Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet60/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   56   57   58   59   60   61   62   63   ...   91

Agar likoria hai to ﻜﭽﺎﻜﻴﻼﺍﻭﺮﮔﻭﻠﺮﻜﻭﭽﮭﻠﻜﮯﻜﮯﺴﺎﺘﮫﻣﻼﻜﺮﭙﻴﺲﻠﻴﮞﺍﻭﺮﺼﺒﺢﺍﻭﺮﺸﺎﻢﺍﺴﺘﻌﻤﺎﻞﻜﺮﻨﮯﺴﮯﻠﻴﻜﻴﻭﺮﻴﺎﻜﻭﻔﺎﺌﺪﻩﻫﻭﺘﺎﻫﮯ (Ref : Apna dawakhana pg # 68)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

surah e hashr surah # 59 ki aakhri 4 ayat mai ism e azam hai, in ayaat ko parh kar dua mangay to jinoo sai aman milay gi. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 123) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

1)Jab bhi mard or aurat aik sath namaz perhna chahain tou ehtiyat e lazim ki bina par zarori hay k aurat mard se kam se kam itna pechay khari ho k os k sajda kerne ki jagah, sajday ki halat main mard k dono guthno k baraber ho.2) Agar koi aurat mard k barabar ya aagay khari ho or dono aik waqt main namaz perhne lagain tu ehtiyat e wajib ki bina per zarori hay k namaz ko dobara perhain , yehi hokum hay agar aik, dosray se pehlay namaz shuru ker day.3) Agar mard aur aurat aik dosray k baraber kharay hon ya aurat aagay kheri ho or dono namaz perh rahay hon laikin dono k dermiyan diwar ya pardah ya koi aisi cheez haa’il(maujood) ho k aik dosray ko nah daikh sakain ya on k dermiyan 10 hath se ziada ka fasla ho tu dono ki namaz sahi hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 874 and 875) note : Is mai farq nahi parta k wo mard aur aurat sohar aur biwi hon ya koi aur hon. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Quran Majeed ki surah noor surah # 24 ki ayat # 60 mai zaeef auratoo k parday ka zikr hai. Zaeef aurat jab ghar sai niklay to na mehram k samnay apnay zahiri libas ko utar sakti hain laikin shart ye hai k is ka maqsad zeenat ki numaish na ho is lie k in auraton k zaeef honay k ba-wajood bhi dunya mai bad-nafs aur holnak insano ki kami nahi hai. (Ref : Anwar e Quran Allama Zeeshan Haider Jawadi pg # 749)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Song


User Info.

sehrish kazmi - sehrish.shah32@yahoo.com - lahore - pakistan 

Question ID

16931 

Question Date

Thursday, October 04, 2012 

Mujtahid Name

ayatullah sistani 

Question

asslam-o-alaikum!myny apsy ye qstn krna tha k kya hm songz sun sakte hyn with refrence gv me ansr thanks! 

Ganay gana(singing), sunna or is ka karobaar kerna ye sub haram hain or ghina(gana/song) se muraad wo bayhoda kalaam hay jo ehl e lahw o laa,ib main maroof lehen main paish kia jata hay. (Ref:Ref:A.Sistani(d.b),Jadeed fiqhi masa,il, maslah# 550)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok


mutah

User Info.

islauddin khan - bd_gauri2812@yahoo.com - india - india 

Question ID

16175 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

mere swal ka jwab 1648 aapne diya tha 

Question

aslam alaikum main ek shadi suda aurat se mutaa kar sakta hoon jab ki meri bivi bhi hai aur uska sohar bhi hai kiya mutaa karke ham dono zina kar sakte hai esme to koi gnah nahi hoga aur mutaa ki muddat kitne hoti hai. 




1)Shohar dar aurat se mutah ya kisi bhi qisam ki shadi (nikah) karna haram hai.

2)Agar koi shakhs ye jantay huay k aurat sohar dar hai os sai shadi(mutah/daimi) kray to zaroori hai k is aurat sai juda ho jae aur baad mai bhi os sai nikah nhi krna chahea. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2366) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)


send

Shadi biah




S/no:2

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

sana - neha_1292001@yahoo.com - -  

Question ID

16192 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

asakum.mera sawal ye hai ke.kya shohar ki har bat sunna chahiye sex k taluk se.. 




Jis aurat ka daimi nikah hua ho os k lie zarori(wajib) hai k jab bhi shohar os say jinsi lazzat(sex) hasil krna chahay tu oski khahish pori karay or shar’e uzr(any Islamic reson,i.e:in periods) k baghair shohar ko hambistari say nah rokay. 2) Agar koi aurat hambistri aur jinsi lazzat k silsile me ki khowish puri na karay to sohar us ki roti , kapray aur makan ka zimadar nahi he. Agar chahe wo sohar k pas hi rahay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2376-77). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Send



1)Jumay ki namaz wajib honay ki chand shrtain hain:1:Waqt ka dhakil hona, 2:Namaz parhnay waloo ki tadaad jo k imam k sath 5 afrad hoon, 3: Imam ka jamia shrait imamat hona.

2)Jumay ki namaz k sahi honay ki chand shrtain hain: 1:Ba-jamat namaz parhna, 2:Namaz sai pehlay 2 khutbay parhna, 3:Jumay ki 2 namazoo k darmian aik farsakh sai kam fasla na ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 720)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send
aulad


S/no:22

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

adeel javeed - adeel.javeed55@gmail.com - lahore - pakistan 

Question ID

16297 

Question Date

Friday, September 07, 2012 

Mujtahid Name

............. 

Question

main aap say pouchnah chata hoon meri shaadi ko 5 saal ko gay hain lakee aulad nahi hain.mainy aik doctor ko check karwaya tu us nah semens test ka bola,test karwany par result aya kay jarasim nazar nahi aah rahy.main bohot parishn hoon phir mainy aik kabeel hakeem saab say baat ki tu unhoo nah mujay honsla diya aur aik hakeemi madisan bana kar di.jo mainy istamal ki,aur aik molana saab say janab shokat qudari saab dawai kay saat un ki dua bi li aur unho anh tawiz bi diya,lakeen result kuch nahi aya.dubara test karwany par same result aya,lihaza main parishn hoon.aap bataay kay mari parashani ksay haal ho gi..shukriya,jawab zaroor day.. 




1)Agar koi darj zail asmae husna ko talab e aulad ki niyat sai 40 roz tk har namaz k baad bila-nagah 40 martba prhay to wo sahib e aulad ho ga. Asma e husna ye hain “ ﯿﺎﺍﻭﻞ ﯿﺎﺑﺎﺮﺉ ﯿﺎﻤﺻﻮﺮ ﯿﺎﺨﺎﻟﻕ ﯿﺎﻤﺑﺪﺉ ” (Ref : Naway e Salaheen pg # 401)

2)Imam a.s. farmatay hein k jis ka nutfa kam ho ya kamzoor ho os k chahaea k sab se pehlay khuda ki bargah me istegfar karay aur is k bad anday(egg) aur piaz kasrat se khaien. (ref : kitab tib e islam pg # 54) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

send









S/no:24

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

saqib - khan_saqib11@yahoo.com - peshawar - pakistan 

Question ID

16285 

Question Date

Friday, September 07, 2012 

Mujtahid Name

no one. 

Question

Porn DekhNA iSLAM mIEN HarAm Hai Kia?? 




Ethiat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send
Wazifa shadi



S/no:25

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

palwasha pari - saiqa_2011@hotmail.com - mirpur - pakistan 

Question ID

16294 

Question Date

Friday, September 07, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

main aik larky sy pyar klart hun aur shadi karna chahti hun par wo nai karna chahta plzzzzz koi wazifa bataen jis ko parhny sy wo maan jaye plzzzz help 




Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352)

Wazifa batanay k sath aap ko aik fiqhi maslay ki taraf mutawajah kia jata hai: Jina e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai hubtilla honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

send


User Info.

Asif - asifjee1978@yahoo.com - Faisalabad - Pakistan  

Question ID

16286 

Question Date

Friday, September 07, 2012 

Mujtahid Name

Sunni  

Question

Baap ki jaidad Rs=1100000 main say 3 baiton or 1 baite ko kitna kitna hissa milay ga en k elawa or koi hissa daar nahi hay 



Baad mai


Aam tor par jo peshab k maqam sai khabi kabar qatray nikltay hain wo is wajah sai nikltay hain k ham peshab karnay k baad istebra na kartay hain. Istebra aik mustahab amal hay jo mard hazrat peshab k bad is wajah say anjam daitay hain ta k ye itminan ho jae k peshab ki naali may peshab baki nahi raha. Is ka tareeqa ye hay k peshab say farigh honay k baad ultay haath(left hand) ki darmiyaani ungli (middle finger) ha us ko pakhanay k maqam say peshab ki naali ki jerh tak soontain(wipe) aur is k baad angothay ko peshaab ki naali k oper or aur angutay k saath wali ungli ko peshaab ki naali k neechay rakhain or daba kar khatna k maqam tak le aaen phir 3 dafa jatkein. Agar aap nai istebra kar lia aur phir baad mai koi drop niklay to wo peshab nahi hota hai aur wo pak bhi hai os sai namaz bhi sahi rahay gi laikin agar peshab k baad istebra nahi kia ho aur phir koi drop peshab ki jigha sai niklay to wo najis ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 69-74)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Aulad



S/no:27

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

baqar - afshan.baqar@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

16292 

Question Date

Friday, September 07, 2012 

Mujtahid Name

aqae sistani 

Question

assalam o alikum meri shadi ko 9 sal hu gaee hain meri ek beti hai ju shadi ke foran bad hi peda hu gai thi aur mashaAllah se wo 8 saal ki hai us ke bad mere han koi aulad nahi hui buhat ilaj karwaee lakin koi faida nahi hua meri aur meri biwi ki report bhi sahi hain koi Dua/Wazifa Aulad Ke Liye batain. 




Agar koe shakhs laa aualad ho un k aulad nah hoti ho aur agar wo chahta ho k is ko naik aur aziz aulad ata ho to is k liay chahiay k wo mussalsal 3 din roza rakhay aur har raat sonay se pahley 21 bar surah e al furqaan ki ayat no 74 (wal’lazeena . . . . .imaa’maa) ko parhey. Aur Allaha say apni haajat talab karay aur so jaayy. Har mahinay(month) me aik bar kar lia jaay. (ref : kitab naeem ul aamal pg #331). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Send
Shadi biah

S/no:28

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

kabir - kabir330@yahoo.com - lahore - pakistan 

Question ID

16291 

Question Date

Friday, September 07, 2012 

Mujtahid Name

pata nahi 

Question

aslam o alikum sir kafi saray log apni bv k sath galat kam kartay hain yani k apna lun apni bv k mouh main daltay hai kia yeh jaiz hai muslim k leyeh plz main intazar karon ga ap k jawab ka send me mail ok thank jawab urdo main deyna plz main nay kisi ko dekhana hai 



Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send
Shadi biah



S/no:30

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

yasir - yash_khan12@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

16289 

Question Date

Friday, September 07, 2012 

Mujtahid Name

bivi ka dood pena? 

Question

a\salam .mera sawal ya he k kya bivi ka dood pene se nikah toot jata hai?or jab k bivi khud chahti ho k shohar piye dood.q k main bohot baar pi chuka ho?to kiya nikah toot gaya hai hamara? 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




Shohar biwi k breast suck(choos) ker sakta hay, laikin agar shohar biwi ke breast ko suck karey aur moohn mai doodh aa jaye, to ehtiyat wajib ye hay k biwi ka doodh nah piaya jay(yaani halaq say neechay nah utara jaay.) .Aur is sai nikah batil nhi hota hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), E-Mail from Answers@najaf .org). (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2335) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


Shadi biah

S/no:31

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

amir - zeepho@yahoo.com - gujranwala - pakistan 

Question ID

16288 

Question Date

Friday, September 07, 2012 

Mujtahid Name

muslim 

Question

aslam alikum main app se yeh puchna chahta hon ke bv ki sharam ga ko chatna jaiz hai aur her bar humbistari ke bad nahana kya zarori hai agar 2 ya 3 bar karna ho. 

Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   56   57   58   59   60   61   62   63   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish