - activnaeem@gmail.com - SITAPUR - INDIA
|
Question ID
|
14782
|
Question Date
|
Friday, July 20, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Assalam alaikum.......! Yadast (memory) tej karne ke liye koi dua batayein. Please Dua email ID par send karne ki taqleef karein.
|
Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
saba - saba82irum@hotmail.com - rawalpindi - pakistan
|
Question ID
|
14781
|
Question Date
|
Friday, July 20, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
salam my question iz that what prayer do u say vhn u see chand ov first ramadan?plz inform me .thnx.
|
Riwayat hai k har islami mahinay ki pehli tareekh ko 2 rakat namaz parhay. Pehli rakat mai surah e al-hamd k baad 30 martaba surah e ikhlaas aur doosri rakat mai surah e al-hamd k baad 30 martaba surah e qadar parhain. Namaz k baad kuch sadqa dain aur wo dua parhain jo takeebaat e namaz mai darj hain. (ref : Takeebaat namaz pocket size pg # 15) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
Ameena - Aliaaffi@yahoo.com.au - Perth - Australia
|
Question ID
|
16390
|
Question Date
|
Tuesday, September 11, 2012
|
Mujtahid Name
|
Ayetullah sistani
|
Question
|
Salamalaik.can women use razors to remove hair from her arms n legs,coz i have heard that its a sin.plz reply.
|
Yes, she can Women removes their body hair with Iron.(Ayat Ullah Seestani(d.b), email Rcvd from dated 15-07-2010) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Umrah mufradah ka saal k har mahinay mai baja lana mustahab hai 2 umrah k darmian 30 din ka fasla hona motebar nahi hai pas jaiz hai k aik umrah mahinay k aakhir mai baja laye aur doosray ko doosray mahinay ,ai . 2 umrah ko aik mahinay mai baja lana jaiz nahi hai. (Ref : Manasik e hajj Ayatullah Sistani masla # 137)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Do'stlaringiz bilan baham: |