Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.Aur is sai nikah batil nhi hota hai.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2335) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Qasar namaz
User Info.
|
Naushad - naushadansari37@gmail.com - Phagwara - India
|
Question ID
|
16954
|
Question Date
|
Friday, October 05, 2012
|
Mujtahid Name
|
Qasar Nanaz
|
Question
|
Asslamualaikum Warahmatullah main ek student hu aur main paancho waqt ki namaz padhta hu Alhumdulillah.Mera sawal hai k college wale humein 3 din ke liye industrial tour par le ja rahe hai shehar se bahar to mujhe ab namaz qasar karni hai par mujhe iska sahi tariqa nahi maloom.To main puchna chahta hu k qasar namaz ko kaise ,kis jagah padhenge kyunki wo jagah mere liye anjaan hai aur mere saath mere sabhi classmate bhi honge to main ab kya karu aap mujhe iska sahi hal batayein.Aapke jawab ke intejar me rahunga aur ho sake to jaldi jawab dijiyega,Khuda hafiz.
|
1)Zaroori hai k musafir zohar, Asr aur isha ki namaz qasar baja laye yani 2 rakat parhay. Aur magrib ki 3 aur fajar ki 2 rakat namaz parhay. Yani zohar, Asr aur isha ki namaz ko doosri rakat par khatam kr dain.
2)Mustahabb hai k musafir har qasar namaz k baad 30 martaba “ ﺴﺒﺤﺎﻦﺍﷲﻮﺍﻠﺤﻤﺪﷲﻮﻻﺍﻠﻪﺍﻻﺍﷲﻮﺍﷲﺍﻜﺒﺮ ” kahay aur agarchah ye zikr har wajib namaz ki taqeeb mai mustahabb hai laikin is morid mai bohat ziada takeed ki gae hai bal k behtr hai k musafir in namazoo ki taqeeb mai yahi zikr 60 martaba parhay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1355) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Shadi biah
User Info.
|
Moiz Khan - moiz_su2002@yahoo.com - Karachi - Pakisatn
|
Question ID
|
16956
|
Question Date
|
Friday, October 05, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Kya mai apni biwi k sath rozzana hambistari kar sakhta hun?
|
Waisay to jab bhi chahay mard apni biwi k sath jima kr sakta hai magar kuch ayym aurat pr aisay aatay hain jis mai apni aurat sai jima krna haram ho jata hai. un mai sai aik haiz hai, Halat e haiz mai jima krna mard aur aurat donoo k lie haram hai. aut dosra nifas hai yani bacha paida honay k 10 din tk jo khoon aurat ko ata hai os mai jima krna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448, 504)
Is k alawa kuch makrooh ayyam bhi hain jin mai jima krna makrooh hain. jin mai sai chand ye hain. 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumeraat k din k, 3. groob e aaftaab k waqt ka hona, 4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena, 5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main , 7. islami mahinay ki darmiani or aakri taarikh main jima kerna, 8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna, 9.berhana (naked) halat main jima kerna, 10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna, 11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Shadi biah
User Info.
|
IMRAN - imraniqbal_60@yahoo.com - lahore - pakistan
|
Question ID
|
16916
|
Question Date
|
Thursday, October 04, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
sir. ager ist raat aurut kah k mjy ya sex etc. pasand nhn. ma nhn karna chati. tu phir b zabar dasti kar shakta han
|
Jis aurat ka daimi nikah hua ho os k lie zarori(wajib) hai k jab bhi sohar os say jinsi lazzat(sex) hasil krna chahay tu oski khahish pori karay or shar’e uzr(any Islamic reson,i.e:in periods) k baghair sohar ko hambistari say nah rokay. 2) Agar koi aurat hambistri aur jinsi lazzat k silsile me sohar ki khowish puri na karay to sohar us ki roti , kapray aur makan ka zimadar nahi hai. Agar chahe wo sohar k pas hi rahay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2376-77). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
ok
Shadi biah k ahkam
User Info.
|
sehrish kazmi - sehrish.shah32@yahoo.com - lahore - pakistan
|
Question ID
|
16930
|
Question Date
|
Thursday, October 04, 2012
|
Mujtahid Name
|
ayatullah sistani
|
Question
|
asslam-o-alaikum!myny apsy ye questn krna hai k kya hm oral sex kar skty n kya hm penis suck kar skty hyn?? plz juldi reply dyn
|
Sohar or biwi aik dosray ki sharamgah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgah sai niklnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
ok
Mutta
User Info.
|
ALI HUSSAIN - ALIHUSSIAN1990@YAHOO.COM - KARACHI - PAKISTAN
|
Question ID
|
16927
|
Question Date
|
Thursday, October 04, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
KYA TALAK SHUDA 2 MARD SE AIK SATH MUTA KER SAKTI HAI. DONO KE SATH LAZZAT K LIYE MUTA KARNA CHAHTI HAI
|
Aik aurat aik waqt mai faqat aik mard k sath hi nikah kr sakti hai chahae wo daimi nikah ho ya mutah ho yaha tk k agar aurat iddat mai bhi ho os waqt bhi iddat ki muddat khatm krnay sai pehlay nikah nhi kr sakti hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3, masla # 189)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
Shadi biah
User Info.
|
shuaib - imsoebgns@yahoo.co.in - mumbai - india
|
Question ID
|
17459
|
Question Date
|
Wednesday, October 17, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
agr bivi apne shohar ke bolane par humbistari ko nahi ati hai to os ke liye kya hukum
|
Jis aurat ka daimi nikah hua ho os k lie zarori(wajib) hai k jab bhi sohar os say jinsi lazzat(sex) hasil krna chahay tu oski khahish pori karay or shar’e uzr(any Islamic reson,i.e:in periods) k baghair sohar ko hambistari say nah rokay. 2) Agar koi aurat hambistri aur jinsi lazzat k silsile me sohar ki khowish puri na karay to sohar us ki roti , kapray aur makan ka zimadar nahi hai. Agar chahe wo sohar k pas hi rahay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2376-77). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
ok
Shadi biah
User Info.
|
rahat ijaz ali - rahatijaznad@gmail.com - lahore - pakistan
|
Question ID
|
16925
|
Question Date
|
Thursday, October 04, 2012
|
Mujtahid Name
|
aiyt ullah sastani
|
Question
|
kya marrd sex may apni wife ki breast ko chooos skta hai? or agr choosny k dorran bv ka doudh mard k muu may chala jaye to kya dooudh harramm ho ga?
|
Sohar biwi ki breast suck(choos) kar sakta hay, laikin agar sohar biwi ki breast ko suck karey aur moo mai doodh aa jaye, to ehtiyaat wajib ye hay k biwi ka doodh nah pia jaay(yaani halaq say neechay nah utara jae).(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), E-Mail from Answers@najaf .org). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
ok
Ghusl e janabat
User Info.
|
rahat ijaz ali - rahatijaznad@gmail.com - lahore - pakistan
|
Question ID
|
16923
|
Question Date
|
Thursday, October 04, 2012
|
Mujtahid Name
|
aiyt ullah sastani
|
Question
|
aslam o aliaikum janab ghusal-e-jannabat ka tareeka to btaiye detail sy plllllllzzzzzzzzzzz
|
Ghusl e Janabat 2 tareeqo sai anjam dia ja sakta hai. 1)tartebi 2)irtemasi.
1)Tertibi ghusal me ehtiyate lazim ki bi per ghusal ki niyat k baad phele pura sar o gardan aur baad me badan dhona zarori hai. 2) Agar koi shakhs badan ko sar se phele dho le to is k lye ghusl ka ieada (repeat) karna zarori nahe hai balke agar badan ko dobarah dho le to is ka ghusal sahe hai . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 360)
2)Irtemasi ghusl 2 tareeqo sai anjam dia ja sakta hai 1)dafei 2)tadregi.
1)Ghusl e irtemasi dafei mai zaroori hai k aik lamhay k lie pura badan pani mai ghar jae laikin ghusl krnay sai pehlay aik shakhs ka pani sai bahir hona zaroori nhi hai bal k agar badan ka kuch hissa pani sai bahir ho aur ghusl ki niyat sai pani mai gota lagae to kafi hai.
2)Ghusl e irtemasi tadregi mai zaroori hai k ghusl ki niyat sai urfi eitebar sai aik hi dafa mai badan ko pani mai dbo dai aur is ghusl mai zaroori hai badn ka pura hissa ghusl krnay sai pehlay pani sai bahir ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 59-370)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Shadi biah
User Info.
|
ali - sunny_roy26@yahoo.com - birmingham - u.k
|
Question ID
|
17132
|
Question Date
|
Thursday, October 11, 2012
|
Mujtahid Name
|
ahmed
|
Question
|
Anal sex is Haram or not?I just read some way its permitted if wife agree as well
|
Anal intercourse with the wife if she is not agreed with this act it is forbidden obligatory precaution. And if she is agreed with this act it is highly abominable(makrooh). (ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Shadi biah
User Info.
|
ali - ali_uk72@hotmail.co.uk - uk - uk
|
Question ID
|
17121
|
Question Date
|
Thursday, October 11, 2012
|
Mujtahid Name
|
Ayatullah Sistani
|
Question
|
salam ,sawal yeah hai key meray bhai ki ek jaga baat pakki howi hai. us ka or larki ka naam kafi similar hai.bhai ko jub naam bataya tu us key dimag main yeah khayl aya key yeah nam kesa hi same same lagta hai aisa hia key jesey key bhai bhan hai.but in ka istekhara MASALLAH kafi acha aya hai ub bhai phochna cha raha hai key aya main is sey nikah ker sakta hoo.
|
Mard ko chahae k jis aurat sai shadi karna chahta hai os me un sifaat aur khososiyaat ko pesh e nazar rakhay jo aik misali khatoon me honi chahae jo pak daman, shareef ul asal aur naik ho aur dunyavi aur ukravi muamilaat me sohar ki madad gar sabit ho. Mard k lie ye munasib nahi he k biwi k intikhab me is ka metmae nazar sirf is ka zaaheri husn o Jamaal aur maal o dulat ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 386 pg # 232). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Ilaj
User Info.
|
abbasali - agjatniwala110@yahoo.com - - india
|
Question ID
|
17122
|
Question Date
|
Thursday, October 11, 2012
|
Mujtahid Name
|
ayatullah sistani
|
Question
|
asalamun alaikum mujhe waa ki bimaari hai(jisme sharir atak jaata hai)agar mei uska ilaaj karne jaati hu to acidity bad jaati muh me chaale padh jaate hai aur badan me jalan hoti hai aur agar mein chaale ka ilaj karne jaati hu to waa bad jaata koi dua ya ilaaj
|
1)Rasool e Akram s.a.w.w. nai farmaya hai surah e al-humd mai har beemari k lie shifa hai. is lie mareez ko chaheay k surah e al-humd ko likh kar bandhay ya 70 martaba pani par parh kar piay to osay shifa naseeb ho gi. (Ref : Naway e Salaheen pg # 296)
2)Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
ok
User Info.
|
ali - sara14320@yahoo.com - lah - pak
|
Question ID
|
17129
|
Question Date
|
Thursday, October 11, 2012
|
Mujtahid Name
|
sunni
|
Question
|
kya mian bivi ek dusray k azay makhsoos ko chus sakty hain. yani suck kar saktay hain k nahi. according to islam
|
Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.
Sohar or biwi aik dosray ki sharamgah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgah sai niklnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Ok
Ahkam e nikah
User Info.
|
numan - big_flair@yahoo.com - sialkot - pakistan
|
Question ID
|
18146
|
Question Date
|
Friday, October 19, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
jo log jaan booj kr nikah nahi krna chahte Quran o sunnat ki roshni main kya hukam hai
|
Shadi un mustahabbat mai sai hai jin ki islam mai bohat ziada takeed ki gae hai , Rasool e Khuda s.a.w.w. ka farman hai k : “jo shakhs shadi kar leta hai wo apna adha deen bacha leta hai”.
naiz aap s.a.w.w. nai farmaya : “Jo shakhs meri sunnat ki perwi krna chahta hai (osay maloom hona chahea k) meri sunnat mai sai aik shadi hai”.
Is k alawa jo shakhs shadi na krnay ki wajah sai apnay aap ko fail e haram sai na bacha sakay os par shadi krna wajib hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 385,397 pg # 231,234) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
User Info.
|
- erum8673@yahoo.com - Larkana - Pakistan
|
Question ID
|
17620
|
Question Date
|
Wednesday, October 17, 2012
|
Mujtahid Name
|
Shia
|
Question
|
Asalam o alaikum meri age 27 hy or me khobsurat hu gharelu larki hn har khoobi Allah ne mujhy di hy phr be mere lye koi rishta nhe ata mujhy koi wazifa bataen aur kya koi rukawat ha mere rishte me? Plz help me
|
1)Rishtay k lie chand ki 11 sai 20 tak k darmiani jumay ko bad namaz e asr surah e taha surah no20 ki ayat no 131,132 ko likh kar pas rakhain or doh kar pie to shadi ho jae gi. (Ref : Naway e Salaheen pg # 352) 2)Dua e tawassul ko har waqt perh saktay hain, laikin kisi khaas maqsad k lie is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad 2 rakat namaz e hajat ada kernay k baad perh kar dua mangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Surah e aal e imran ko kasrat sai parhnay sai inshallah farzand e salah paida ho ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 34)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Namaz k doran jis waqt bhi kisi ko 3 rakat aur 4 rakat k darmian mai shak ho zaroori hai k ye samajh lai k 4 rakatain parhi hain aur namaz ko tamam karay aur baad mai aik rakat namaz e ehtiyat kharay ho kar ya 2 rakat beth kar parhay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1186)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
1)Agar aik bacha maa k pait mai 4 mahinay ya is sai ziada ka ho kar sakit ho jae to osay ghusl dena zaroori hai bal k agar 4 mahinay sai kam ka ho laikin is ka pura badn ban chukka ho to ehtiyat e wajib ki bina par is ko ghusl dena zaroori hai. in 2 suraton k alawa ehtiyat ki bina par osay kapray mai lapait kar bagair ghusl diay dafan kar dena chaheay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 547)
2)Namaz e janaza os waqt wajib hoti hai jab bacha puray 6 saal ka ho chukka ho (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 583)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Do'stlaringiz bilan baham: |