Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet90/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   83   84   85   86   87   88   89   90   91

(ref tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b pg no 121)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



User Info.

Gulzar Ahmad - gulzar.ahmad6@gmail.com - Kolkata - India 

Question ID

35164 

Question Date

Saturday, February 02, 2013 

Mujtahid Name

Hanafi 

Question

Namaz-e-shab ke baare mein tafsil se jan na chahta hoon. 

Namaz e tahajjud 11 rak’aat hay.8 rak’aat naaflah e shab ki niyat say 2, 2 rakat ker k perhi jay. 2 rak’at namaz e shafa ki niyat say or 1 rak’at namaz e witr ki niyat say perhni chahiay. Namaz e tahajjud ka waqt awwal e shab say subah ki azaan tak baaqi rehta hay or behtar ye hay k subah ki azaan k qareeb perhi jaay.namaz e shafa main zarori hay k agar qunoot perha jaay tu rija e matlobiyat(hope of acceptance) ki niyat say perha jaay.or namaz witr main bhi bawajood is k keh aik rak’at ki hoti hay,ruku say pehlay qunoot perhna mustahab hay.namaz e shab ka mukammal tariqah dua ki books main maujood hay (Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 753, 761,1104). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  




 

Khula


User Info.

zahida perveen - zahidam85@yahoo.com - - germany 

Question ID

15136 

Question Date

Wednesday, August 01, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

ager shohar galigloch karta ho sakhat mazaj ho uss kimojudgi se aurat ko tention hoti ho nafrat b karti ho saxualy satisfied na hoti ho bachun ke salook b bura ho to aurat khula le to gunnagar to nahin ho gi  

Talaq khula : Jab aurat apnay shohar ki taraf maa’il na ho(ya os ko pasand na kerti ho) or apna meher ya koe raqam apnay shohar ko is liay day takeh woo os ko talaq e khula day, aisai talaq ko talaq e khula kehtay hain talaq e khula main baat laazmi hay k zoja apnay shohar say itni nafrat kerti ho k hoqooq e zojiyat(maslan hambistari) ada nah kernay ki dhamki day. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2492). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Ghusl ahkam



User Info.

aadil - kpalan@yahoo.in - kutch - india 

Question ID

15120 

Question Date

Wednesday, August 01, 2012 

Mujtahid Name

sistani saheb 

Question

gushl tartibi me agar sar aur gardan se pehle sharmgah ko dhoya jay to gushl sahi he ya batil 

1)Tertibi ghusal me ehtiyate lazim ki bi per ghusal ki niyat k baad phele pura sar o gardan aur baad me badan dhona zarori hai.

2) Agar koi shakhs badan ko sar se phele dho le to is k lye ghusl ka ieada (repeat) karna zarori nahe hai balke agar badan ko dobarah dho le to is ka ghusal sahe hai . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 360) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Rozay k ahkam

User Info.

Muhammad Fazeel - Malikfazeel58@yahoo.com - Lodhran - Pakistan 

Question ID

15134 

Question Date

Wednesday, August 01, 2012 

Mujtahid Name

Suni 

Question

Sir me ny roza rkha aur fjr k namaz k bad so gya subha jb utha to ethlam a gya tha. kya me us wqt gusal kr skta hn ya kse aur wqt? 

Agar kise roze daar ko din me ehtelam hojaay to is per foran ghusal karna wajib nahe .(yane din me jab chai ghusal kar le. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1605 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Makroohat e roza



User Info.

Mirza - farhanmirza786@hotmail.com - Karachi - Pakistan  

Question ID

15126 

Question Date

Wednesday, August 01, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

rozy ki halat me kis karna kesa hy (BV , Mother & Child)  

Roze ki halat me makroo hai k mani nikalne k irade k beghair insaan apne biwi ka bosa(kiss) le. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1629 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Jamat k ahkam



User Info.

fawadmehfooz - fawadmehfooz77@gmail.com - rwp - pakistan 

Question ID

15124 

Question Date

Wednesday, August 01, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kya nabena molvi ky pechy nemaz hote ha ager ni hote to kis waja sy aur molvi na alem ho aur na hafiz 

Agar in me imam jamat ki sharait mujood hai to in k peche namaz perhe jasakte hai. Imam e jamat ki shriat ye hain. 1)Balig ho 2)aaqil ho 3)shia isna ashri ho 4)aadil ho 5)halal zada ho 6)namaz sahi parh sakta ho.(ref tauze ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla #1434 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Akham rozay



User Info.

Quart - Ad.anmughal@gmail.com - Abu dhabi - UAE 

Question ID

15123 

Question Date

Wednesday, August 01, 2012 

Mujtahid Name

Hanfi 

Question

Rozay Mai bhool k dawai Mila pani p na 

Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.

Agar roze dar galte se kohe chease khale ya pi le to is ka raza batil nahe hota . (ref tauze ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla #1556 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

quran

User Info.

SAYED WAQAR HUSSAIN - SAYED.HUSSAIN09@GMAIL.COM - KANPUR - INDIA 

Question ID

15119 

Question Date

Wednesday, August 01, 2012 

Mujtahid Name

AYATULLAH SAYYED ALI SISTANI SB. 

Question

786 MASJIDE ZARER KOUN SI MASJID HY ? AUR QURAN ME KIS SURA AUR AYAT ME ISKA ZIKR HY ? 

1)Masjid e zerar ka tazkira Surah tuba surah #9 para #11 ayat #107 mai hua hai.

2)Ya masjid zerar(musalmano ko nuqsan pouchne k lye) musjid quba k qareeb munafiqeen k qile k tore per temeer hoi thi aur loqo ne pegambar e islam (s.w.a) se is ka ifteta karana chaha tha to qudrat ne is k inhedam(barbad) karne ka hukam diya . wazeh rahay k masjid e zerar ka jala dena aur kura ghar bana dena masjid k ehtram k manafi nahi hai bal k is baat ka elan hai k ye emarat masjid nahi hai aur har masjid ki shakal ka nam masjid ho skhta hai. (ref.allama zeeshan haider jawadi k quran ka tarjuma pg# 440, Surah tuba #9 para #11 ayat #107 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)





User Info.

khaled - loveswat1@hotmail.com - riyadh - k.s.a 

Question ID

15153 

Question Date

Wednesday, August 01, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kya ramadan me apne bewi ke saath intercourse karna jaiz hai . Or agar koi karta hai to kitna gunah hai . 

1)Mubasharat (intercourse)roze ko batil kar de te hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla #1553) )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

2)Jaan bouch kar roza torne k kaffara aik mahena aik din musalsal roze rakhna ya 60 sherhefaqeero ko pait bar kar khana khelana ya har faer ko 750 gram gandum , roti wagira de. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1632,1633) (Khuda ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

3)Ramzan ki ratoo mai jima karna jaiz hai lakin Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main biwi sai jima karna mustahabb hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

User Info.

Hussain Raza - shra.1992@yahoo.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

14683 

Question Date

Tuesday, July 03, 2012 

Mujtahid Name

Sistani sahab 

Question

shadi ka istekhara maa k naam se kya jata hy ya baap k naam se???? 

Istekhara karney ka tareeqa : Tasbeeh ko haat me le kar teen dafa darood parhey aur aik muth’thi tasbeeh k daano ki haath me lain aur phir do do shumaar karta jain agar akhir me aik daana baaqi bachay to is kaam ko karain aur agar do daa’nain bachein to is kaam ko na karain. (ref:sistani(d.b),website address, http://www.sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=47&sid=0&eid=0&page=2) Note : Istekhara karnay k lie kisi ka naam lenay ki zaroorat nahi hoti hai.

User Info.

raazia - raazia.hasan@gmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

14672 

Question Date

Sunday, July 01, 2012 

Mujtahid Name

shia 

Question

kia ghusal say phela normal bath lena theek hai?ya ghusal k lea jism ka dry hona zaruri hai?..kia eyebrow bnwana and hatho k hair remove krna theek hai? plx reply zarur krega 

1) Ghele badan per ghusl karna jaiz hai.( yane jism ka dry hona zaroori nahe hai)(ref. deen k ahkaam pg no:51 ques #169)

2)Mardoo aur auratoo k lye eyebrow banwana jaiz hai.(ref. deen k ahkaam pg no:242 ques #760



)

User Info.

sanaibrar - sana_khan5375@yahoo.com - lahore - pakistan 

Question ID

13754 

Question Date

Thursday, March 08, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

sallam mari shadi ko 2 saal hony waly hn likn mari aluad nai hn ma na doctor sa b check karwaya koi faida nai howa aap plz mjy koi wazeefa batye k mari alud ho jay aap ki bri maherbani ho gi thankx  

Hamila honay k lie rehan k 7 pattoo (leaves) par surah mominoon surah # 23 ki ayat # 14 ko likhain aur aik aik kar k 7 martaba kha lain is terha 7 din karain inshallah hamal qaim ho ga. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 188) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

User Info.

Muzahir Abbas - khanjunny@yahooc.om - Hangu - Pakistan 

Question ID

17063 

Question Date

Tuesday, October 09, 2012 

Mujtahid Name

Sistani 

Question

Please poochi gai sawal ke mutabiq jawab din, Shukriya. Sawal ye hai kih kya Gai ya bhens ki qurbani ke aik hisse (jo kih aik momin aur us ki ahlekhana ka hota hai, aur 3 hisse kerke masakeen aur rishtadaron min taqseem kerna hota hai) min 2 ya 3 momin shamil ho sakti hain? 

1)Baqra eid ki Mustahabb qurbani main jaiz hay k insaan khud apni taraf say or apnay ghar walo(family members) ki taraf say 1 jaanwar ko qurbaan karay, isi terah qurbani main ka’e aafraad(many persons) ki shirkat jaiz hay.







2)Qurbani k teen hissay kia jain aik hissa apnay lie, doosra hissa baqi muslmanoo k lie aur afzal ye hai k teesra hissa gareeb muslmanooko sadqay mai dia jae. (Ref:Sistani(d.b),Manasik e haj wa mulhaqaatiha 1431 hashiyah#27, sawal#4). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

User Info.

Shams Zaheer - humdumbhai@yahoo.com - sialkot - pakistan 

Question ID

17049 

Question Date

Tuesday, October 09, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

aslamo alikum mera sawal ye hai k kia hum fajar ki namaz ki sunat ko faraz raqaat k bad parh sakty hain k nai. 

Fajar ki nafal(sunnat) namaz e fajar sai pehlay perhi jati hai laikin agar koi shakhs subah ki nafal mashriq ki surkhi zahir honay tk na parhay to is surat mai behtr ye hai k pehlay subah ki namaz parhay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 760)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

maqsood - - isfhan - iran 

Question ID

14702 

Question Date

Sunday, July 08, 2012 

Mujtahid Name

shadi 

Question

muje bivi kehti hai k ghar a jao per perents kehtey hein k kaam karo,meri shadi ko 6 mahene ho gaye hain sirf 2 mahene ghar raha hoon.kaya karon? 

1) Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi karsakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kartay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho. Laikin is se nikah nahi batil nahi hota.

2)Aur jab bhi waldain ki taraf sai koi hokum ya roktok mohabbat ki wajah sai ho aur is ki mukhalifat sai inhain aziat hoti ho to aulad k lie un ki mukhalifat karna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2382, 1387 ) Note : aap k parents ki baat manna aap k lie sirf os waqt wajib hai jab un ka hokum mohabbat ki wajah say ho aur jis ki mukhalifat sai un ko aziat ho aur mohabbat ka takaza ye hai k parents aap ko apnay sai qareeb rakhain jab k aap ka parents aap ko apnay sai door bejh rahain hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

1)Zanjeer ka matam karnay mein behtar hai ke mahol (society) aur mutaarif tareeqay kay mutabiq azadari ki jay. (REF: www.sistani.org , farsi , shaair-e-deeni , Q 11.)

2)jab bhi waldain ki taraf sai koi hokum ya roktok mohabbat ki wajah sai ho aur is ki mukhalifat sai inhain aziat hoti ho to aulad k lie un ki mukhalifat karna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1387 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



User Info.

m.nouman - simpledude_mna1@yahoo.com - lahore - pakistan 

Question ID

14695 

Question Date

Friday, July 06, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

AOA,mera sawal ye he k Rasoolon,Ambia,or Nabion men kia farq he? 

Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   83   84   85   86   87   88   89   90   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish