Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet46/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   42   43   44   45   46   47   48   49   ...   91

1)Agar Khala ya phophi ki larki sai nikah karnay pehlay agar apni khala ya phophi sai zina karay to un ki larkion sai ehtiyat e wajib ki bina par nikah nahi kar sakta hai, faqat sochnay sai nahi hota hai.

2)Haram k baray mai sochna agar inzal(yani mani ka niklna) ka sabab na banay to ehtiyat e mustahabb hai k osay trk kia jae. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 199,pg # 82)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

iddat

User Info.

SEEMAB ZAFAR - szafar666@yahoo.com - dubai - uae 

Question ID

16762 

Question Date

Wednesday, September 26, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

AOE- MARAY FATHER INLAW KA INTAQL HAL HE MA HOW HA KEA MARI MOTHERINLAW APNA BAQE EDDAT APNE BATEE KA PASS DUBAI MA KAR SAKTEN HAN ? KEA WHO SAFAR KAR SAKTEN HAN ?  

Agar koi aurat bewah ho jae aur wafat ki iddat mai to os k lie ghar sai bahir niklna haram nhi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2482)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Ghusl e janabat



User Info.

sana - diyag36@ymail.com - islamabad - pakistan 

Question ID

16771 

Question Date

Thursday, September 27, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

ghusl-e-janabat kab wajib hota hai 

1)Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri abadat k lie wajib hota he. Lakin namaz e miyat , sijda e sahv , sijda e sukhar aur quran majeed k wajib sajdoon k lie ghusl e janabat zurari nahi he.

2)ye zaroori nhi k insan ghusl k waqt niyat kray k wajib ghusl kar raha hai bal k faqat “ ﻗﺮﺑﺔﺍﻠﻰﺍﷲ ” yani khuda ki bargah mai aajazi k iraday sai ghusl kray to kafi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 356-57) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

3577


adoption

mere humsae hain un k bacha nai howa 11 sal ho gae hain wo larki thek hai wo mujh se bach chahti hai ye jaez ho sakta hai

Ans: Agar bacha kisi k hawalay karain tu is baat ka khiyaal rakha jay k bachay k shajra e nasab or is ki family say is ta’al’luq mehfooz rahay. or agar bacha 2 saal say kam hu tu bacha wusool kerna wali khatoon dhoodh pila ker is ko mehram bhi bana jasakteen hain laikin agar bacha 2 saal say ziyada ka ho tu phir osko mehram banay ka koe raasta nahi hay. (Ref :E-mail Recv from A.Sistani(d.b), 24-12-2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

3547


Qaza namaz

qaza namaz ka lya kasa ki jaya our kis vakt ada ki jaya our safar main hon our namaz qaza ho gi our vapas gr ah gaya to tb safr ki nyt kr ka safr ki namaz padni chya

Ans: 1)Jis shakhs ki namaz qaza ho jae to zaroori hai k is ki qaza parhnay mai kotahi na karay albetta is ka foran parhna wajib nhi hai.

2)Jis musafir ko namaz qasar kar k parhni ho agar is ki zohar, asar ya isha ki namaz qaza ho jae to agar chah is ki qaza is waqt baja laye jab wo safar mai na ho to zaroori hai k is ki 2 rakati qaza kray. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1354-58) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

3383

Shadi biah



Valima say pehlay sex lazmi hai warna valima halal hojata hai? Agar valima say pehlay jaan kay sex nahi kia ho tou?

Ans: Shab e zafaf se pehlay ya bad me valima karna mustahab he. Islam ne 5 maqamaat per valima kerna mustahab qaraar diya hay jin main se aik ye valima bhi hay.valimay se pehlay jima kerna zarori nahi hay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 4, 388). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

3381

Ghusl k ahkam



Kia aurat aur mard k ghusl-e-janabat main farq hai ya nahin agar farq hai to kia farq hai

Ans: Mard aur aurat k ghusl e janabat krnay mai koi faraq nhi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 360-389)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

15794

Muta google urdu



alam sir! mara sawal ya ha k kya muta k wak qabooliat k alfaz mard k liya adda karna zarori hain ya ejaab mard aur qabooliat aurat ki taraf say bhi ho sakta ha?

Ans: Nikah(daimi/mutah) mai shrt hai k eijaab aur qabool hon. Aur faqat dil ka razi hona kafi nhi hai bal k zaban sai balna zaroori hai aur ehtiyat ki bina par eijaab qabool par muqaddam ho. Ehtiyat is mai hai k eijaab aurat ki janib sai ho aur qabool mard ki janib sai ho, agar chah is ka akas jaiz hai is lie jaiz hai k mard kahay “” aur aurat kahay “”. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3, masla # 30,31)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

15456

Imtehan wazifa



salaam,plz mujhe yeh bataen kay mai imtehanat mai kamiabi kaise hasil karon,mai apnay imtehan mai qamiab nai ho pa raha...plz reply

Ans : Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

ok

9236


Bank:

SALAM AGHA BANK KI JOB KA FATWA BATAYIEH TAFSEEL SAY

Ans: Bank k tamam shobon(departments) k baray mein aik hi masla hai, woh ye hai k woh tamaam department jin mein soodi mamilaat ki transaction hoti ho, maslan recording, dealing wagira ki jati ho, un deparment main kaam kerna jaiz nahi hai.( REF: www.sistani.org, english, bank related issues, Q 5. ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

ok

13242



Plz adivise fatwa about smoking & chewing tobacoo.

Ans : 1)cigratte nooshi is surat me haram ho gi jab is se mustaqbil(future) me hi sahi, koe barha nuqsaan pounchta ho. Farq nahi parhta k is nuqsaan ka yaqeen ho, gumaan ho ya aisa eithmaal ho jis se uqlaa(ahl e ilm) khoof mah’soos karain. Laikin agar kisi baray nuqsaan ka khatra na ho, agar chahe kasrat se istemaal na karna ki wajah se ho , cigratte nooshi main koi haraj nahi.

2)Agar ba’qaidgee se cigratte nooshi se koi barha nuqsan pounchta ho to usa tark karna zurari he. Magar ye k cigratte nooshi tark karne se bhi itna hi barha nuqsaan pounchta ho ya is se barha bura nuqsaan pounchta ho ya cigratte nooshi tark karne se is qadar tang aa jaay jo aam halaat me na-qaabil e bardaasht ho. (Ref : Jadeed faqhi masail , ques # 358 , pg # 218,219)

3)Manshiat k musalsal istemal ya kisi aur jehat sai agar ziada nuqsan ho to is ka istemal haram hai. bal k ehtiyat e wajib k tor par har halat mai is k istemal sai perhaiz krna chaheay magar ye k tibbi nuqta e nazar sai is ka istemal na-ghazeer ho aisi surat mai ba-qadr e zaroorat istemal kia jae. ﻮﺍﷲﺍﻠﻌﺎﻟﻢ (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 358, 357, pg # 218)

(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

ok

7354



Najasat

agr anus mein pasina aaye to kya pak hai or namaz ho gati hai?

Ans: pasina khud pak hai laikin agar ye najasat sai mil jae to najis ho jae ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 80-114) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok


7565

Ahkam e nikah

Salam:My Marriage has passed eight months but i am not able perform intercourse to date as my wife has almost no sex drive. Initially she reacted whenever i tried to do and some times even she yelled on me. But whenever i talk on this subject she never stops me but she says that she can not do this.

Currently the situation is like that when ever i come close to her or simply kiss her , she behaves like a "dead body" although her reactions are controlled .

Please advice that should i perform without caring her feeling and problems or leave her. according to her she do not like sex as to her its a dirty process. please advice . I am follower of Ayoutallah sistani.

Ans:1)For a woman with whom permanent marriage is contracted, she should submit herself to his sexual desires, and should not prevent him from having sexual intercourse with her, without justifiable excuse. 


2)If the wife does not fulfil her matrimonial duties towards her husband, she will not be entitled for the food, clothes or housing, even if she continues to live with him. But if she refuses to obey occasionally, the common verdict is that even then she cannot claim any entitlement from her husband. But this verdict is a matter of Ishkal. In any case, there is no doubt that she does not forfeit her Mahr. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2376,77)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

9167 68 , 69 ,70



qasam

Main ne Apni wife ki pregnency ke doran oral sex kya phir intercourse kya toh unko kuch problem ho gai tab main ne wife aur hone wale baby ko kuch na ho toh khaufzada ho ker Allah se toba ki aur dua ki ke unhen kuch na ho aur ye ke main ainda is tarhan sex nahin karunga magar baby ki pedaish ke aik derh saal baad jazbat main aaker bila iradi tor per wesa hi sex kya baad main bohat ghabraya ke kyun kya !magar nafil namaz toba ke liye perh ker Allah se mafi mangi.kya ye Allah se kye gae ahad main aae ga aur isko poora na kerne ka kya kaffara hai ?iske alawa pehle mujhe aisi movies dekh ker fun aata tha aur her baar main sochta tha ke nahin dekhun ga aur Allah se toba kerta aur dua kerta tha ke mujhe un ko dekhne ki adat se nijat dila de.magar kafi kafi time ke baad kabhi kabhi merital life main kuch interest peda kerne ke liye unhen dekha kerta tha ab bohat saal guzer gae Allah ke hi karam se main unmain interest lene se ruk gaya hun magar pehle jo dekha kerta tha aur her baar na kerne ka ahad kerke kamzor per jata tha toh uska kya kaffara hai?pls mujhe jald reply karen bohat shuker guzar rahun ga

Ans: 1)Qasam ki sharait hein. 1:baligh aur aaqil ho aur apnay iraday aur ikhtiyaar se qasam khay aur agar koi shakhs jazbaat me aa kar bila irada aur be-ikhtiar qasam khay to ye qasam sahi nahi he. 2: jis kam k anjam dane ki qasam khaye zurari he k wo haram ya makrooh na ho. 3: Allah ka aisa name le k kisi aur k lie istemaal na hota ho 4: qasam k alfaaz zaban per say laay jain. 5: qasam per amal karma mumkin ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2633-34)

janabat


User Info.

noshad ahmed - noshadahmedwahocho@gmail.com - larkana - pakistan 

Question ID

32820 

Question Date

Friday, December 28, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

A.o.a Kya gusul napaki ho jane k bad roti ya koe bhe chiz nahi khai ja sakti jab tak k gusul na krle mujhe is number p jawaab bheje shukrya.03048002228 

Mujnib (jis shakhs par ghusl e janabat wajib ho gya ho) k lie khana aur pina makrooh hai laikin agar hath moo dho lai aur kulli kar lai to makrooh nahi hai aur agar sirf hath bhi dho lai to karahat kam ho jati hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 355)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

areka - arekapreety@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

32816 

Question Date

Friday, December 28, 2012 

Mujtahid Name

sistani 

Question

me aik house wife ho me gr pr rh kr ilm hasil krna chati ho mujhy konsi book prhni chaheye . dosra sawal yeh hai k kya aik lady kisi gents sy reiki seikh sakty hai. 

1)Aap ko chahea k pehlay apnay usool e deen ko pechanain, phir deeni masail k lie kisi mujtahid ki taqleed karain ta k is sai apnay sharie masail maloom kar sakain aur ibteda mai aap ko chahea k usool e deen aur faro e deen aur chardah masoomeen a.s. sai mutaliq kitaboo ka mutala karain. (Ref : http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1870)

2)Aap is ilm (reiki) ko seekh sakti hain magar ye k pardah k khayal rakha jae. Is k alawa is ilm ka teacher ap ko hath na lagay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2397-2406) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

11020

talaq


If a wife had not had sexual intercourse with her husband for two months and the husband pronounce the third talaq while the wife is in haidh is the talaq valid?

Ans: 1) A man who divorces his wife must be adult and sane, but if a boy of ten years of age divorces his wife, precaution must be exercised. Similarly, a man should divorce of his own free will, therefore, if someone compels him to divorce his wife, that divorce will be void. It is also necessary that a man seriously intends to divorce; therefore, if he pronounces the formula of divorce jokingly, the divorce will not be valid.

2) It is necessary that at the time of divorce, wife is Pak from Haidth and Nifas, and that the husband should not have had sexual intercourse with her during that period.

3) It is necessary that the formula of divorce is pronounced in correct Arabic using the word “Taliq”; and two just (Adil) persons should hear it. If the husband wishes to pronounce the formula of divorce himself and his wifes name is, for example, Fatima, he should say: Zawjati Fatima taliq (i.e. my wife Fatima is divorced) and if he appoints another person as his Wakil to pronounce the formula of divorce, the Wakil should say: Zawjatu muwakkili Fatima taliq (Fatima, the wife of my client is divorced). And if the woman is identified, it is not necessary to mention her name. And if the husband cannot pronounce divorce in Arabic, or cannot find a Wakil to do so, he can divorce in any language using the words of the same meaning as in Arabic formula. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2462-73)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

12261


Ghusl

Please explain me that method of Gusal e Janabat after intercourse for both husband and wife.

Ans: 1) Ghusl for Janabat is obligatory for offering thedaily prayers and other similar acts of worship.

2) There are two methods of performing Ghusls, bothWajib and Mustahab.

1)Tartibi (Sequential)

2)Irtimasi (By submerging the whole body).

1)Tartibi (Sequential)

In this method, a person should first make a niyyat for Ghusl. Thereafter one should first wash one’s head and neck, and thereafter the remaining parts of one’s body. It is better that one washes the right part of the body first and then the left part. 

2) Irtimasi (By submerging the whole body).

Ghusl by way of Irtimasi is either carried out instantly or gradually. If the Ghusl of Irtimasi is to be done at one instance, then water must reach all parts of the body at one time. However, it is not necessary that the whole body be submerged in water from the very beginning of Ghusl. If a part of the body is outside, and is later submerged with the niyyat of Ghusl, it will be deemed in order.

If one wishes to perform Irtimasi Ghusl gradually, then it is necessary that the whole body is out of water before Ghusl commences. Then one would submerge one’s body gradually in water with the intention of Ghusl. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 356-367) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

12410



Shadi biah

mera swal hai k jab bivi pregnent ho tab us se jama(intercourse) ker sakte hain?

Ans: Mustahabb hai k jab biwi hamila ho to jimma karnay sai pehlay wazoo kia jay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5)

Note : Is ki aur maloomaat k lie aap doctor ki taraf rajoo karain k bachay k lie nuqsan day to nahi hai (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

ok

12739


haiz

Asalam o Alekum

I am very gratified if you please let me know whatever can I intercourse my wife using condom during her menses period.

Ans: It is haraam for a woman who is in the state of Hayz Having sexual intercourse; it is Haraam for man as well as for woman even if only the penis glans may penetrate, and even if semen may not be discharged. In fact, the obligatory precaution is that the male should refrain from insertion even to an extent lesser than the point of circumcision. Nither with cover(Condom) nor with cover. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448)

ok

12892


Shadi biah

Salam, wazahat chahiye k jese k ap ne pichlay jawabat main farmaya k shadi shuda aurat se 4 months tak intercourse na kiya gya ho us k husband ne to kiya wo mutta kar sakti hai?

Ans : Jee nhi shadi shuda aurat ka dusri shadi krna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2366)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

12975



Sir I have a relationship with a girl for 5 years. Both of our fathers are Professors. we have committed sin of intercourse several times. Our parents also know that. My Parents do not want this relationship.I do not want to loose her. I have always been telling her that if my father will agree then we will marry. Now my father does not agree. I do not want her life to be destroyed. Help out please.

Ans: 1)Fornication (zina) is haram in Islam . (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 29)

2)If a person commits fornication with an unmarried woman, as a precaution, he cannot marry her till he has sought forgiveness from Allah, and repented. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 403, pg # 235)

3)In the following situations, it will not be necessary for a woman to seek the permission of her father or paternal grandfather, before getting married:



  1. If she is not a virgin.

  2. If she is a virgin, but her father or paternal grandfather refuse to grant permission to her for marrying a man who is compatible to her in the eyes of Shariah, as well as custom.

  3. If the father and the grandfather are not in any way willing to participate in the marriage.

  4. If they are not in a capacity to give their consent, like in the case of mental illness etc.

  5. If it is not possible to obtain their permission because of their absence, or such other reasons, and the woman is eager to get married urgently. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2341-42) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

15007


Shadi biah

intercourse karty waqt sexmovies dehkna jaiz hay agar is ki waja se lazat main izafa ho jata ho,our agar jaiz hay to wife kay sath dekhna kesa hay

Ans: 1)Ethiat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254)

2)Biwi sai khud fahash batain ki ja sakti hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

15254


Shadi biah

Assalam O Alikum

Q.1) jab me intercourse karta ho us k bad jo (semans ye pani etc) ata hy wo bahar ajata hy.

(Kiya pani bahar ana chahiye ya nahi)

Q.2) intercourse karne ka tariqa b batain

Q.3) intercourse karany k liya zakir pura nahi jata (adhy se zada in hota hy

Plz Rehnomai farmay

Ans: 1)Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hai k jima k waqt mustahab hai k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab biwi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makrooh hain un main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumeraat k din k, 3. groob e aaftaab k waqt ka hona, 4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena, 5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main , 7. islami mahinay ki darmiani or aakri taarikh main jima kerna, 8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna, 9.berhana (naked) halat main jima kerna, 10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna, 11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 )

2)Sohar apni jawan biwi sai 4 mahinay sai ziada muddat(time period) k lie hambistari(intercourse) tark nahi kar sakta magar ye k(except) hambistari os k lie nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski biwi khud 4 mahinay sai ziada muddat k liay hambistari tark karnay par razi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho. Laikin is se nikah nahi batil nahi hota.(tauzeehul masail,ayatollah Seestani,maslah #2382).

3) Nojawaan jab ghair mutabir afraad ki taraf ruju kertay hain tu wo onhain ghalat mashwara daite hain, maslan merdo main aam taur se yehi baat bayaan ki jati hay k merdo k aala e tanasul (penis) main 3 khososiyaat hona zarori hain: 1- Lamba or seedha ho. (Large & straight), 2- Mota ho. (thick), 3- Sakht ho. (hard). Or aam tabeeb (doctors) bhi yehi taleem merdo ko daite hain laikin jahaan tak uzo e tanasul (penis) ka chota ya lamba hone ka sawaal he, tu osay bas is qadar hona chahiay k Indaam e nihaani (yani sharam gaah) ko mutaharrik ker sakay or sub se ziyada hassaas(sensitive) sharam gaah ka baahar ka hissa hota he. Khaas taur per bazr (Clitoris) or os tak pohanchne k liay chota uzo bhi kafi hota he. Laihaza penis k chote berhe hone se koe faraq nahi perhta, albatta penis ka bohot hi ziyada bera hona takleef ka sabab hota he. Or penis k te,rha(crookedness) hone se bhi koe faraq nahi perhta Q k wo sharam gaah main jane k baad khud hi seedha ho jata he. Penis k mota or patla honay se bhi koe faraq nahi hota, Q k aurat ki sharam gaah k naram or lachak-daar raysho main phailne or sokarhne (Shrinkage) ki salahiyat hoti he. Or itna sakht hona zarori he k aurat ki sharam gaah main asaani k saath dakhil ho sake. Ghalat tabeeb ghalat raey day ker nujawaan nasal ko mayoos ker daite hain. {Laihaza aise tabeebo (doctors) se bacha jaay}.(Ref: Tehqeeqi islami encyclopedia,mu,allif doctor sibt e shabbar zaidi,wakeel e ayatollah muntazari, part#1, pg#110-111 ). Note : Hambistri knay ka tareeqa maloom krnay k lie aap kitab islam aur jinsiaat mai sai parh saktay hain.


Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   42   43   44   45   46   47   48   49   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2025
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish