Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet41/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   37   38   39   40   41   42   43   44   ...   91




1)Kan main dawa dalny se roza batil nahi hota chay us ka zahiqa galy main mehsos ho. Or nak main dali jany wali dawa agar galy tak na ponchey to us ka roza batil nahi hota.

2)Agar nak mai dali janay wali dawa agar halaq tk pounch jae to to os sai roza batil ho jata hai aur agar roza batil ho jae to itikaf begair roza k sahi nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1557, itikaf masla # 2)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).


istemna

S/no:57

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

naveed - yasir.ali11292@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

15567 

Question Date

Monday, August 13, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

aslam w elequm sir mera ek question he k agar larka shadi bhi karna chahta ho aur uske ghar wale razi na ho to wo larka mushtzani karta he to us ka gunnah kis ko hoga  

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




1)Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253)

2)Quran Kareem ki surah e inam surah # 7, ki ayat # 164 mai khuda ka irshad hai k “aur jo nafs jo kuch bhi karay ga os ka wabal osi k zimay ho ga koi aur nafs dosray ka bojh nahi uthay ga” .

(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Namaz k ahkam



S/no:58

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

Shumaila - Goldenhoney686@gmail.com - Multan - Pakistan 

Question ID

15566 

Question Date

Monday, August 13, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Baith k namaz ada krny ka full tareeka btayiye? 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




Jub tak insan khary hokar namaz parh sakta ho zarori hai k namaz mai na bethy maslan agr khra honay ki halat mai kisi ka badn harkat krta ho ya wo kisi cheez pr taik lagany ya badn ko terha krny par majbor ho tou zarori hai k jaise bhi hosakay khara ho kr namaz parhay lakin agr kisi bhi surat khara na ho skta ho tou zarori hai k seedha baith jae or beth kr namaz parhay or jo shaks alhmd aur surah k baad khara hoskta ho aur ruku kharay ho kr bja la sakta ho tou zarori hai k khara ho jae aur qayam ki halat mai ruku mai jae aur agar aisa na kar sakay tou zarori hai k ruku bhi beth kr bja laey aur ruku main es qadar jokhna zarori hai k us ka chera us k gutnon k bilmoqabil ja ponchy. Isi terah sajday mai chala jae. (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #957,959, 1014 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
talaq

S/no:59

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

zeeshan - zeeshanbrothers@hotmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

15565 

Question Date

Monday, August 13, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

nikah ke bad sat nahe rehte rukhsati ka intezar hai to ky talaq ho ge  

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




Sohar aur biwi k alag alag rehny se talaq nahi hoti. Talaq ki kuch shrait hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2472)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Najasat


S/no:60

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

Syed Yasir Ali Abidi - sya_689@msn.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

15564 

Question Date

Monday, August 13, 2012 

Mujtahid Name

Ayatullah Sistani 

Question

ahtalam ya janabat k baad ghusal karliya jae, lekin raat ko sone k liye agar wohi kapre pehan kar so jaya jae jis par mani lagi ho to kya subah uth kar dobara ghusl wajib ho jata hai. Does contact of somebody who is pak to mani(semen) necessitates ghusl. kisi maslak men to semen\mani ko pak qarar diya hai or aise clothing jis par mani lagi ho, pehne huay prayer krna jab body ko ghusl kr k pak kr liya gya ho, ko correct qarar diya hai. hamare fiqh ki is pe kya ruling hai? 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 

1)jis kapry pe mani lagi ho us ko pehnny se dobara ghusl wajib nahi hota hai albetta agar os kapray par mani lag gae ho to namaz parhnay sai pehlay os ko pak kia jae ga pir hi namaz sahi shumar ho gi. 2)Mani najis chezon main se hai pak nahi hai. (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #345,80 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok


User Info.

ali - mobimobi394@yahoo.com - multan - pakistan 

Question ID

22144 

Question Date

Wednesday, October 31, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Kia cel phone py chat k doran sex kr skty hen.plz ans me 

Biwi k alawa kisi sai bhi fahash kalam karna haram hai laikin chahae phone mai baat karain ya kisi aur tareeqay sai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


S/no:27

http://www.qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

Aamir hussaini - aamir_sayani15@hotmail.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

31193 

Question Date

Wednesday, November 28, 2012 

Mujtahid Name

Ayatullah Sistani 

Question

ASSALAM-O-ALAIKUM Aga Sahan mene aap se pehle bhi ye sawal kia tha k agar larka aur larki ka nikah ho jae magar rukhsati na ho to kia wo log fone sex kar sakte hain ????? 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




1)Sigha nikah k zarie mard aurat per aur aurat mard per halal ho jate hai(yani mian biwi wale talukat qaim ker sakte hai) .(Aur nikah k baad rukhsati hona zarori nahi hai) (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) before Masla # 2328)2)Agar riwaj yehi ho k jab tak rukhsati nahi hoti is waqt tak larki apnay aap ko apne sohar k lie pash nahi karti is tara se k ise aik zimne sart samja jata ho to phir aurat k laye nikah k baad rukhsati se phele sohar k lie apnay aap ko pesh karna wajib nahi hai.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 149, pg # 72)3)Biwi k alawa kisi sai fahash kalam karna haram hai chahae phone mai baat karain ya kisi aur tareeqay sai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



Qurbani k ahkam

User Info.

Kashif Raza - Kr.Taurus@yahoo.com - Lahore - Pakistan 

Question ID

22511 

Question Date

Thursday, November 01, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Mera Swal Yeh Hai K Mai haqeqa K Barey mai Janna Chahta hoo.kia Yay Eid ezha par bi ho sakta hai aur es barey mai Tafseel Se btay.

Qurbani aqiqay sai bariuz’zimma kar deti hai lehaza jo koi shakhs qurbani karay ga to osay alag sai aqiqa krnay ki zaroorat nhi rehti hai. (Ref : email received from ayatollah sistani d.b.) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

riffat - iffat.kazmi@hotmail.com - lahore - pakistan 

Question ID

32267 

Question Date

Wednesday, December 05, 2012 

Mujtahid Name

ayat ullah sistani 

Question

agr jima k baad ghusal kea bghair koi kpre pehan lea jain aur yaqeen ho k un pe koi rtoobat ni lgi to kia wohe kpre ghusal k baad pehne ja skte hain ya wo na pak ho jain gay? 

Agar un kapro k pak honay ka yaqeen ho to namaz k lie wohi kapray pehan saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 786) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Wazoo


User Info.

Nazeer shaik - shaik_nazeer26@yahoo.com - Jeddah - Saudi Arabia 

Question ID

17263 

Question Date

Tuesday, October 16, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Sir, Vazu kaa paani, izajat key bagair vazu karey toh. woh namaz qabul hoti..hy.plz is maslye ko clear karey... 

Aisay pani sai wazoo krna jo gasab kia gya ho ya jis k baray mai ye ilm na ho k is ka malik is k istemal par razi hai ya nhi haram aur batil hai. aur namaz bhi batil ho gi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 266) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

Mubtilat e roza



User Info.

mohammad - imtiyazk43@yahoo.com - new delhi - india 

Question ID

14934 

Question Date

Saturday, July 28, 2012 

Mujtahid Name

no understand 

Question

Sir jab koi rojedaar insaan din main so jaaye sote waqt ahtlaam ho jaaye uska roja tootega ya nahi

Ehtelam hone se roza batil nhi hota.agar chah rozay dark o ilm ho k agar din mai soe ga to osay ehtilam ho jae ga yani sotay mai mani kharij ho jae gi tab bhi os k lie sona jaiz hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1571) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


User Info.

M.Saif - Saifyasir_prince@yahoo.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

14922 

Question Date

Saturday, July 28, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Mera Sawal ye hy ky mera aj roza tha main fajar ki namaz parh ky akay sogaya or utha to mani kharij ho gai khud ba khud to kiya mera roza hoga ya nahi 

Ehtelam hone se roza batil nhi hota. agar chah rozay dark o ilm ho k agar din mai soe ga to osay ehtilam ho jae ga yani sotay mai mani kharij ho jae gi tab bhi os k lie sona jaiz hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1571) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


User Info.

M.Zeeshan - zeeshansarwar69@gmail.com - FSD - Pakistan 

Question ID

14924 

Question Date

Saturday, July 28, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Kaya rozay main Tooth Brush krny sy roza toot jata hy? 

Rozay main tooth brush krny sai roza nahi toota hai laikin ghele lakre se miswaak karna makrooh hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1629)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


User Info.

faisal - malikf@sabic.com - Al-Jubail - Saudi Arabia 

Question ID

14933 

Question Date

Saturday, July 28, 2012 

Mujtahid Name

abc 

Question

Bawaseer ka khoon anay say roza toot-ta hay kay naheen,khoon ke miqdaar kafi hay 

Bawaseer ka khoon anay say roza nahi toot’ta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 239, 1553) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


Makrooh cheezain rozaydar k lie

User Info.

ubaid - afzal.ubaid@yahoo.com - rawalpindi - pakistan 

Question ID

14935 

Question Date

Saturday, July 28, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

ky ramzan ka rozaay ka doran apna wife sa kising kr sakta hoon 

Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   37   38   39   40   41   42   43   44   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2025
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish