Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet56/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   52   53   54   55   56   57   58   59   ...   91




1)Jadoo k lie: Imam jaffar e Sadiq a.s. farmatay hain k jo surah e jin ki apni zindigi mai kasrat sai tilawat karta hai to wo jinnat aur in k shar sai mehfooz rehta hai. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 36)

2)Baal ghanay karnay ka wazifa: Agar kisi k baal ghanay nah on to surah e aal e imran ki ayat # 135 ko awal o aakhir salawat k sath 3 martaba parhtay huay baloo mai unglian phairin to baal ghanay ho jain gai. Ayat adhi parhni hai ﻔﺎﺴﺘﻐﻔﺮﻮﺍ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﻴﻌﻟﻤﻮﻦ

3)Kisi bhi jaiz maqsad mai qamiabi k lie pehlay 11 martaba darood sharif parhain aur phir 101 martaba ﻳﺎﺍﷲ ﻳﺎﺭﺤﻣﻥ ﻳﺎﺭﺤﻳﻢ ﻳﺎﻜﺭﻳﻢ ﻳﺎﺣﻰ ﻳﺎﻗﻳﻭﻢ parhain. (Ref: Naeem ul aamaal pg # 314)

4)Talib e ilmoo k lie namaz e shab akseer ka hokum rakhti hai zahan bohat taiz aur hafiza bohat acha ho jata hai. (ref : Wazaif e talib pg # 36) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).


nikah


Na mehram

User Info.

Md Nekib hassan - Nekibhassan@gmail.com - Nagaon - India 

Question ID

24828 

Question Date

Thursday, November 08, 2012 

Mujtahid Name

I love rosul  

Question

Mera question yeh hai ki mera ek dost ek ladki se pyaar karta hai. Lekin woh ladki hindu hai . To kya yeh pyar jayez hai?

1)Jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahi koun k gunah mai mubtilla hone ka khof majood hai. ( Ref : Kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69).

2)Musalman mard kisi kafir aurat sai nikah nahi kar sakta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2362)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



Send

Jo ratubat insan shehwat angaiz tasawarat k waqt insan apni sharamgah mai mehsoos karta hai wo pak hai aur is sai ghusl bhi wajib nahi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 345) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)



User Info.

amna - dr.amna.iqtidar@gmail.com - lahore - pakistan 

Question ID

26100 

Question Date

Monday, November 12, 2012 

Mujtahid Name

bashirhussainnajfi 

Question

Aoa!aik larki k shohar homosexual ho ar wo apni biwi k koi haqoq ada na kare including intercourse tu kia aik bar sigae talaq parhne k bad wo apni biwi se dobara rajo kr sakta hai ar agar han tu kitne arse main ar kia aise shakhs pe aitbar kar laina chahiae? 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




Is surat mai dekhna paray ga k talaq kon si di hai talaq e bayan di hai ya talaq e rijei di hai. agar talaq e bayan di hai to mard apni aurat ki taraf roju karnay ka haq nahi rakhta yani ye k bagair nikah dubara osay apni biwi nahi bna sakta. Aur agar talaq e rijei di hai to aurat jab tak iddat mai hoti hai sohar is sai bagair nikah k roju kar sakta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2486)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



Aborsion

User Info.

Nazish - Ahs_nina@hotmail.com - - Spain 

Question ID

24835 

Question Date

Thursday, November 08, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Sir maine ap se pahle do bar sawal liya Tha ap Ne koi jawab nahi diya,Mara sawal Tha k abortion karwane k kitni dear tak namaz nahi par sakti or mujhe abortion karwane ki mafi kase mile gi mujhe kya karna ho ga k mujhe is guna ki mafi mil jae plz answer zaroor dijiye ga shukriya. 

1)Qaraar e nutfa(mani k rehem main thehernay) k baad isqaat e hamal jaiz nahi he.magar ye khoof ho k hamal ka baaqi rakhna aurat ki zindagi k liay nuqsan dah hay tu hamal main agar jaan nah perhi ho tu isqaat jaiz hay,laikin hamal main jaan pernay k baad bachay ka zaya kerna jaiz nahi hay. Agar maa khud bachay ko zaya kray to is ki diyat maa par wajib hai aur zaroori hai k wo diyat bachay k baap ya doosray worsa ko dai aur agar baap hamal ko zaya kray to is ki diyat is par wajib hai aur zaroori hai k wo maa ko ada kray.

2)ye zaroori nhi hai k bachay ki khilqat mukammal ho bal k agar is ki khilqat na mukammal ho laikin khoon ka lothra ya ghosht ka tukra honay ki halat sai ghuzar chuknay k baad abortion kia jae to jo khoon 10 din tk aye wo khoon nifas hai.(Ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) jaded masayl ,masla # 73, 500). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

send

Khanay pinay k ahkam 24861  del



S/no:4




Print me- Delete

User Info.

arif jamal - aaka_bhaiji@yahoo.com - varanasi - india 

Question ID

24858 

Question Date

Thursday, November 08, 2012 

Mujtahid Name

.......... 

Question

jhhinga machhali khana halal hai ya haram 

Samandri hewanaat mai chilkay wali machli jin mai jhingah bhi shamil hai khana jaiz hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 193 pg # 133-134)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


3125

Istelahat

Rukan se kya Murad ha?

Ans : Rukan sai murad hai k agar insan inhain baja na lay to chahae aisa krna jan boojh kar ho ya galti sai ibadat batil ho jati hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 929)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

2900


azadari

Assalam-o-Alaikum

I want to ask about zanjir zani. Is it allowed? i am confused because as we know even if we have one drop of blood on our dress or body we can not pray.So the people who are doing it their wounds bleed alot even after taking shower so what about them and during zanjir zani many people get the drops of blood on their dress and they cannot pray until they go home and take a bath ,where as usually people stay with the jaloos. thanks

Ans:1)It is better to perform azadari in accordance with the society.(REF: www.sistani.org , farsi , shaair-e-deeni , Q 11).

If the body or the dress of a person wishing to pray is stained with blood from wound or sore etc, he can pray namaz with that blood as long as the wound or the sore has not healed up. And the same applies to pus, which may flow out with blood, or any medicine which became najis, when applied to the wound or the sore. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 836)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

2969



Na mehram

ager larka or larki Khuda ko hazir nazir jaan k ek dusrey ko ek dusrey ko tasleem ker lein, to kia wo ek dusrey k liey mehram hain,

unka aapas mein mein guft o shaneed kerna munasib hai? jb keh wo ek dusrey ko apna life partner samajhtey hain.

Ans : Aik larki ka kisi no-jawan sai dosti krna is eitebar sai k shadi aik dam to nhi hoti bal k shoru mai baat cheet hoti hai to ye jaiz nhi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 125,pg # 65)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

2977


Suraj girhan

salam


what is the effect of eclipse on a pregnant woman. is there any affect on the baby if she goes out or eat sth.is she only allowed to lie down for the whole time of eclippse. wht does islam says bout it?

Ans : 1)The sun and moon eclipse have no affect on pregnant women. (Ref: Email rcvd from, http://alsistani.org/a, dated: Nov 6, 2011).2) Namaz-e-Ayaat becomes obligatory due the following four things:

1:Solar Eclipse

2:Lunar Eclipse

The prayer becomes Wajib even if the moon or the sun are partially eclipsed, and even if they do not engender any fear.

3:Earthquake, as an obligatory precaution, even if no one is frightened.

4:Thunder and lightning, red and black cyclone and other similar celestial phenomena, which frightens most of the people; similarly for the terrestrial events like receding sea water, or falling mountains which engender fear in these circumstances, as per recommended precaution, Namaz-e-Ayaat be offered. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1472) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

 ok


Zina

User Info.

Mohsin - Mohsin.Khan@gmail.Com - Noor nagar - Pakistan 

Question ID

13973 

Question Date

Friday, March 16, 2012 

Mujtahid Name

I dont no 

Question

Main ye puchna chatha hu ke mujh se ek haram kaam hogaya hai maine ek larki ke sath sex kiya hai us ne mujhse karne ko bola ab main kya karu 

1)Zina ko gunah e kabeera mai shumar kia gya hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # masla # 29)

2) Sachay dil se toba karain. Parverdigar ne quran majeed me wada ia he k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karey. (ref : website ayatullaha sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=864 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Saray link change krnay hain

talaq


User Info.

Nasim - Nasim.Na17@yahoo.com - rawalpindi - pakistan 

Question ID

13851 

Question Date

Monday, March 12, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

agr aurat gussey main teen baar talaaq keh de jab ke koi witness ya gawah na ho to kya tallaaq ho jati hai? 

Talaq ki shriat hain k talaq mard apnay ikhtiar sai talaq deta hai na k aurat, talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jay, talaaq do adil(jo zahiran gunah-gar nah hon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jay, zarori hay k mard talaq apnay ikhtiar se dai aur agar osay apni biwi ko talaq denay par majboor kia jae to talaq batil hay, Mard talaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho, layhaaza agar wo maslan mazaq ya nashay ya gussay ki halat main talaq day tu talaq sahi nahi hogi. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2462-72) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ahkam e nikah



User Info.

Javed Khan - khanjaved8719@yahoo.com - Lahore - Pakistan 

Question ID

17130 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mari baat cheet aik larki se pakki ho chuki he mare rishtedaar he,sb bazurgoon me baat pakki he aur hum se bhi pocha gaya aur humain bhi kabool he aur kuch months me shadi bhi ho jaye gi mgr kia is trha nakah ho jata he mean sb me aur hum dono me baat cheez pakki he aur kia hum aik dosre se sex kr sakte hain tafseel se batana 










Baat pakki hona nikah nahi hota hai aur aap aik doosray k lie na mehram hi hain jab tk k nikah k sighay na parhay jain. Q k shadi k lie nikah k bool (sigay) parhna zaroori hai. aurat aur mard k faqat razi hona aur isi terh nikah nama likhna ehtiyat e wajib ki bina par kafi nhi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2328)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

General 17113 ,4 , 5 , 6 , 7   del



User Info.

Mudasir - Abbasmudasir@gmail.com - Srinagar - India 

Question ID

17112 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

Ayatollah sistani 

Question

I want to is this website of ayotollah sistani. And are we getting answers from him. 

Quran-o-Itrat Academy website is all about Istifta , Books Of Mujtahid ( Maraja-e-Uzzam ) with the online question and answer system for commonly asked questions according to the fatawa of mujtahideen including ayatollah sistani d.b. but this is not the official website of ayatollah sistani d.b. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Na mehram 17125 del



User Info.

SADAF - sdaf21@hotmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

17126 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

shia 

Question

mai apne cousin se mobile p sex krti hun hum aik dosre se shadi b krna chahty hain to kia phr b mobile sex ka gunnah mlyga hme? 

Jaiz nhi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 125,pg # 65)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Khaanya pinay k ahkam



User Info.

saima - saima_abbas_4@hotmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

17142 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

aaqa e sistani 

Question

makhroh animals ? 

Janwaroo mai Ghoray(horse), khachar(mule. “A mule is the offspring of a male donkey and a female horse”) , aur ghaday(donkey) ka ghost khana makrooh hai. is k alawa baaz paribday jaisay hudhud(woodpecker) aur ababil(swallow) ko zibah krna makrooh hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2587-94)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

talaq


User Info.



bushra - mohsinbush@yahoo.com - sialkot - abu dhabi 

Question ID

17147 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

sunat jamat 

Question

Nakli paper hon talaak k 3barr sign sa talaak ho jaye ge wo b maa bap kerwe zeberdasti 

Jee ye talaq batil hai q k tqlaq ki chand shrait hain, talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jay likhi hui talaq batil hai, talaaq do adil(jo zahiran gunah-gar nah hon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jay, zarori hay k mard talaq apnay ikhtiar se dai aur agar osay apni biwi ko talaq denay par majboor kia jae to talaq batil hay, Mard talaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho, layhaaza agar wo maslan mazaq ya nashay ya gussay ki halat main talaq day tu talaq sahi nahi hogi. Is k alawa jab aurat ko talaq di jae to wo haiz ya nifas ki halat main a ho.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2462-72) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Haiz



User Info.

Shabbir ahmed - hsbc319@gmail.com - Hyderabad - India 

Question ID

17138 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

Agha Sistani 

Question

Salams. Is it okay if i have sexual intercourse with my wife on the last day of her periods where the flow of blood has stopped completely and she has not taken Ghusl. Is it haram to do so?  










Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   52   53   54   55   56   57   58   59   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish