Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet42/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   38   39   40   41   42   43   44   45   ...   91

Rozay ki halat mai mani nikalne k irade k begair apne biwi ka bosa (kiss) lana makrooh hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1629)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


Mubtilat roza

User Info.

gulzar - gulzar2012@hotmail.com - faisalabad - pakistan 

Question ID

14921 

Question Date

Saturday, July 28, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

rozay ki halat main agar bivi k sath bagair dakool kay mony kharij ho jai to kia roza toot jai ga. please anwer  

Agar koi rozay dar istemna karay yani mard apnay hath sai ya kisi doosray zariay sai jima k alawa koi aisa fail karay jis k natijay mai mani kharij ho to roza batil ho jata hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1553) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

send


Masjid mai namaz

User Info.

Muhammad Ehsan - ehsanarshad786@yahoo.com - Rawalpindi - Pakistan 

Question ID

14969 

Question Date

Sunday, July 29, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Kya aurat ka masjid main namaz pahna jaez hy????? agr hy to AHADEES ka hawala zroor dyn.... 

Aurat k lye masjid main namaz parhna jaiz hai. aur agar ghar aur masjid donoo jigha aik jaisa pardah mil raha ho to phir masjid me namaz parhna afzal hai.(Ref : Mujtahid se pouche gae sawalat part # 4, pg # 50, masla # 87). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


Emran Nayani

salam !!! I have a question and I would really appreciate if some 1 could resolve it for me ' IS IT OK TO USE THE PRODUCTS I.E. LEATHER WALLETS, LEATHER SOFAs AND JACKETS MADE BY THE LEATHER OF ANIMALS LIKE COW, SHEEP SLAUGHTERED IN A NON-ISLAMIC WAY' THROUGH THE MACHINE.

yOUR HELP WILL BE HIGHLY APPRECIATED

JAZAK ALLAH

WSALAM

Ans:


1)The purchase and sale of skin which is imported from a non-Islamic country, or is bought from a non-Muslim, is permissible provided that one feels strongly that the animal was most probably slaughtered according to Islamic law. And, namaaz with it will be in order. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2022)

2)If the person running the slaughtering machine is a Muslim repeats the name of Allah as long as the machine is continuing to slaughter, it is sufficient.(it is halal) (E.mail from Imam Ali Foundation eanswers@najaf.org 13 april 2012) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send

Qurbani


User Info.

anjum - anjum.khan63@gmail.com - bhakkar - pakistan 

Question ID

19826 

Question Date

Wednesday, October 24, 2012 

Mujtahid Name

ali hussaini sistani 

Question

kia qurbani eid namaz se pehlay karni chahiay ya baad main 

Qurbani ka waqt talou e aftab k baad shru ho jata hai aur talou e aftab k baad qurbani ka afzal waqt eid k pehlay din namaz e eid parhnay ki miqdar ghuzr janay k baad hai.(yani behtr ye hai namaz eid k baad qurbani ki jae) (Ref : ayatollah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=831716&id=6&pid=3555 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Qurbani


User Info.

Khalid Ali Khan - kalik70@gmail.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

19847 

Question Date

Wednesday, October 24, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kia khassi janwer ki qurbani jaiz hai 

Mustahabb qurbani k janwar mai wo shrait lazim nhi hain jo hajj ki wajib qurbani mai lazim hain, lehaza kana, langra, kaan kta, seeng toota, khassi aur dublay janwar ki qurbani jaiz hai agar chah afzal o ahwat ye hai k salim aur mota ho. (Ref : ayatollah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=831716&id=6&pid=3555 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

tahir - roha_tahir@hotmail.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

19862 

Question Date

Wednesday, October 24, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

murdey key gusal ka taraika aur kerney waly lvahkin key liye ahkamat 

Ghusl mayyat ka tariqa : 1)Ghusl e mayyat ghusl e janabat ki tarha hai. 2)Mayyat ko tarteeb se 3 ghusl danay zurari hein. 1. Aisay pani se jis me beri k pattay milay hua hoon. 2. Aisay pani se jis me kafoor mila ho. 3. Khalis pani se. 3)Jo shakhs miyat ko ghusl de zurari he k wo qurbat ki niyat rakhta ho. 4)Agar mayyat aur ghusl denay wala donoo mard hon ya donoo aurat hon to jaiz hai k sharamgah k alawa mayyat ka baqi badan berhana ho laikin behtr hai k libas k nichay sai ghusl dia jae. 5)Jo shakhs mayyat ko ghusl day zaroori hai k wo aql mand aur muslman ho aur ehtiyat ki bina par zaroori hai k wo isna ashri ho. Aur zaroori hai k wo ghusl k masail sai bhi waqif ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 539-558). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

adoption


User Info.

drziauddin - drziauddin31@gmail.com - Dubai - uae 

Question ID

14628 

Question Date

Thursday, June 21, 2012 

Mujtahid Name

sunni 

Question

Adoption of child in Islam 

Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.

Yes adoption is allowed in islam. And If a woman suckles a child with the conditions which will be mentioned in rule 2438, that child becomes Mahram. (Ref : Ayatollah sistani d.b. masla # 2428) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  



User Info.

Ali hassan - hamnahussain63@yahoo.com - Yuen long - Hong kong 

Question ID

14617 

Question Date

Sunday, June 17, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Agar main kisi se muhabbat karta hu aut wo mujh se mahabbat nai karti to plzzzz koi aisa taeeeqa batain k wo bhi mujhy se muhabbat kary aur meri taraf raghib ho 

jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nai q k ghuna me mubtila hone ka khof majood he. (Ref : kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

User Info.

Sana - Sonikurri94@yahoo.com - Lahore - Pakistan 

Question ID

14615 

Question Date

Saturday, June 16, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Salam mera sawal ye hai k larki ki sharm gaa k sy jo pani nikalta hai kisi be time kia us jism napak ho jata hai means k daily aata hai thora thora  

Wo ratubat jo aurat say shehwat k saath Khaarij hoti hay Agar is Hadd tak ho k osay Inzaal Kaha ja sakay aur libaas ko aalooda kar day , jo aam tor par us waqt nikalti hay jab aurat jinsi shehwat ki Intihaa tak pohunch jaey to ye Najis bhi hay aur is aurat ko Mujnib shumaar kia jae ga aur us par ghusl e janabat bhi wajib hoga. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 345) Note: Likoria (safeed yellow color ki ratubat) mani nahi hay. Ye paak hay or is k aanay se ghusl bhi wajib nahi hota. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

User Info.

Habib ur Rehman - Shaheer192@gmail.Com - Karachi - Pakistan 

Question ID

14139 

Question Date

Friday, March 23, 2012 

Mujtahid Name

Hanfi 

Question

Assalam o Aliuykum Mera masla ya hai kay main mardana kamzori hai azuo main sakhti nahi hai bohat jaldi farig hojata hon main ek greeb insan hon khuda kay liya mujhay koi asa amal batain jis se main apni zindagi behtur kr sakon or biwi kay haqooq pora kr sakon.  

Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.

1)Nojawaan jab ghair mutabir afraad ki taraf ruju kertay hain tu wo onhain ghalat mashwara daite hain, maslan merdo main aam taur se yehi baat bayaan ki jati hay k merdo k aala e tanasul (penis) main 3 khososiyaat hona zarori hain: 1- Lamba or seedha ho. (Large & straight), 2- Mota ho. (thick), 3- Sakht ho. (hard). Or aam tabeeb (doctors) bhi yehi taleem merdo ko daite hain laikin jahaan tak uzo e tanasul (penis) ka chota ya lamba hone ka sawaal he, tu osay bas is qadar hona chahiay k Indaam e nihaani (yani sharam gaah) ko mutaharrik ker sakay or sub se ziyada hassaas(sensitive) sharam gaah ka baahar ka hissa hota he. Khaas taur per bazr (Clitoris) or os tak pohanchne k liay chota uzo bhi kafi hota he. Laihaza penis k chote berhe hone se koe faraq nahi perhta, albatta penis ka bohot hi ziyada berha hona takleef ka sabab hota he. Or penis k te,rha(crookedness) hone se bhi koe faraq nahi perhta Q k wo sharam gaah main jane k baad khud hi seedha ho jata he. Penis k mota or patla honay se bhi koe faraq nahi hota, Q k aurat ki sharam gaah k naram or lachak-daar raysho main phailne or sokarhne (Shrinkage) ki salahiyat hoti he. Or itna sakht hona zarori he k aurat ki sharam gaah main asaani k saath dakhil ho sake. Ghalat tabeeb ghalat ray day ker nujawaan nasal ko mayoos ker daite hain. {Laihaza aise tabeebo (doctors) se bacha jaay}.(Ref: Tehqeeqi islami encyclopedia,mu,allif doctor sibt e shabbar zaidi,wakeel e ayatollah muntazari, part#1, pg#110-111 ).

2)jis ka nutfa kam ho ya kamzoor ho os k chahaea k sab se pehlay khuda ki baargah me istegfar karay aur is k bad anday(egg) aur piyaaz kasrat se khaien. (ref : kitab tib e islam pg # 54)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Janabat


User Info.

adeeb - kashif.ali2012@yahoo.com - lahore - pakistan 

Question ID

16977 

Question Date

Saturday, October 06, 2012 

Mujtahid Name

ayat u lah saistani 

Question

A.O.A mera sawal ye ha k agar koi shaks in boray kamo say rukna chaehy or sotay wakht koi aisa khawab daikh liya jis say mani kharij ho gai to kia kerna chaeay or gusal janabat ki neat kaisi ki jai 

Agar rat ko sotay huay mani kharij ho jae to os ko ehtilam kehtay hain aur is sai ghusl wajib ho jata hai. aur ghusl e janabat ki niyat k waqt niyat kray k wajib ghusl kar raha hai bal k faqat “ ﻘﺮﺒﻪﺍﻠﻰﺍﷲ ” k iraday sai ghusl kray to kafi hai. yani niyat kray k “ghusl janabat krta hon ﻘﺮﺒﻪﺍﻠﻰﺍﷲ”. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 356-57)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Ahkam e nikah



User Info.

Abdul rehman - ar.rehman645@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

16976 

Question Date

Saturday, October 06, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mera sawal ye he k kia 15 sal ki larki k sath nikah jaiz he ??? larka 19 sal ka he or larki 15 sal ki & larka larki dono rai he to kia wo nikah kr sakte hen plz give me ansr Thanks. 

Jee han nikah ho jae ga magar nikah mai shrt ye hai k kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or baligh bhi ho. agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.(yahaan kawari nah honay say muraad sirif ye hay k aisi lerki jo talaaq yaafta ho ya baywah ho or oskay shohar nay oskay saath hambistari /jima(intercourse) kia ho or oskay kawaraypan ko khatam kia ho or oski iddta bhi khatam ho chuki ho.agar zinaa ya aisay hi kisi kaam say oska kawaraypan khatam hoa ho tu ye kawari hi kehlaay gi. isi terah agar baap ya dada os merd k saath osay shaadi kernay ki ijzat nah daitay hon jo sharan(Ismlam ki nazar main) or urfan(maa’aashay ki nazar main) os k brabari(equal) ka ho tu ijazat ki zarorat nahi, isi terah baap ya dada ki maujood nah hon ya kisi doosri wajah say ijazat laina mumkin hi nah ho or lerki ka nikah kerna bohat zarori ho tab hi baap ya dada say ijazat layna laazmi nahi hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Ahkam e namaz



User Info.

Shams Zaheer - humdumbhai@yahoo.com - sialkot - pakistan 

Question ID

16974 

Question Date

Saturday, October 06, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

aslam-o-alikum main nay asar ki namaz k bad sajda kar k dua ki to mujy 1 admi nay kaha k Asar ki namaz k bad koi sajda nahi hota. ap mujy durast tarika bta dain.shukria 

Mustahabb hai k har namaz k baad insan kuch dair k lie taqeebat yani zikr, dua aur quran majeed parhaya aur sajdah e shukr baja laye. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1109-10) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Shadi k wazifa



User Info.

smawish - smawish_komi@yahoo.com - gujranwala - pakistan 

Question ID

16963 

Question Date

Friday, October 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

sir i m suuni and mujy koi wazifa bataen jis sy meri dua qubool hojaye or hm dono ki mohabt aik hojaye shadi me badal jae without any problems and causes... 

Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.

Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352)

Wazifa batanay k sath aap ko aik fiqhi maslay ki taraf mutawajah kia jata hai: Jina e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak phounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai mubtilla honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

ok

Talaq



User Info.

haleema - aaniakhanaaniakhan@yahoo.com - lahore - pakistan 

Question ID

16958 

Question Date

Friday, October 05, 2012 

Mujtahid Name

talaaq 

Question

agar nikah hua ho aur mard apnmi biwi ko yeh alfaz boly k 3 bartalaq deta hu to kia asi talaq ho jati hai jb k woh baqaida 3 dafa talaq nhi deta blky aik hi jumly ma bol deta hai k ma 3 bar tmha talaq deta hu to kia ac soorat ma talaq ho jati hai 


Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   38   39   40   41   42   43   44   45   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2025
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish