Baz mufassireen nai is waqea ko zikr kia hai Rasool s.a.w.w. nai jihad mai jatay waqt hazrat Aisha ko sath lia, is k bad jab maidan fateh kr k wapis aye to rastay mai aik jagha qayam kia aur hazrat Aisha raf’e hajat k lie gae to is doran qafla rawana ho gya aur wo wahi reh gae, thori dair bad safwan bin motel aya aur is nai hazrat Aisha ko akila dekha to apnai sawari par bitha lia aur khud paidal chlnay laga, laikin abdulah bin abi jaisay munafiqeen nai ye propaganda shuru kr dia k safwan nai hazrat Aisha k sath taluqaat qaim kiay hai aur in ka kirdar maskook ho gya is wajah sai khuda nai surah e noor surah # 24 ki ayat # 11,12 aur 13 mai in ki safai di. (Ref : Anwar e Quran Allama Zeeshan Haider Jawadi pg # 735)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
toba
ser Info.
|
imran - iali@yahoo.com - nagpur - india
|
Question ID
|
34579
|
Question Date
|
Wednesday, January 30, 2013
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
me ne 5 saal tak mani girai hai mai tauba karne ke bad kya mai quran hifaz karne lago to kya khoda ki ata se mujhe quran jalad yaad ho jayega ya nahi suna hai ke mani girane se dimag kamzoor ho jata hai
|
1)Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba)
2)Ayatul kursi ka rozana 21 martaba parhna quwat e hafiza barhanay aur qurani surah ko yad krnay k lie intehai mujarab hai. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 50) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
Sohar aur biwi
User Info.
|
sohail khan - kingcobra311@gmail.com - rwp - pakistan
|
Question ID
|
34368
|
Question Date
|
Tuesday, January 29, 2013
|
Mujtahid Name
|
istimna
|
Question
|
Mani ko ziada krny k leye koi wazifa ya koi khanay ki cheez btayen?me boht kmzoor ho gia hun?rply fast plzzzzz
|
1)Imam a.s. farmatay hein k jis ka nutfa kam ho ya kamzoor ho os k chahaea k sab se pehlay khuda ki bargah me istegfar karay aur is k bad anday(egg) aur piaz kasrat se khaien. (ref : kitab tib e islam pg # 54)
2)Homoeopathic Medicine damiana pentarkan drops(Made in Germany Dr. willmar schwabe karlsruhe) subah, dopeher, raat 10 qatray aik ghoont pani main daal ker istemaal karain insha allah jald hi tamaam jinsi bimariyan khatam ho jay gi. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Ok
Janabat
User Info.
|
alam - rajarani@gmail.com - dhanbad - india
|
Question ID
|
34414
|
Question Date
|
Tuesday, January 29, 2013
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
agar pakhana kartea waqat peashab kea rastea sea mani nikal jayea tu insan napak ho jata hai ya nahi
|
1)Agar yaqeen ho k mani hai to ghusl e janabat namaz wagira k lie wajib ho jae ga.
2)Wo ratubat jo baz awqat peshab k bad niklti hai agar peshab os sai mila hua na ho to pak hai aur ghusl bhi wajib nahi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344-70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
User Info.
|
Nadeem - nmohammadkamil@gmail.com - jalgaon - india
|
Question ID
|
33554
|
Question Date
|
Thursday, January 24, 2013
|
Mujtahid Name
|
sunni
|
Question
|
Sir mera question ye hai k aurat par gusal kab waajib hota he?zara detail me jawab de.
|
Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.
1)Aurat k sath jo makhsoos ghusl hain wo 3 hain, in mai sai 1: ghusl e haiz 2:ghusl e istehaza aur 3: ghusl e nifas hai. is k alawa jo ghusl mard aur aurat donoo mai common hai wo 4 ghusl hain, jin mai sai 1:ghusl e janabat 2: ghusl e mas e miyyat 3:ghusl e miyyat 4:wo ghusl jo nazr ya qasam wagira ki wajah sai wajib ho jae.
Ghusl e Haiz : Aurat k wo har mahinay khoon ata hai jab wo band ho jae to aurat par wajib hai k namaz aur doosri abadat k lie ghusl krna wajib hai.
Ghusl e Istehaza : is mai bhi aurat par ghusl krna wajib hai.
Ghusl e nifas : Nifas yani bachay ka pehla juz maa k pait sai bahir aanay k waqt sai 10 din tk jo khoon aye wo khoon nifas hai. is k bad ghusl wajib hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344-510)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
Edit janabat
User Info.
|
Rizwan - rizwanghafoor94@yahoo.com - Mansehra - Pakistan
|
Question ID
|
33575
|
Question Date
|
Thursday, January 24, 2013
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Sir meri peshab ma mani ky qtry aaty hen
|
Wo ratubat jo baz awqat peshab k bad niklti hai agar peshab os sai mila hua na ho to pak hai aur ghusl bhi wajib nahi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344-70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
Janabat
User Info.
|
bilal - bilalmukherjee@yahoo.com - pakistan - bilalmukherjee@yahoo.com
|
Question ID
|
33442
|
Question Date
|
Sunday, January 20, 2013
|
Mujtahid Name
|
mangloor
|
Question
|
sir g muje bht ziyda jarjahan hota hai har waqt mani k katary atey hain mein bht kamzor b ho kia karo
|
Wo ratubat jo khabi khabi shehwat ubhrnay par mard ki penis sai kharij hoti hai osay mazi kehtay hain, agar peshab us se mila hua na ho to pak hai. aur is halat mai namaz aur doosri ibadaat kar saktay hain.(Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla # 70) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
janabat
User Info.
|
Mohammed - adnanjed527@gmail.com - Hyderabad - India
|
Question ID
|
33413
|
Question Date
|
Saturday, January 19, 2013
|
Mujtahid Name
|
Muslim
|
Question
|
Salamalaikum...mera sawal ye hai ke agar badan pe najasat(mani) lag jaaye...aur use paani se saaf karne ke baad wuzu karenge to namaz ada hojayegi ya ghusl karna zaroori hai.
|
Mani niklnay k bad namaz aur is jaisi doosri ibadatoo ko anjam denay k lie ghusl e janabat wajib ho jata hai. lehaza agar mujnib(mani niklna) honay k bad koi bhi wajib ibadat ka waqt phonch jae to ghusl krna wajib ho jae ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 356)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
istebra
User Info.
|
samar - samarrzakhan@live.com - allahabad - india
|
Question ID
|
32565
|
Question Date
|
Wednesday, December 19, 2012
|
Mujtahid Name
|
mani
|
Question
|
kya kisi ko istenja karne ke baad peshab ka katra kharij ho jay to use gusl karna zarori ho jata hai ki nhi
|
Istebra aik mustahab amal hay jo mard hazrat peshab k bad is wajah say anjam daitay hain ta k ye itminan ho jae k peshab ki naali may peshab baki nahi raha. Is ka tareeqa ye hay k peshab say farigh honay k baad ultay haath(left hand) ki darmiyaani ungli (middle finger) ha us ko pakhanay k maqam say peshab ki naali ki jerh tak soontain(wipe) aur is k baad angothay ko peshaab ki naali k oper or aur angutay k sath wali ungli ko peshab ki naali k neechay rakhain or daba kar khatna k maqam tak le aaen phir 3 dafa jatkein. 3)Agar kisi nay istebra na kia ho aur peshab karnay k bad kafi waqt ghuzr janay ki wajah say osay itminan ho k peshab nail may baqi nahi reha tha aur is doran ratoobat kharij ho aur osay shak ho k pak hay ya nahi to wo ratoobat pak hogi aur os say wazoo bhi batil nahi ho ga. (Ref : Tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla # 69-73, 787) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Ok
User Info.
|
Ahmed - Ahmedraza3207@gmail.com - Karachi - Pakistan
|
Question ID
|
32309
|
Question Date
|
Friday, December 07, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Agar pishap karne k baad mani kharij hoti ho to ye kis waja se hota hai or is problem ko kese thek kia ja sakta hain?
|
Mani ko pechan’nay ki 3 alamat hain 1:shehwat k sath niklay yani os k niklnay k waqt shehwat mehsos ho, 2: is k niklnay k bad badan sust ho jae, 3: uchal kar nikli ho. Agar is terah niklay to wo mani ka hokum rakhti hai yani namaz aur doosri abadat k lie ghusl e janabat krna zaroori ho ga. is k alawa Wo ratubat jo baz awqat peshab k bad niklti hai agar peshab os sai mila hua na ho to pak hai aur ghusl bhi wajib nahi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344-45, 70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
General
User Info.
|
Haider Jee - princehaidershah@ymail.com - Islamabad - Pakistan
|
Question ID
|
24149
|
Question Date
|
Tuesday, November 06, 2012
|
Mujtahid Name
|
all
|
Question
|
Deen k lafzi mani kya he
|
Deen k lafzi meaning bohat saray hain takreeban 19 meaning hain jis mai sai 1: Mazhab, Aqida har wo tareeqa jis k zarie khuda ki abadat ki jae. 2:millat 3: islam 4: teen batoo ka majmoa hai 1)dil sai aetiqad 2)zaban sai iqrar 3)arkan par apnay aza o jawarah sai amal. Is majmoae ka nam deen hai. (Ref : Qamoos ul waheed pg # 561)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
Janabat
ser Info.
|
abid - faisal.saud91@yahoo.com - karachi - pakistan
|
Question ID
|
21868
|
Question Date
|
Tuesday, October 30, 2012
|
Mujtahid Name
|
sunny
|
Question
|
kya ham sex k bad khana kha skty hain bina nhaye?sehri ki bat ni wesy normal khana,,,sex ya mani niklny k bad kha skty han bina nhaye?ya yh bi ibadat men ata hai.plz guide me
|
Mujnib (jis shakhs par ghusl e janabat wajib ho gya ho) k lie khana aur pina makrooh hai laikin agar hath moo dho lai aur kulli kar lai to makrooh nahi hai aur agar sirf hath bhi dho lai to karahat kam ho jati hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 355)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
Shadi biah
User Info.
|
hina rauf - hinarauf60@yahoo.com - swabi - pakistan
|
Question ID
|
21895
|
Question Date
|
Tuesday, October 30, 2012
|
Mujtahid Name
|
sunni
|
Question
|
is it harram or gunah to do viginal sex with wife from back side
|
Anal intercourse with the wife if she is not agreed with this act it is forbidden obligatory precaution. And if she is agreed with this act it is highly abominable(makrooh). (ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
Ahkam e naikh
User Info.
|
Ali akbar - Zubairamin97@yahoo.com - Chiniot - Pakistan
|
Question ID
|
20090
|
Question Date
|
Wednesday, October 24, 2012
|
Mujtahid Name
|
Bhai
|
Question
|
Ek larki hai jo mujhe bhai kheti hai chahe dil se ya maa baap ke dar se lekin mujhe us larki se pyar hai tu meri us se shahdi jaz hai egr hai tu mein us ke sath jismani taluqat qaim kar sakta ho keya?
|
Ye aurat aap k lie na mehram hai is lie aap is aurat sai nikah kar saktay hain. Albetta jins e mukhalif se dosti kerna aur baat cheet karna jaiz nhi q k gunah me mubtila hone ka khof majood he. ( kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
wazoo
User Info.
|
beigh - parvezbeigh@yahoo.co.in - srinager - india
|
Question ID
|
38627
|
Question Date
|
Friday, February 22, 2013
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
masjid may bina wazu anai jayaz hai.
|
Baz fuqha nai farmaya hai k masjid mai janay k lie wazoo krna mustahab hai. laikin Ayatullah Sistani(d.b) k nazdeek is mai wazoo ka mustahab hona sabit nahi hai. albetta agar koi shakhs mustahab honay k ehtimal k sath wazoo karay to wazoo sahi hai aur is wazoo k sath har wo kam kar sakta hai jo ba-wazoo ho kar karna zaroori hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 59)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
User Info.
|
erfan - www.immechanic02@gmail.com - -
|
Question ID
|
37763
|
Question Date
|
Friday, February 15, 2013
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
what is namaz?
|
Namaz is the best among all acts of worship. If it is accepted by the Almighty Allah, other acts of worship are also accepted. And, if prayers are not accepted, other acts are also not accepted.
Offering of prayers five times during day and night purifies us of sins in the same manner as bathing five times during day and night makes our body clean of all filth and dirt.
It is befitting that one should offer prayers punctually. A person who considers prayers to be something ordinary and unimportant is just like one who does not offer prayers at all. The holy Prophet has said that a person who does not attach any importance to prayers and considers it to be something insignificant deserves chastisement in the hereafter.
Once, while the holy Prophet was present in the Mosque (i.e. Masjidun Nabi), a man entered and began offering prayers but did not perform the Ruku and Sajdah properly. The holy Prophet said: "If this man dies and his prayers continue to be this way, he will not depart on my religion". Hence, one should not offer ones prayers hurriedly. While offering prayers one should remember Allah constantly and should offer the prayers humbly and with all solemnity. One should keep in mind the Greatness of Almighty Allah with whom one communes while offering prayers and should consider oneself to be very humble and insignificant before His Grandeur and Glory.
And if a person keeps himself absorbed in these thoughts while performing prayers he becomes unmindful and oblivious to himself, just as when an arrow was pulled out of the foot of the Commander of the Faithful, Imam Ali (peace be on him) while he was offering prayers but he did not become aware of it.
Furthermore, one who performs prayers should be repentant and should refrain from all sins and especially those which are an impediment in the way of acceptance of ones prayers (e.g. jealousy, pride, backbiting, eating haraam things, drinking intoxicating beverages, non-payment of Khums and Zakat). In fact, he should refrain from all sins.
Similarly, he should avoid acts which diminish the reward for prayers like praying when one is drowsy or restless because of an urge to urinate, and while offering prayers he should not look up towards the sky. On the other hand, one should perform such acts which increase the reward like wearing an Aqiq, wearing clean clothes, combing the hair, brushing the teeth and using perfume. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, pg # 121-22)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Do'stlaringiz bilan baham: |