Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet63/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   59   60   61   62   63   64   65   66   ...   91

Agar koi shakhs qasam khae k me jo kuch keh reha hoon sach keh reha hoon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram he. Aur Quran ki qasam nhi hoti hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2638)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


zina

User Info.

abila khan - naveed_unsw@yahoo.com - murree - pakistan 

Question ID

16218 

Question Date

Monday, September 03, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

ma jis larky se pyar karti the us sy ma ny zina kia ab mera rishta kisi or se hony wala ha ma ne Allah se sachy dil se toba kar li ha lakin mujy dar ha k agr mary hony waly husband ko pata chal gaya to wo mujy chor dy ga mujy is ka hal btaen plz q k ALLAh to maf kar dyta ha par insan maf nahi karty 

1)Zina karna gunah e azeem hay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhaajus saliheen,part# maslah #29 )

2)Sachay dil se toba karni chahea. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



send

Ne mehram

User Info.

sd sadik - sadiksyed54@gmail.com - ongole - india 

Question ID

16260 

Question Date

Wednesday, September 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

bhabi si milan guna hey kya 

Answer




Topic

 Add a New Topic




Bhabi na-Mehram hai aur mard k lie na mehram aurat ka jism dekhna aur isi terah in k baloo ko dekhna chahae lazzat k iraday sai ho ya is k bagair, haram mai mubtila honay ka khof ho ya na ho, haram hai. aur aurat ko chahaea k wo sar k baal aur aur apna badan na-mehram mard sai chopae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2397) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).




send




Wazifa ilm k ahosool




S/no:5

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

maria - mariaghory@gmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

16259 

Question Date

Wednesday, September 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mera baita baber ghory 14 saal ka hai perhta bilkul bhi nahi perhnay ka bolo tu bura manata hai class 6th mai fail ho gaiya meray suser nay ja kay permot kerwa diya class 7th mai fail howa tu unho nay school change kerwa diya ab ye haal hai kay 3 months pehlay date sheet mili gher la kay nahi di class 8th mai hai ab kia elaaj ho ga khuch QURAN O HADEES SAY ELAAJ BATAIN shukriya. 

Agar dil ilm k hosool mai na lagta ho to surah e alaq ki 1 ta 5 ayaat ko likh kar galay mai dal lain, mujrab hai. (Ref : Naway e Salaheen pg # 346)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send



S/no:3

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

hafsa jamil - jmh_life@yahoo.com - sialkot - pakistan 

Question ID

16263 

Question Date

Wednesday, September 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kia aik beti jo maa se to sagi hai lakin baap se soteli to wo baap k lie haram hai ya halal 

Answer




Topic

 Add a New Topic




1)Agar koi shakhs kisi aurat sai nikah karay aur is k sath hambistri kray to is aurat ki larki is mard ki mehram ho jati hai chahae wo shadi k waqt moujood ho ya baad mai paida ho.

2) Agar koi shakhs kisi aurat sai nikah karay aur is k sath hambistri na ki ho to jab tk wo aurat k nikah mai hai ehtiyat e wajib ki bina par is waqt tk is ki larki sai shadi na kray. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2351-52)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



send





S/no:5

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

sophiya - sanesister06@hotmail.com - Dubai - UAE 

Question ID

16265 

Question Date

Wednesday, September 05, 2012 

Mujtahid Name

Ayatula Seestani 

Question

im a baliq woman and wanted to ask you ayatula seestanis fatwa on weather or not full body waxing is allowed? 

1)Yes it is allowed. (Ref : web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Istemna

User Info.

waseem butt - wazee46@yahoo.com - lahore - pakistan 

Question ID

16266 

Question Date

Wednesday, September 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mushtzani haram hay hawala de kar batao quraan or hadees ki roshni mei khud se baat mat banana i want proove bhai really gumrah na karo mushtzani haram hay sabit kardo bs 

Answer




Topic

 Add a New Topic




1)Surah e mominoon ki ayat # 5 mai hai k Sahib e eman wo hai k jo apni sharmgahoo ki hifazat krnay walay hain. Ye ayat ishara hai k zauja aur kaneez k alaea shewat ka koi rasta jaiz nhi isi lie Imam Jaffar e Sadiq a.s nai is ayat k hawalay sai khud kari(hand practice) ko haram qarar dia hai agar chahe roohul bayan(kitab ka nam hai) k mutabiq hanafi aur hambili fiqh mai ye amal jaiz hai. (Ref : Anwar e Quran Allama Zeeshan Haider Jawadi pg # 716)

2) Hand practice(kise tariqe se mani kharij) karna haram hai..(Ref : jaded fiqhi masail aqa sistani d.b. pg no. 253 masla #462) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



send

User Info.

MR.KHAN - qamarniazi@yahoo.com - khanewal - pakistan 

Question ID

16139 

Question Date

Saturday, September 01, 2012 

Mujtahid Name

Allama khoi shb 

Question

"CAN A MUSLIM BOY CAN MARRY WITH CHRISTIAN GIRL",TELL ME AHDES AND QURAN VERSIS,,FOR INFO.. 

Answer




Topic

Add a New Topic




A male Muslim also cannot marry a non-Muslim woman who are not Ahlul Kitab. However, there is no harm in contracting temporary marriage with Jewish and Christians women, but the recommended precaution (ehtiyat e Mustahabb) is that a Muslim should not take them in permanent marriage. (Ref: Ayatullah Khoei(r.h),Tauzee hul masail, maslah # 2406)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).


send

Rozay ki qaza



User Info.

fiazlatif - fiazlatif125@gmail.com - rawalakot - pakistani 

Question ID

16140 

Question Date

Saturday, September 01, 2012 

Mujtahid Name

imam abo hanif 

Question

qaza roza kab raksakt hai khi ramzan finsh honi ka baad raksakt hai shawwal ka month main 

Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.

Rozay ki qaza krnay mai jaldi krna wajib nhi hai agarchahe ehtiyat e mustahabb ye hai k ramzan k mahinay ki qaza doosray aanay walay ramzan sai takheer na karain. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 1047)

Agar koi shakhs ramzan k rozay rakhnay mai kotahi karay to zaroori hai k rozay ki qaza bhi karay aur aur ehtiyat ki bina par har aik din k lie aik mudd toam(khana) faqeer ko day. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1677) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send




User Info.

yasermakrani - yasermakrani@yahoo.com - rajasthan - india 

Question ID

16270 

Question Date

Thursday, September 06, 2012 

Mujtahid Name

salam 

Question

assalamo alaykum janab mera sawal he k mera ek dost he uske chehre pe pimples ho rahe he wo use fodta nahi fir bhi pimples daag chhod jate he or daag ja nahi rahe he usne kayin tarike k cream istemal kiye kuch fayda nahi hua kya koi ruhani ilaaj he pimples hatane ka reply asap khuda hafizz 

Answer







Kitab makarim ul ahklaq mai cheray(face) par chaieo ki jigha ungli phairtay huay surah shura surah no 26 ki ayat no 72 aur 73 ko 3 martaba parhay to chand dinoo mai chehra nikhar kar saaf o shaffaf ho jae ga. (Ref : Naway e Salaheen pg # 328) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


S/no:3

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

hafiz bilal - meforbilal@gmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

16268 

Question Date

Thursday, September 06, 2012 

Mujtahid Name

sunni 

Question

agar ap kahi se guzarte ho or wahan 4 musalman bethe ho or ap 3 se hath milao or 1 se na milao to is k bare mai kia tanqeed hay jab k us ko pata hay k yeh bhi sahi musalman hay  

Answer




Topic

 Add a New Topic




Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.

Salam krna mustahabb hai aur is amr ki bohat takeed ki gae hai k sawar paidal ko aur aur khara hua shakhs bethay huay shakhs ko aur chota baray ko salam kray. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 184)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send

qasam


S/no:4

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

sonia - picnic.makers@gmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

16267 

Question Date

Thursday, September 06, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mene apne lover se aik jhooti qasam khai he me bht mjboor hn me agr use sch btati hn to wo khud ko maar dega me a sa ni chahti k usey kuch bhi ho please bataen me kia krun me us se truly love karti hun  

Topic

1)Agar koi shakhs qasam khaye k me jo kuch keh reha hon sach keh reha hoon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram he bal k muqadamat k fasile k waqt joothi qasam khana kabira ghunahoo me se he. Aur tawriah karna mumkin ho to karay yani alfaaz k zaheri mafhoom ko choor ker dosray mutlab ki niyat karey maslan agar koi zalim kisi kisi ko aziat dena chaea aur kisi dosray shakhs se pochey ke kia yum ne fullan shakhs ko dekha he? Aur is ne us shakhs ko aik minute qalal dacha ho to wo kahay ke mein ne use nahei dekha aur qasad (irada) ye karay ke us waqt se 5 minute pehlay me ne use nahei deckha. (Ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 2638). (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2638)

2)Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai hubtilla honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

send




Talaq

User Info.

usman - mnaaz52@yahoo.com - musqat - oman 

Question ID

16184 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kia aurat ke talaq kahne se talaq ho jate hai? 


Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   59   60   61   62   63   64   65   66   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish