Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet48/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   44   45   46   47   48   49   50   51   ...   91

ok

9734


Ne mehram

AOA...........aaj kal net pa log jo sexy chat or like that baty krty hy kia ye haram hy ............haram to hy he ma aap sa puchna chahu gi ....

Ans : Fahash batain krna haram hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

11816



Shadi biah

phone per bebe say sexy baat kar sakta ho

Ans: Sohar aur Biwi aik doosray sai fahash batain kar saktay hain. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

12016



Shadi biah

Kya Shohar aur bivi ail dosrey kay stah sex key duran eik dusrey key jnisi parts ka naam laye skatey hai. 2 kay woh sexy talks kar sakte hai aur eik dusrey ka sath mubsrat ma maza talks main kar sakety hai aur eik dusrey ki shargaho key naam lay skatye hai

Ans: 1)Sohar aur Biwi aik doosray sai fahash batain kar saktay hain. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34)

2)Jima krtay waqt batain krna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3, masla # 5)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

12112


Na mehram

AOA mera sawal yeh hay k aik larka aur larki jin ki mangni ho chuki hay kia wo fone par baat kar sakty aur agar koyi sexy baatain ki jayain tu gunha tu nahi plz plz tell me now

Ans: Mangiter na mehram he aur Mangiter se aam mamool ki bat cheet karney me jis k under koi shawat angaiz bat na ho , koi haraj nahi he lakin is me bhi shart he k is se koi jinsi lazzat hasil na ho aur na hi haram me pernay ka khof ho. Warna haram he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 115, pg # 57) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

ok

12501



chatting

kia larka or lakrki aik dosray k sath sexy batain mean sexy chat ker sktay hain ya nahin ?

Ans: Biwi k alawa kisi doosray sai fahash batain krna haram hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

14766



Na mehram

sorry sir que ki detail nhi likhi phone per b/f se sexy baat karty waqat larki ki koi ratobat kharij nhi hui bus shak hua lakin kharij nhi hui thi call off karny k 15 min baad (larki ko lechoria ho)bus itni si ratobat jis se libaas ganda nhi hota kia gussal farz ho jata hai detail me jawab dain plz ta k me samjha skon meri frnd k paas net nhi k wo direct poch sky so plzzz ap ki bohat meharbani ho gi jaldi reply kar dain

Ans: 1) Biwi k alawa kisi doosray sai fahash batain krna haram hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34)

2)Wo ratubat jo aurat say shehwat k saath Khaarij hoti hay Agar is Hadd tak ho kay usay Inzaal Kaha ja sakay aur libaas ko aalooda kar day , jo aam tor par us waqt nikalti hay jab aurat jinsi shehwat ki Intihaa tak pohunch jaey to ye Najis bhi hay aur is aurat ko Mujnib(Jis par ghusl wajib hota hay) shumaar kiya jaey ga aur us par ghusl e janabat bhi wajib hoga. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 345) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

ok

15167


ﻜﭽﺎﻜﻴﻼﺍﻭﺮﮔﻭﻠﺮﻜﻭﭽﮭﻠﻜﮯﻜﮯﺴﺎﺘﮫﻣﻼﻜﺮﭙﻴﺲﻠﻴﮞﺍﻭﺮﺼﺒﺢﺍﻭﺮﺸﺎﻢﺍﺴﺘﻌﻤﺎﻞﻜﺮﻨﮯﺴﮯﻠﻴﻜﻴﻭﺮﻴﺎﻜﻭﻔﺎﺌﺪﻩﻫﻭﺘﺎﻫﮯ (Ref : Apna dawakhana pg # 68)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Zina


me ek larki se sexy bt karta ho or roz hath se sex krta ho mobile py me chahta ho mery zehan se zina ka kayal khtm ho jaye koi wajifa btai please

Ans: 1)Zina kerna gunah e kabira hay.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30).

2)Biwi k alawa kisi doosray sai fahash batain krna haram hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34) 3) sub se shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or this gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah kin a-fermani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon tab aap k liay zarori hay k shadi karain. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). 3)Sachay dil se toba karain. Parverdigar ne quran majeed me wada ia he k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karey. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

ok

15198



15537

Shadi biah

Mera. Sawal ye hai main bht sexy ho main apni biwi se bht pyar kerta ho. Main sara maza apni biwi se leyna chata ho.mj ko koi lerki achi lagti hai wo lerki apni biwi ko bana ker sex ker sakta ho, kisi ka b naam le ker jesy b

Ans: Rasool e Akram nay Imam Ali a.s. ko wasiyat krtay huay farmaya hai k : ya Ali a.s. jab kisi aur aurat k dekhnay sai shewat ya khowaish paida ho to apni aurat sai jima na krna q k jo bacha paida ho ga wo mukhanas(she male) ya deewana ho ga. (Ref : Islam aur jinsiaat pg # 138)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Note : dar haqeeqat Rasool e khuda s.a.w.w. ki ye wasiyat hazrat Ali a.s. sai nhi hai balk puri ummat sai hai.

ok

15572


Mubtilat e roza

a.o.a sir agr rozy ki halat me koi sexy scene dikha jy or us ki wja s mene achanak apni pent ky upar sy ragarna shoro kar diya to mani nikal aya me ni janta tha k asa ho ga

Ans:1) Ethiat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254)

2)Agar rozay dar istemna kray to is ka roza batil ho jata hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1569)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Namaz e Juma mai shirkat krna sawab e azeem ka bais hai aur agar is mai namaz e juma ki sari shrait moujood hon to phir zohar prhnay ki zaroorat bhi nhi rehti. Lekin is ka wajoob tkhieri hai, taeini nhi (yani aap ko ekhtiar hai k jummay mai shirkat karain ya zohar ada karain).(Ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 51, pg # 36)(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 720) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 



Jo shakhs Sarkar Risalat Hazrat Muhammad Mustafa (s.a.w.w.) ki khawab mai ziarat krna chahta hon k 3 shab tak har shab 30 martaba surah e yaseen surah no 36 ki ayat no 42 parhay to wo Hazrat Muhammad Mustafa (s.a.w.w.) ki khawab mai ziarat karay ga. Ayat ye hai “ ” (Ref : Payam E Shifa pg # 135) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Juma


Namaz e Juma mai shirkat krna sawab e azeem ka ba’is hai aur agar is mai namaz e juma ki sari shrait moujood hon to phir zohar prhnay ki zaroorat bhi nhi rehti. Leikin namaz e juma ka wajoob tkhieri hai, taeini nhi (yani aap ko ekhtiar hai k is mai shirkat karain ya zohar ada karain). Namaz e juma ki niyat is terah ki jasakti hay k “aap niyat karain k main namaz e juma perhta hun qurbatan ilallah or ye zarori nahi keh niyat ko apnay dil say gurara jay ya maslan zaban say kaha jay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 720-930) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Surah e read ki ayat no 31 ayat ko shi terah sai khol kar likhain phir aurat k pehloo k sath bandh dain inshallah jald sahib e aulad ho jain gi. Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 94) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Note : Hambistri knay ka tareeqa maloom krnay k lie aap kitab islam aur jinsiaat mai sai parh saktay hain.

ok

janabat


Jee nahi is sai ghusl wajib nahi ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344-353)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

wazifa



Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes banti hai ghm ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Ok

wada



1)Ye wada sahi nahi hai q k wada wo hi sahi ho ga k shriat mai jis kaam sai na roka gya ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2630-32)

2)Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k gunah mai hubtilla honay ka khof moujood hai. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

Surah e zariaat surah # 51 aur surah e alam nashrah surah # 94 k parhnay walay k lie khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai. (Ref : Payam E Shifa pg # 236)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



sohar biwi

Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hai.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

darhi


Ehtiyat e wajib ki bina par darhi mundwana jaiz nahi hai. laikin agar majboori ho to jaiz hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2042)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Video / janabat

1)Porn video ko dekhnay sai ghusl wajib nahi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344)

2)Ethiat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

Shadi biah



Jee han chacha ki beti sai shadi krna jaiz hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2349)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

Zaroori hai k tayammum “ﻘﺮﺒﻪﺍﻠﻰﺍﷲ ” ki niyat sai anjam dia jae. Aur is k lie itna kafi hai k hokum e ilahi ki baja aawari k iraday sai kia jae. Is k alawa tayammum ki niyat sai zaban ya dil mai karna zaroori nahi bal k agar aik shakhs tayammum k tamam afal Allah k hokum par amal karnay k lie baja lae to kafi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 690) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



Ok

Sohar biwi

Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

ok

istemna



1)Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253)

2)Jo shakhs shadi na krnay ki wajah sai fail e haram mai mubtila hota ho os par shadi krna wajib hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2407)

3)Sub se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-farmani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon tab aap k liay zarori hay k shadi karain. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

ok

1)Zina ko gunah e kabeera mai shumar kia gya hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # masla # 29)



2)Sachay dil se toba karain. Parverdigar ne quran majeed me wada ia he k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karey. (ref : website ayatullaha sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=864 )

3)Sub se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-farmani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon tab aap k liay zarori hay k shadi karain. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Ok

wazoo


Agar locket par Allah ka nam likha hua ho to ba-wazoo ho kar hi pehna ja sakta hai. aur behtr ye hai k Rasool e Akram s.a.w.w. aur aima a.s. aur hazrat Fatima s.a. k asma e Mubarak walay locket ko bhi bagair wazoo na pehnain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 315-321)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

1)Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hai k jima k waqt mustahab hai k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab biwi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makrooh hain un main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumeraat k din k, 3. groob e aaftaab k waqt ka hona, 4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena, 5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main , 7. islami mahinay ki darmiani or aakri taarikh main jima kerna, 8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna, 9.berhana (naked) halat main jima kerna, 10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna, 11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 )

2)Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho. Laikin is se nikah nahi batil nahi hota.(tauzeehul masail,ayatollah Seestani,maslah #2382). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Mutah


Shadi shuda aurat ka doosri shadi (chahaey daimi ho ya gair daimi) krna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2366) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Ahkam e nikah



Agar koi shakhs na-balig larki sai nikah karay to is larki ki umar 9 saal honay sai pehlay is k sath jima krna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2374)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Shadi biah k ahlkam



Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.

Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Ok

By itself, there is no problem in doing oral sex. However, one should refrain from eating semen but there is no kafara.(Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)



Shadi biah

Sohar aur biwi dono aik doosray k badan k kisi bhi hissay ko dosray k badan k kisi bhi hissay sai mas kar saktay hain ya choo saktay hain chahaey lazzat se ho ya baghair lazzat k. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded faqhi masayl masla # 406 pg # 236) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Mubtilat e roza



1) Ginna haram hai, Is sai murad wo batil kalam hai jisay aisi lai k sath gaya jay jo lohv o laeb ki mehfiloo sai makhoos ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2043)

2)Ethiat e wajib k toor per fahash tasweeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254)

3)Ginna aur fahash tasweero ko dekhnay sai roza batil nhi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1553)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Na mehram



1)Mehram aurat ko agar lazzat ki niyat sai dekha jae to haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2401)

2)Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

ok

Ehtilam sai bachnay k lie



Raat ko sotay huay mani ka kharij ho jana ehtilam kehlata hai. aur ehtilam sai bachnay k lie sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Janabat


Wo ratubat jo aurat say shehwat k saath Khaarij hoti hay Agar is Hadd tak ho kay usay Inzaal Kaha ja sakay aur libaas ko aalooda kar day , jo aam tor par us waqt nikalti hay jab aurat jinsi shehwat ki Intihaa tak pohunch jaey to ye Najis bhi hay aur is aurat ko Mujnib(Jis par ghusl wajib hota hay) shumaar kiya jaey ga aur us par ghusl e janabat bhi wajib hoga. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 345) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

ok

Mubtilat e wazoo




Wazoo k mubtilaat mai sai hai k khud peshab ya pakhana karna na k doosro ko karana is lie agar aap nai bachay ko toilet karanay sai pehlay wazoo kia hua ho to aap ka wazoo batil nhi ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 322)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Mubtilat e roza



Is sai roza batil nhi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1553) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Shadi biah //edit question

Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Shadi biah




Shriat e Islam k usool o qwaneen k mutabiq zandigi basar krnay walay sachay muslam ka aik aik qadam aur aik aik fail(kaam) ajr o sawab ka sabab hota hai. jis mai zandigi k tamaam kaam k sath sath aurat aur mard ki hambistri bhi hai. Is mai bhi shriat e islam nai taqadus ka rang bhar dia hai. Rasool e Khuda S.A.W.W. ka irshad hai “Tum log jo apni biwi k pas jatay ho ye bhi ajr hai. sahaba nai poucha ya Rasool Allah S.A.W.W. ham mai sai koi shakhs apni khowaish puri krta hai to is mai kia is ko ajr milay ga? Aap S.A.W.W nai farmaya thumara kia khayl hai, agar wo apni khowaish haram tareeqay sai puri karay to gunah ho gay a nhi? Sahaba nai jawab dia han , gunah ho ga. To aap S.A.W.W nai farmaya isi terh jab wo halal tareeqay sai apni khowish puri karay to is sai ajar milay ga.” (ref : Kitab Islam aur jinsiat pg # 126) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok


Agar koi shakhs qasam khay k me jo kuch keh reha hon sach keh reha hoon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram he. Aur Quran ki aur kisi ki jaan ki qasam nhi hoti hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2638)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok


Na mehram

Agar baat cheet lazzat aur haram mai mubtila honay k khof k bagair ho to koi haraj nahi. (Ref : Nigah aur libas pg # 59-60, ques # 84)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Shadi biah



Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.

Sohar aur biwi dono aik doosray k badan k kisi bhi hissay ko dosray k badan k kisi bhi hissay sai mas kar saktay hain ya choo saktay hain chahaey lazzat se ho ya baghair lazzat k. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded faqhi masayl masla # 406 pg # 236) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Agar kisi ko ghusl k baad pta chalay k sar aur garden dhonay sai rah gae hai to ehtiyat e wajib ki bina par zaroori hai k itni miqdar dhonay k baad dubara badn ko dhoay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 364)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Agar in me imam jamat ki sharait mujood hai to in k peche namaz perhe jasakte hai. Imam e jamat ki shriat ye hain. 1)Balig ho 2)aaqil ho 3)shia isna ashri ho 4)aadil ho 5)halal zada ho 6)namaz sahi parh sakta ho. Aadil honay ka matlab hai k insan wajibat ko anjam deta ho aur haram kamoo ko trk krta ho. (Ref : Tauzeeh ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1434)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)



ok

Hathoo sai khailna aur har wo kaam krna jo namaz ka khoshu o khozu khatm kar day namaz mai makrooh hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1144)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ye qasam sahi nhi hai q k qasam khanay mai shrt hai k Allah ka nam lia jae. Aur kaffara bhi nhi ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2633-634) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Ye talaq batil hay.Q k 1- Talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)


Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   44   45   46   47   48   49   50   51   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish