Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet35/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   31   32   33   34   35   36   37   38   ...   91

Wilayat e faqee bhi aik fiqhi masla hai aur is me bhi muqalid apne mujtahid ki janib he ruju karay ga. Ayatullah Syed Ali Sistani d.b. k nazdeed aik jamia sharait mujtahid in tamaam umoor me wilayat rakhta hai jin per insaano ka ijtemaaye nizaam qaim hai. (Ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 2, ques # 7 pg # 22) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

User Info.

Kamran - ghs47gb@gmail.com - Faisalabad - Pakistan 

Question ID

14827 

Question Date

Tuesday, July 24, 2012 

Mujtahid Name

Non 

Question

Dear sir i receive a msg in urdu from a friend that in book of shia allama Baqir majalisi book name haya alzahor that mutta done with (naojobila) mother and sistar. Sir i think its wrong please clear it.

Matrimonial relation(daimi/mutaa) is haraam with women who are ones Mahram, for instance, mother, sister, daughter, paternal aunt, maternal aunt, niece (ones brothers or sisters daughter) and mother-in-law. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2349) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

User Info.

ali asghar - aliasghar@engineer.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

14703 

Question Date

Sunday, July 08, 2012 

Mujtahid Name

Ayatullah Sistani 

Question

Refering to answer of quesstion ID # 2947 "What do you mean by forbidden transaction?" 

Forbidden transaction mean haraam transactions or deals (in islam). (Ref : English Tauzeeh e ul masayl (Islamic laws) Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2063)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Send


User Info.

yusuf - md.yusufali.mysp@gmail.com - new delhi - india 

Question ID

13734 

Question Date

Thursday, March 08, 2012 

Mujtahid Name

muslim 

Question

kya souteli khala se shadi ho sakti hai 

Agar souteli khala se muraad wo auraat hai jo aap ki maah ki bahn ho aur donoo k baap aur maa(waldain) same hon , ya baap same aur maa alag ho, ya maa same aur baap alag ho to in teenoo suratoo mai wo aap ki khala hai aur in se shadi karna haraam hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2349)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

Khalid baloch burewala - Khalid.Baloch76@yahoo.Com - Burewala - Pakistan 

Question ID

13755 

Question Date

Thursday, March 08, 2012 

Mujtahid Name

Shadi kar loon kya 

Question

Molvi Sahib Mera Azzu Khaas Chota Or Patla Hai 3" Ka Hai Shadi Kar Loon Ya Koi Elaaj Btaye 

Nojawaan jab ghair mutabir afraad ki taraf ruju kertay hain tu wo onhain ghalat mashwara daite hain, maslan merdo main aam taur se yehi baat bayaan ki jati hay k merdo k aala e tanasul (penis) main 3 khososiyaat hona zarori hain: 1- Lamba or seedha ho. (Large & straight), 2- Mota ho. (thick), 3- Sakht ho. (hard). Or aam tabeeb (doctors) bhi yehi taleem merdo ko daite hain laikin jahaan tak uzo e tanasul (penis) ka chota ya lamba hone ka sawaal he, tu osay bas is qadar hona chahiay k Indaam e nihaani (yani sharam gaah) ko mutaharrik ker sakay or sub se ziyada hassaas(sensitive) sharam gaah ka baahar ka hissa hota he. Khaas taur per bazr (Clitoris) or os tak pohanchne k liay chota uzo bhi kafi hota he. Laihaza penis k chote berhe hone se koe faraq nahi perhta, albatta penis ka bohot hi ziyada bera hona takleef ka sabab hota he. Or penis k te,rha(crookedness) hone se bhi koe faraq nahi perhta Q k wo sharam gaah main jane k baad khud hi seedha ho jata he. Penis k mota or patla honay se bhi koe faraq nahi hota, Q k aurat ki sharam gaah k naram or lachak-daar raysho main phailne or sokarhne (Shrinkage) ki salahiyat hoti he. Or itna sakht hona zarori he k aurat ki sharam gaah main asaani k saath dakhil ho sake. Ghalat tabeeb ghalat raey day ker nujawaan nasal ko mayoos ker daite hain. {Laihaza aise tabeebo (doctors) se bacha jaay}.(Ref: Tehqeeqi islami encyclopedia,mu,allif doctor sibt e shabbar zaidi,wakeel e ayatollah muntazari, part#1, pg#110-111 ).

Arnica + Lycopodium + Olive.ye oil Penis k massage k liay behter hay laikin massasge bohot ehtiyaat se karain k kaheen mushtzani nah ker baithain. mushtzani(Handprctice) se bachain Q k hay harm hay or mushtzani kisi bhi sorat main jaiz nahi hay. (Ref http:/h/abchomeopathy.com/forum2.php/124370/ + http://sistani.org/index.php?p=616687&id=1213 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Send

User Info.

md wahid - mdwahid999@gmail.com - bihar - india 

Question ID

13729 

Question Date

Thursday, March 08, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Kisi female ko dekh ke muth marleta hun is aadat ko hatane ke liye kya karna padega  

1) Musht zani(hand-practice) haram hay.or taqwa e ilahi k zarye se is adat se nijaat hasil ki jay.or jin cheezo or maqamaat se jazbaat main tehreek(harkat) paida hoti hay un se door raha jay.or Allah e subhaan ka kasrat se zikr kia jay or shadi kerne main jaldi ki jay.or ye adat se bachne k liay ye sakht koshish ki jay or roza rakha jay q k roza burai say bachnay k liay dhal hay. (Ref: http://www.sistani.org/index.php?p=297396&id=262 ).

2) Ghuzishta amal k liay Allah say Sachay dil say tauba karain Parwardigaar ne quran me wadah kia he k wo tauba karney walon ki tauba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey.(Ref : sistani.org ques # 1 , toba).

3)Jo shaks shadi nah kerne ki wajah se haram kaam main mubtila hota ho os per wajib hay k shadi karay. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah # 2407). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

User Info.

Mansoor Ahmed - mansoorkhan46@yahoo.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

13756 

Question Date

Thursday, March 08, 2012 

Mujtahid Name

Sex 

Question

Assalam O Alaqum bhai jan mujha ap sa ya maloom karna ha ka main 5waqt ki namaz pharta hon with Tahajud per main apni Nafs per kabo nahi rakh pata or aksar Internet per agr koi larki ghalat bat karti ha tu ma bhi os sa Ghalat batan karna lagta hon kya ya main Zana karha hon oska sath? or iski mafi kesa mango mena kafi bar mangi ha mafi per phir yahi kam karna lagta hon Plz mujha ap ki madad ki bhot zarort ha  

1)Q k chatting ki wajah se fasaad ho raha hai is lie jaiz nahi he. Han agar baat cheet hidayat aur saleh kalam par mushtamil ho jab ke haram mein parnay ka kauf bhi na ho to koi haraj nahi. REF: A.Sistani, mujtahid se poochay gae sawalat, hisa 3, ques no: 139. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

2)Taqwa e ilahi k zarye se is adat se nijaat hasil ki jay.or jin cheezo or maqamaat se jazbaat main tehreek(harkat) paida hoti hay un se door raha jay. (Ref: http://www.sistani.org/index.php?p=297396&id=262 ).

3)Jo shaks shadi nah kerne ki wajah se haram kaam main mubtila hota ho os per wajib hay k shadi karay. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah # 2407). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

User Info.

Muhammad Abdullah - uranium2636@yahoo.com - Rawalpindi - Pakistan 

Question ID

13736 

Question Date

Thursday, March 08, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

maen aek no jawan larka hun par mujhe aurtun se koi dilchaspi ya raghbat nahe aur bari umar ke mardon se raghbat hae men buhat pareshan hun ap mujhe plz koi wazifa bataen takay men ghalat taraf raghib na ho jaun mujhe mayus mat ke jeay ga plz kuch amal ya wazefa bataen. 

1)Lawaat (iglaam) yani mard ka mard sai gaie fitri amal anjam dena, jaiz nhi hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 461 pg # 253)

2)Taqwa e ilahi k zarye se is adat se nijaat hasil ki jay.or jin cheezo or maqamaat se jazbaat main tehreek(harkat) paida hoti hay un se door raha jay.or Allah e subhaan ka kasrat se zikr kia jay or shadi kerne main jaldi ki jay.or ye adat se bachne k liay ye sakht koshish ki jay or roza rakha jay q k roza burai say bachnay k liay dhal hay. (Ref: http://www.sistani.org/index.php?p=297396&id=262 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)



User Info.

Tariq Ali - tariq_figar@yahoo.com - Lahore - pakistan 

Question ID

13735 

Question Date

Thursday, March 08, 2012 

Mujtahid Name

Immam abu hanifa 

Question

Sir salam: mara question ye hai k mard ki mani say paly jo liquid type pani nikalta hai kia us m pregrency sperum hoty hai our kia us k bad gusal farz ho jata hai our agar nahi hota to jab ham bivi say jimma karty hai our discharge nahi hoty to tab gusal keun farz ho jata hai islam ki rooh say is ki hikmat kia hai our jimma k bad gusal per bhe islam ki hikmat per rooshni dall dayThanks  

1)Wo ratoobat jo khabi kabar shewat ubhrnay par mard ki sharamgah sai kharij hoti hai osi mazi kehtay hain aur wo paak hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 70)

2) Do cheezo say insaan junub(halat e janabat) hojata hay. i) jima(intercourse) or ii) mani(semen) k kharij(nikalnay say) honay say,chahay mani(semen) neend ki halat main niklay ya jaagtay main,kam ho ya ziyadah,shehwat(lazzat) k saath niklay ya baghair shehwat(lazzat) k or iska nikalna ikhtiyaar main ho ya nahi.



3) Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri abadat k lie wajib hota he. Lakin namaz e miyat , sijda e sahv , sijda e sukhar aur quran majeed k wajib sajdoon k lie ghusl e janabat zurari nahi he. (Ref: sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#344 , 356)

User Info.

zara - zarakhan2200@yahoo.com - islamabad - pakistan 

Question ID

16423 

Question Date

Wednesday, September 12, 2012 

Mujtahid Name

.... 

Question

shohar k sath hmbistari karny k bad kitni dyr tak gosal karna jaiz hai ya kitni dyr tak gusal k bina rah sakty han 

Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri abadat k lie wajib hota hai. Lakin namaz e miyat , sijda e sahv , sijda e sukhar aur quran majeed k wajib sajdoon k lie ghusl e janabat zurari nahi he. (Ref: sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 356)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).


User Info.

Ali - amjadak73@yahoo.com - London - United Kingdom 

Question ID

16418 

Question Date

Wednesday, September 12, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

does we need to do wadoo for hearing the quran majeed from media or on mobile phone from Youtube do I have to be in Wadoo or without wadoo I an hear the tilawat and translation  

Wazoo is Mustahabb for For reading, writing, or touching the margin or border of the holy Qur'an, or for keeping it with oneself and for haering it is Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Mustahabb to do wazoo. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 321) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

Junaid - jphot113@gmail.com - Maharastra - India 

Question ID

13748 

Question Date

Thursday, March 08, 2012 

Mujtahid Name

Sunni 

Question

1)Mere real Chacha ki nawasi jo ek rishte se meri "bhaji" hoti hai kya us se nikah jayez hai? 2)Aur Kis Kis se nikah nahi kiya ja sakta detail mein .? please reply fast mere rishte ki baat ho rahi hai ...  

Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.

1)Chacha ki nawasi sai aap ka nikah jaiz hai.

2)On aurtoon k saath jo insan ki mehram hoon nikah haram hay. maslan maan, behen, baiti, phophi, khala, bhatiji, bhanji, saas. etc (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2349)

User Info.

nihalkhan - nihalkhan57@GMAIL.COM - sidhi - india 

Question ID

13781 

Question Date

Friday, March 09, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

jab insan ke upar saitan habi ho jaye to kya karna chahiye ayr kya padhna chahiye... agar phir bhi cantrol nahi ho raha hai to kya karna chahiye... 

1)Taqwa ikhtiar kijea. aur Ghunahoo sai perhaiz karna taqwa hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 220). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

2)Hazrat Imam Ali Raza a.s. sai marwi riwayat k mutabiq zawal k waqt 150 martaba “Ya Quddoos ” ka wird dil ko noorani kar deta hai aur osay shatani waswasoo sai aman mil jati hai. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 20) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)



User Info.

Rizwan - rizwan.mirza@in.ibm.com - Kanpur - India 

Question ID

14666 

Question Date

Friday, June 29, 2012 

Mujtahid Name

Talaq 

Question

Bhai Saheb, Maine bahut gusse me aa ker apni biwi ko apne bhai ke samne phone me sirf ek baar talak deya kaha hai, bahut meharbani hogi ager aap ye batane ki zahemat karege ke kya hamara talaq ho gaya...ager nahi to kaise nahi huwa...please detail me mughe bataiye...

Aap ko di gae talaq batil thi or ap ka nikah baaqi hay.Q k 1- Talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

User Info.

Amer - Sdameer786@gmail.com - Parbhani - India 

Question ID

14670 

Question Date

Sunday, July 01, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Agar koi ladki mere sath janabat ke liye raji ho to kya mai kar sakta hun 

Jee nahi, Zina karna gunah e azeem hay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhaajus saliheen,part# maslah #29 )

User Info.

md wahid - Mdwahid999@gmail.com - arha,jamui-bihar - india 

Question ID

13728 

Question Date

Thursday, March 08, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Mai bahut muth marta hoon aur mai is aadat ko hatana chahta hun par hat nahin pa raha  


Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   31   32   33   34   35   36   37   38   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2025
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish