Shadi ka wazifa
User Info.
|
ALI RAZA - ALIRAZA@YAHOO.COM - KHANEWAL - PAKISTAN
|
Question ID
|
16554 ,3 del
|
Question Date
|
Wednesday, September 19, 2012
|
Mujtahid Name
|
SHADI WAZIFA
|
Question
|
HELO MERA NAME ALI RAZA HA MA AIK LARKI SA BOHAT PIYAR KARTA HON WO BHI BOHAT PIYAR KARTI HA MA SADAAD FAMLIY SA TAULQ RAKHTA HON OR WO ARRAI FAMLIY SA AB US KA MAA BAAP NI MANTA MERY RISHTY K LIY AAP PLZ KOI AISA WAZIFA DY JIS SA WO MAAN JAY PLZ MA BOHAT PARSHAN HON MARI HELP KARO AAP
|
Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Wazifa bayan karnay k sath aap ko is fiqhi maslay ki taraf bhi mutwajjah kiya jata hay k : jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. (Ref : kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Shadi k din
User Info.
|
Syed Zulfiqar Nazar Naqvi - sznnaqvi786@yahoo.com - Karachi - Pakistan
|
Question ID
|
16552, 16651 del
|
Question Date
|
Wednesday, September 19, 2012
|
Mujtahid Name
|
Agha Sistani Sahab
|
Question
|
salam agha mujhe ye puchna hai k shadi ki date nahas e akber ka din agaya hai to plz bataye k kia karain shadi hosakti hai ya nahin ya koie sadqa dena pare ga plz reply karain or meri problum solve kardain plz agha
|
Nikah k sighay perhna qamar dar aqrab ya jab chand mehaaq (chand ki akhri teen takeekhain jin main chand chup jata hay 27, 28, 29) me ho tu nikah karna makrooh he. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3, masla # 3) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Shadi biah
User Info.
|
Javed - Jawadcooln@yahoo.com - Hyderabad - India
|
Question ID
|
16550
|
Question Date
|
Tuesday, September 18, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
.Mera sawaal yeh hai ki ...shaadi k din apni wife k saath sex kaise shuru karna chahiye..
|
1)Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hai k jima k waqt mustahab hai k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab biwi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makrooh hain un main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumeraat k din k, 3. groob e aaftaab k waqt ka hona, 4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena, 5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main , 7. islami mahinay ki darmiani or aakri taarikh main jima kerna, 8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna, 9.berhana (naked) halat main jima kerna, 10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna, 11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 )
2)Hambistari ki dua: Mustahabb hai k hambistari say pehlay apna haath biwi ki peishani k baal (hair of forehead) par rakhay aur ye dua perhay: ﺍﻠﻠﻬﻢ ﻋﻠﻰ ﻛﺘﺎﺑﻙ ﺘﺰﻮﺠﺘﻬﺎ ﻮ ﻔﻰ ﺍﻤﺎﻨﺘﻙ ﺍﺨﺬﺘﻬﺎ ﻮ ﺑﻛﻠﻤﺎﺘﻙ ﺍﺴﺘﺤﻠﻠﺖ ﻔﺮﺠﻬﺎ ﻔﺎﻦ ﻘﻀﻴﺖ ﻠﻰ ﻔﻰ ﺮﺤﻤﻬﺎ ﺷﻴﺌﺎ ﻔﺎﺟﻌﻠﻪ ﻤﺴﻠﻤﺎ ﺴﻮﻴﺎ ﻮ ﻻﺘﺠﻌﻠﻪ ﺸﺮﻚ ﺍﻠﺸﻴﻄﺎﻦ (“Alla humma alaa kitaabeka tazwwajtoha, wa fee amanateka akhaztoha, wa bekalematekastahlalto farajaha, fa in qazayta lee fee rahmeha shyan fajalhoo musliman saweeyyan wa laa tajalahoo shirkashshaitan”) Tarjuma: “Yaa Allah main nay teri kitaab k mutabiq is say nikah kia or teri amanat mai is ko lia hai or teray kalimaat k zarie sai is ki sharam gaah ko halaal kia, pas agar tu nai is k raham mai meray lie koi cheez ka faisla kia hay to is ko musallam aur kaamil qarar dai aur is main shitan ki shrkat na qarar dai.” (Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3,maslah # 4)
Note : Hambistri knay ka tareeqa maloom krnay k lie aap kitab islam aur jinsiaat mai sai parh saktay hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Zina
User Info.
|
Ali - C.h_ali@yahoo.com - Milan - Italy
|
Question ID
|
16544
|
Question Date
|
Tuesday, September 18, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Main apni chachi sy sex karna chahta hun koi wazefa bata dain
|
Zina ko gunah e kabeera mai shumar kia gya hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # masla # 29) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Shadi biah
User Info.
|
ali hassan - ahk7214@gmail.com - jezan - Saudia arabia
|
Question ID
|
16549
|
Question Date
|
Tuesday, September 18, 2012
|
Mujtahid Name
|
Shia
|
Question
|
shadi ki pehli raat kya haq ha mard or aurat ka sunnat k hawaly sy
|
1)Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hai k jima k waqt mustahab hai k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab biwi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makrooh hain un main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumeraat k din k, 3. groob e aaftaab k waqt ka hona, 4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena, 5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main , 7. islami mahinay ki darmiani or aakri taarikh main jima kerna, 8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna, 9.berhana (naked) halat main jima kerna, 10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna, 11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 )
2)Hambistari ki dua: Mustahabb hai k hambistari say pehlay apna haath biwi ki peishani k baal (hair of forehead) par rakhay aur ye dua perhay: ﺍﻠﻠﻬﻢ ﻋﻠﻰ ﻛﺘﺎﺑﻙ ﺘﺰﻮﺠﺘﻬﺎ ﻮ ﻔﻰ ﺍﻤﺎﻨﺘﻙ ﺍﺨﺬﺘﻬﺎ ﻮ ﺑﻛﻠﻤﺎﺘﻙ ﺍﺴﺘﺤﻠﻠﺖ ﻔﺮﺠﻬﺎ ﻔﺎﻦ ﻘﻀﻴﺖ ﻠﻰ ﻔﻰ ﺮﺤﻤﻬﺎ ﺷﻴﺌﺎ ﻔﺎﺟﻌﻠﻪ ﻤﺴﻠﻤﺎ ﺴﻮﻴﺎ ﻮ ﻻﺘﺠﻌﻠﻪ ﺸﺮﻚ ﺍﻠﺸﻴﻄﺎﻦ (“Alla humma alaa kitaabeka tazwwajtoha, wa fee amanateka akhaztoha, wa bekalematekastahlalto farajaha, fa in qazayta lee fee rahmeha shyan fajalhoo musliman saweeyyan wa laa tajalahoo shirkashshaitan”) Tarjuma: “Yaa Allah main nay teri kitaab k mutabiq is say nikah kia or teri amanat mai is ko lia hai or teray kalimaat k zarie sai is ki sharam gaah ko halaal kia, pas agar tu nai is k raham mai meray lie koi cheez ka faisla kia hay to is ko musallam aur kaamil qarar dai aur is main shitan ki shrkat na qarar dai.” (Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3,maslah # 4)
Note : Hambistri knay ka tareeqa maloom krnay k lie aap kitab islam aur jinsiaat mai sai parh saktay hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Ahkam e nikah
User Info.
|
md yousuf ali - md.yusufali.mysp@gmail.com - new delhi - india
|
Question ID
|
16537
|
Question Date
|
Tuesday, September 18, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
kya souteli khala se nikah ho sakti hai
|
Agar souteli khala se muraad wo auraat hai jo aap ki maah ki bahn ho aur donoo k baap aur maa(waldain) same hon , ya baap same aur maa alag ho, ya maa same aur baap alag ho to in teenoo suratoo mai wo aap ki khala hai aur in se shadi karna haraam hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2349)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Ghusl
User Info.
|
zohaib haider - zohaibhaider11@yahoo.com - Lahore - Pakistan
|
Question ID
|
16539
|
Question Date
|
Tuesday, September 18, 2012
|
Mujtahid Name
|
Aaytulaha sastani
|
Question
|
Salam!mera sawal ye hai k gusal e janabat ka tareeqa bta dain plz tafseel sy bta dain?
|
Ghusl e Janabat 2 tareeqo sai anjam dia ja sakta hai. 1)tartebi 2)irtemasi.
1)Tertibi ghusal me ehtiyate lazim ki bi per ghusal ki niyat k baad phele pura sar o gardan aur baad me badan dhona zarori hai. 2) Agar koi shakhs badan ko sar se phele dho le to is k lye ghusl ka ieada (repeat) karna zarori nahe hai balke agar badan ko dobarah dho le to is ka ghusal sahe hai . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 360)
2)Irtemasi ghusl 2 tareeqo sai anjam dia ja sakta hai 1)dafei 2)tadregi.
1)Ghusl e irtemasi dafei mai zaroori hai k aik lamhay k lie pura badan pani mai ghar jae laikin ghusl krnay sai pehlay aik shakhs ka pani sai bahir hona zaroori nhi hai bal k agar badan ka kuch hissa pani sai bahir ho aur ghusl ki niyat sai pani mai gota lagae to kafi hai.
2)Ghusl e irtemasi tadregi mai zaroori hai k ghusl ki niyat sai urfi eitebar sai aik hi dafa mai badan ko pani mai dbo dai aur is ghusl mai zaroori hai badn ka pura hissa ghusl krnay sai pehlay pani sai bahir ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 59-370)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
9228
haiz
want to ask that i have a mensis period of 7 days my question is that can i have a sexual intercourse before i take bath on 7th day
Ans: Aurat k haiz sai pak ho janay k baad agar chahe is nai ghusl na kia ho is ka sohar is sai jima bhi kar sakta hai laikin ehtiyat e lazim hai k jima sharmgah dhonay k baad kia jae aur ehtiyat e mustahabb ye hai k is k ghusl krnay sai pehlay mard is sai jima na karay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 457)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
7087
Shaid biah
Assalam O Alaikum Agha sahab Please mujhy Sistani sahab ke koi aisi book bata dain jis mein Azdawaji zindgi or Mubashrat (intercourse) k ethics ke tafseeli maloomat ho. Or urdu translation mein net pr mil jaye ap ke bohat mehrbani ho ge please maire help krain ta k main mukrohat se bach sakon. Please mairy Question ka jawab jaldi de jiye
Ans: Is silsilay mai aap kitab islam aur jinsiat ki taraf roju kar saktay hain. Aur ye kitab ziaraat.com par rakhi gae hai. ya is link ko visit karain. http://www.ziyaraat.net/findbook.asp?Escritor=Dr.+Muhammad+Taqi+Ali+Abidi&Tema=All&orderby=titulo&idioma=All&submitGo=+Display+&srchwhat=All (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
11632
Shadi biah
Salam maulana sb. Mene phle b pucha tha bt apne jwb nhi dia. K kya apni biwi k anus maqam e pakhana me penis k alawa koi aur chiz jese candle, pencil ya koi plastic dildo enter kr skte h ? Plz jald az jald jwb dijiyega.
Ans : Sohar aur biwi apnay badan k kisi bhi hissay ko doosray k badan k kisi bhi hissay se cho sakhtay hein.laikin jism k hissay k alawa koe aur cheez sharamgaah main ehtiyaat ki bina per dakhil nahi ker saktay.or shohar ka bivi ki sharamgaah main ungli daal ker mani nikaalna jaiz hay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 406 pg # 236, email rcvd from A.Sistani(d.b)+ e-mail rcvd from A.Sistani d.b, dated: Jan 20, 2012) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
5375
Shadi biah
1-kya bivi k backside/anus me intercource kia jaskta he.
kya agar bivi pregnent hojae to kya phir bhi backside se intercource kia jaskta he?
Ans: 1) Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)
2) Mustahabb hai k jab biwi hamila ho to jima karnay sai pehlay wazoo kia jay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
16376
Shadi biah edit question
ma out county me aya ho mera swal he k kia apni bv ko pechy se kr sakty hen mtlb hip me dal skty hem (gand) me reply me
Ans : Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)
15831 , 33
Shadi biah question edt
salam sr plz help me.
kya muslaman mrd apni bvi ke gand my lun dal skta hy ?
Kya muslm ort ko apny shor ky lun pr chopa ligana jahyz hy ?
Kya mrd ort ke chot chat skta hy asa krna jahyz hy?
Sir reply me plz jldi .
Ans: 1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)
2)Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
15632
Shadi biah
Aoa, sir mara question ya ky agr husband apni wife ky sath back sex karay tu iz sy nikah toot jata ha? and sec question ya ky back sex kerny sy larki pregent ho sakti ha? plz mjay juldi sy juldi iz ka Koyi hal baatay...
Ans: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay. Aur is sai nikah batil nhi hota hai.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2335)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
14244
Shadi biah
kya biwi ko backside yani front ke hise main karne se bache to sahe aata hain us ko koi nuksan to nahi hota,or jab sharam gha biwi ke andar ho to baat kar sakte hain ,or oil ke sath karne se bache peDA HO to koi nuksan to nahio hota
Ans: 1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)
2)Jima k doran baat krna makrooh hai agar ye k Allah ka zikr kar sakta hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3, masla # 5)
3)Penis par oil k massag krnay k baray mai doctor sai roju karain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
send
|
User Info.
|
naina - n.naina@yahoo.com - karachi - pakistan
|
Question ID
|
16164
|
Question Date
|
Saturday, September 01, 2012
|
Mujtahid Name
|
muslim
|
Question
|
mre umar 26 sal hai mujhy koi nahe mla abhe tak plz mujy bataen kay koi naik rishta ajae jaldi
|
Answer
|
|
Topic
|
Add a New Topic
|
Aap apnay libaas par zafraan say surah e fattah ki pehli teen ayaat likhain sohar dar ho jain gi. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 282) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Send
Agar dil ilm k hosool mai na lagta ho to surah e alaq ki 1 ta 5 ayaat ko likh kar galay mai dal lain, mujrab hai. (Ref : Naway e Salaheen pg # 346)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
044
|
User Info.
|
irfan bashir - irfan_elt431@yahoo.com - lahore - pakistan
|
Question ID
|
14837
|
Question Date
|
Wednesday, July 25, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
ASLAM O ALYKUM.jnb muhtrm mera aik swal hy kia aik moulvi sb aik masjid maen jamat krwa chky hn to woh kisi dosri jaga jamat krwa skty hn k nhn.JAZAK ALLAH
|
1)Agar imam e jamat ya muqtadi(imam k pechay namaz parhnay wala) jamat k baad namaz parhnay k baad isi namaz ko dubara jamat k sath parhna chahae to agar’che is ka mustahabb hona sabit nahi lakin rija’an(is namaz ko matloob e Khuda honay ki umeed mai anjam dena) dobara parhnay ki koi mumaneat bhi nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1385 )
2)Aur agar namaz e eid hai to aik pesh imam ka doosri eid ki namaz parhana ehtiyat ki bina par jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 75). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # )
User Info.
|
Gaffar sahil - Abc@xyz.com - Banglor - Banglor
|
Question ID
|
15159
|
Question Date
|
Wednesday, August 01, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Kiya islam me pear mohobbat jaiz hai ya nahe
|
Do'stlaringiz bilan baham: |