Salamunalaikum ! Eid-e-Qurban ki qurbani min Gai (cow) ki kitne hisse (parts) kerna mustahab hain? Aur kya qurbanike aik hisse min 2 ya 3 momin shamil ho sakti hain?
1)Baqra eid k din qurbani kerna mustahab e maukadah hay.or is qurbani main jaiz hay k insaan khud apni taraf say or apnay ghar walo(family members) ki taraf say 1 jaanwar ko qurbaan karay, isi terah qurbani main ka’e aafraad(many persons) ki shirkat jaiz hay.(Ref:Sistani(d.b),Manasik e haj wa mulhaqaatiha 1431 hashiyah#27, sawal#4).
2)Qurbani k teen hissay kia jain aik hissa apnay lie, doosra hissa baqi muslmanoo k lie aur afzal ye hai k teesra hissa gareeb muslmanooko sadqay mai dia jae. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
ok
S/no:4
Print me- Delete
User Info.
Ahtsham Ali - jalilnawaz@ymail.com - Lahore - Pakistan
Question ID
16187
Question Date
Sunday, September 02, 2012
Mujtahid Name
Question
Mein ye pochna chahta hon k mery nikah k baad meri biwi n mujy ye bataya k wo kisi mard k sath shadi s phly hambasrti kar chuki, ab m ye pochna chahta ho k kia us k liye m kuch kar skta hon ? wo shrminda hai or toba karti hai hr waqt par disturb rhti hai kia m us k sath us k gunah ka hisadar hon ab ? yaa us k lie koi kafara hai ?
1)Zina karna gunah e kabira hay.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30). 2)Osay sachay dil se toba karni chahea. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
send
talaq
S/no:5
Print me- Delete
User Info.
bazgha - bazghahina@yahoo.com - tucson - usa
Question ID
16186
Question Date
Sunday, September 02, 2012
Mujtahid Name
pls sir is ka answer serf mujy email ker
Question
Jab husban ek dafa talaq de dane tu kya 2 years bad apni wife k pass a sakta hai Or mera 2nd question hai k ager ek dafa talaq day de or us k 4month bad us ki girlfriend us ki wife se khey k us nay devorice paper tayer hai or mere pass hai tu kya talaq ho jati hai competley
1)Talaq e bayan wo talaq hai jis k baad mard apni aurat ki taraf rajoo krnay ka haq nhi rakhta yani begair nikah k dobara isay apni biwi nhi bna sakta. Is k alawa aik talaq hai wo talaq e rajei hai jis ka matlab ye hai k jab tk aurat iddat ai ho shohar is sai rajoo kr sakta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2486)
2)Talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ager meri biwi ko hamal thehre 6 ma gzer ga hon to us sa ham bistri ker sakta hon?
Answer
Topic
Please specify in case of "Other"
Mustahabb hai k jab biwi hamila ho to jimma karnay sai pehlay wazoo kia jay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5) Note : Is ki aur maloomaat k lie aap doctor ki taraf rajoo karain k bachay k lie nuqsan day to nahi hai (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Ok
del
S/no:42
Print me- Delete
User Info.
raja - rajasahb@yahoo.com - isb - pakistan
Question ID
15553
Question Date
Monday, August 13, 2012
Mujtahid Name
Question
ager meri biwi ko hamal thehre 6 ma gzer ga hon to us sa ham bistri ker sakta hon?
agr jan bhoj k mani nekal aye to kia roza tot jata hai
Answer
Topic
Please specify in case of "Other"
1)Agar koi rozay dar istemna karay yani mard apnay hath sai ya kisi doosray zariay sai jima k alawa koi aisa fail karay jis k natijay mai mani kharij ho to roza batil ho jata hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1553)
2)Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
molana sb mara aap sy swal hy k main UAE main job karta ho..main or maree shadi be anqreeb ho jay gi...main ghair 1 sall bad ya 2 sall bad ghair jao ga to keya main etna arsa bevi sy bgair hambstri k rah sakta ho...es sy bewi k haqooq main koi faraq to nahi pary ga...plz ans jald dain...
Answer
Topic
Please specify in case of "Other"
Agar biwi khud 4 mahiny sai ziada muddat k lie hambistari tark karnay par razi ho to koi masla nhi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2382)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Na mehram
S/no:45
Print me- Delete
User Info.
ali - rohanhanco@yahoo.com - lahore - pakistan
Question ID
15550
Question Date
Monday, August 13, 2012
Mujtahid Name
Question
mera ye sawal hai mje koi wazefa btaye ma ek larki se buhat pyar hon or wo b mje se buhat karti hai par uska rishta teh ho gaya hai ap btye jis se hamari mushkly asan ho jyen
Answer
Topic
Please specify in case of "Other"
1)Mard ko chahae k jis aurat sai shadi karna chahta hai os me on sifaat aur khososiyaat ko pesh e nazar rakhay jo aik misali khatoon me honi chahae jo pak daman, shareef ul asal aur naik ho aur dunyavi aur ukravi muamilaat me sohar ki madad gar sabit ho. Mard k lie ye munasib nahi he k biwi k intikhab me is ka metmae nazar sirf is ka zaaheri husn o Jamaal aur maal o dulat ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 386 pg # 232).
2)Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai hubtilla honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Del
S/no:46
Print me- Delete
User Info.
ali - rohanhanco@yahoo.com - lahore - pakistan
Question ID
15548
Question Date
Monday, August 13, 2012
Mujtahid Name
Question
ma phly b sawa kia tha abi tq jawb nah mila mje btayen ma ek larki sepyar karta hn wo b mje se buhat karti hai uska rishta teh ho gaya hai ap mje koi wazefa btaye k hamari mushkly asan ho jy plz reply me thanx
Sawal: kya apni sagi bahen ke sath sex kar sakte hain? agar uske pichhe ki jagah se sex kia jaye to galat hai ya sahi?
Answer
Topic
Please specify in case of "Other"
1)Behn k sath zina krna haram hai.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part # 1, Masla # 30).
2)Un aurton k sath jo insan ki mehram ho azdawj(shadi) haram hai maslan maa, behn, beti, phupi, khala, bhateji, bhanji, saas.(Ref : Tauzeeh Ayatullah sistani d.b. masla # 2349)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).