Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet8/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   4   5   6   7   8   9   10   11   ...   91

Agar baat cheet lazzat aur haram mai mubtila honay k khof k bagair ho to koi haraj nahi. (Ref : Nigah aur libas pg # 59-60, ques # 84)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Ghusl k ahkam



User Info.

USMAN - WAITING.EYES717@YAHOO.COM - GUJRAT - PAKISTAN 

Question ID

16446 

Question Date

Friday, September 14, 2012 

Mujtahid Name

MUSLIM 

Question

SAWAL YEH HA K TALAM HONY K BAD GUSAL KR K JAB HUM BAHER ATY HAI AOR KHATY PITY HAI PHR HUM KO LAGTA HA K KAN TO KHUSHAK REH GY JB HUM PHR GUSAL K LIAY JAIN GY PHR TO NIJASAT WALI JAGA NAI DHOIN GY NA BS WAZU KR K GUSAL KR LAIN GY NA KUW K NIJASAT TO LAGI NAI PHR???????????? 

Agar kisi ko ghusl k baad pta chalay k sar aur garden dhonay sai rah gae hai to ehtiyat e wajib ki bina par zaroori hai k itni miqdar dhonay k baad dubara badn ko dhoay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 364)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Namaz e juma



User Info.

Shams Uddin - shams.cpecc@gmail.com - Basra - Iraq 

Question ID

16447 

Question Date

Friday, September 14, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Mera sawal yeh hai ka main is waqt basra iraq main hoon aur yaha juma ki namaz ka koi immam nahi hi hai aur kia aisa shakh namaz parha sakta hai ju hafiz Quran ho aur uski darhi na ho aur wo aik larki k piyar main hoo kia us shakh ki immamat main namaz hogi please i am waiting to your answer

Agar in me imam jamat ki sharait mujood hai to in k peche namaz perhe jasakte hai. Imam e jamat ki shriat ye hain. 1)Balig ho 2)aaqil ho 3)shia isna ashri ho 4)aadil ho 5)halal zada ho 6)namaz sahi parh sakta ho. Aadil honay ka matlab hai k insan wajibat ko anjam deta ho aur haram kamoo ko trk krta ho. (Ref : Tauzeeh ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1434)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

ok


User Info.

Muhammad Shahid - ziaplastics@gmail.om - Multan - pakistan 

Question ID

16425 

Question Date

Wednesday, September 12, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Assalamo alaikum janab namaz main bar bar hathon ko hilana ya kharish karnay kay baray main kia hum hay 

Hathoo sai khailna aur har wo kaam krna jo namaz ka khoshu o khozu khatm kar day namaz mai makrooh hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1144)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

Abdullah - abmams@ymail.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

16403 

Question Date

Tuesday, September 11, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Asalam-o-alaykum!! Sir, kiya jhoot bolnay se wazu toot jata hai??? 

Jhoot bolna kabeera gunahoo mai sai hai laikin is sai wazoo batil nahi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 322)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

ateequrrehman - ateeqjaan99@yahoon.com - nowshera - pakistan 

Question ID

15370 

Question Date

Tuesday, August 07, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kia ramzan ma hajamat(shaving) karna jaiz ha 




(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok


Roza

Question ID

15374 

Question Date

Tuesday, August 07, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

asslamualekum,, sir aap mujhe ye batayen ke agar koi raat ko musterbate kare or subeh uth kar naha le to kya uska roza jayez hoga...yaa agar musterbate karne se roza nahi hoga 




1)Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253)

2)Agar Junub shakhs ramzan me jan booj kar azan e subah tak ghusl na karay ya jis shakhs ka fariza tayammum ho wo jan booj kar tayammum nah karay to zarori he k us din ka roza pura karay aur phir aik din aur roza rakhey aur q k ye tay nahi he k ye dosra roza qaza he ya saza , lehaza ramzan k is din ka roza bhi ma,fiz zimma ki niyat se rakhe aur ramzan k bad bhi jis din roza rakhe is me qaza ki niyat na karay.

3)Jo shakhs ramzan ki kisi raat junub ho jae aur janta ho k agar soe ga to subah tk bedar na ho ga ehtiyat e wajib ki bina par osay begair ghusl kiay nhi sona chahea aur agar wo ghusl krnay sai pehlay apni marzi sai so jae aur subah tk bedar na ho to is ka roza batil hai aur qaza aur kaffara donoo wajib hai.

4)Jo shakhs ramzan ki kisi raat junub ho jae aur yaqeen ya etminan rakhta ho agar wo so gya to subah ki azan sai pehlay bedar ho jae ga aur is ka pakka irada ho k bedar honay k baad ghusl kray ga aur is iraday k sath so jae aur azan tk sota rahay to is ka roza sahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1591-1600)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok




Question ID

15375 

Question Date

Tuesday, August 07, 2012 

Mujtahid Name

sunni 

Question

mazi k katray anay kay bad agar main wo katray saf kar don aur wo katray kapron pay na lage hon to kia un kapro main quran ki tilwat kar sakta hon. dosra swal yeah kay ager mazi kay katray kapro pay lag jaen to ki tilawat sa phelay kapray tabdeel karna lazim ha? 




Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain.

Ye mazi jo shawat ki waja se kharij hoti hai pak hai agar peshab us se mila hua na ho.aur is halat mai namaz aur doosri ibadaat kar saktay hain.(Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla # 70)

ok


Namaz / quran

ser Info.

zahiba batool - zahibatool1993@yahoo.com - peshawar - pakistan 

Question ID

17082 

Question Date

Wednesday, October 10, 2012 

Mujtahid Name

agha sastani  

Question

Asalam o Alaikum namaz ka hukam quran ki kis ayat me aya hy bahawal e ayat bataiye mehrbani farma kr 

Quran majeed mai namaz ka tazkira bohat saray maqamaat par hua hai jis mai sai aik surah nissa surah # 4 ki ayat # 103 mai namaz ka hokum is andaz mai dia gaya hai. k mominoo par namaz ko likh dia gya hai yani namaz wajib qarar di gae hai. is k alawa aur bhi be-shumar maqamaat par namaz k wajib honay ka tazkira hua hai.

ok


User Info.

Shahid788 - drwasif@ovi.com - Bahawalpu - Pakistan 

Question ID

14131 

Question Date

Friday, March 23, 2012 

Mujtahid Name

Hambistri 

Question

Mufti sb mera sawal ye hai k bacha paida honey ke baad kitne din sex na krain. Aur in dinoo mein husbnd wif kis tarah rahain . Plz reply me fast 

1)Aurat ko bacha paida honay k 10 din tk jo khoon ata hay osay nifaas kehtay hain. Aur jo aurat nifaas ki halat may ho os say jima karna haram hay lakin os par koi kaffara nahi hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 504) note : Behtr hay k is baray mai doctor sai roju karain k bacha paida honay k 10 din k baad kab intercourse kar saktay hai ya nhi ya kitnay din tk intercourse nhi krna chaheay.

User Info.

faiq - syed.faiq.musavi@bok.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

14095 

Question Date

Wednesday, March 21, 2012 

Mujtahid Name

Ayatullah Sistani Sahab 

Question

Assalam u Alaikum. Mera sawal sadqe k bare me hai.. Kia hum sadqa nikal kr jama kr sakte hain and phir us ko kisi ko de sakte hain? dosra sawal hai k kia hum jama kerda sadqe se kisi ko roz mara ka saman leker de sakte hain jis se kisi gareeb ki imdad hojae? kia sadqe k koi ehkam hai? Meherbani ker k tafseelan byan fermae.. Muhtaje dua..  

1)Ji haan sadqa jama kar sakhtay hain lakin aap ko chahaea k kisi khas faqeer ka vakil ban kar is ki janib say apnay pas rakhay, albetta phir wo sadqa osi faqeer ki milkiat ho ga jis k lye jama kia tha. (Ref : Mujtahid se pochay gaay sawalaat, part # 1 , sawal # 185).

2) Sadqay may zaroori hay k qasd e qurbat ki niyat ki jay aur agar os may qasd e qurbat ki niyat na ki jay to to sadqa nahi ho ga.

3)Mustahabb sadqay may afzal hay k chupa k dia jay magar ye k jab touhmat ko door karnay k lye, ya doosro ko targeeb dilanay k lye dia jay to sadqa zahir kar k dia jay. (Ref : Minhaj-us-Salaheen part # 2, Masla # 1608) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Ok

Ghunnah e kabeera



User Info.

Abdul Majid - amajid5513@gmail.com - Islamabad - Pakistan 

Question ID

17804 

Question Date

Thursday, October 18, 2012 

Mujtahid Name

Any Hanfi Aalim 

Question

Assalam o alai kum. Islam mai bohtan ki kya saza hay agr bohtan b zina ka ho? 

Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.

Momin par bohtan lagana gunnah e kabeera mai sai hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 39)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Istebra

User Info.

Iqbal Haider - haiderlko@gmail.com - Delhi - India 

Question ID

17562 

Question Date

Wednesday, October 17, 2012 

Mujtahid Name

Ayatullah Sistani 

Question

Salaam Alaiku Janab, Kabhi Kabhi jab mujko kabz(constipation)hota hai aur me zoor laga kar stool pass karta hu to pesaab ke saath kuch mani jaisa dikhane wala fluid pass ho jata hai. Mujko Please batae ki is halat me gusl wajib hai ya nahi.Iski wajah se mujko Namaz parne me and Imambargah jaane me bahut shak hota hai. 

Wo ratoobat jo baaz awqat peshab k baad niklti hai agar peshab os sai mila hua na ho to wo pak hai aur os ko wida kaha jata hai. wo mani nhi hai aur ghusl bhi wajib nhi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok


User Info.

khan g - aamir5533@yahoo.com - rawalpindi - pakistan 

Question ID

16399 

Question Date

Tuesday, September 11, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

sir meri bhen ki omar 25 saal hai wokhubsorat hai mera us ke sath sex karne ko dil karta hai aksar us ke bare mein mere zain mein galat khayalat aate hai or aksar main us ko galat nazar se b dekhta hoon to kya apne bhen ke bare mein galat sochna ya galat nazar se dekhna b gunnah hai sir plz jawab lazmi dain main pehle b 4 5 dafa poch chuka hoon 

Jo mard aur aurat aapas mai mehram hon agar wo lazzat ki niyat rakhtay hon aur haram mai parhnay ka khof ho to un k jism ko dekhna jaiz nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2401)

ser Info.

misbah - muskanali45@ymail.com - multan - multan 

Question ID

16368 

Question Date

Monday, September 10, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kia sms py nikah pssible hy gwah mauqy py tu ni thy bt muqy py unhain msg dikhaya gya plzzzz gve answer 

SMS par nikah sahi nahi hai q k nikah mai nikah k sighay k bool parhna zaroori hai. aur nikah likhna ehtiyat e wajib ki bina kafi nhi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2328)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).


User Info.

shoaib alam - shoaib_alam1987@yahoo.com - kolkata - india 

Question ID

16246 

Question Date

Tuesday, September 04, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

wazu men masah kis tarah kiya jay.  




1)Donoo hath dhonay k baad sar k aglay hissay ka masah wazoo k pani ki os tari sai krna chahea jo hathoo ko lagi reh gae ho aur ehtiyat e mustahabb ye hai k masah dain(right) hathili sai kia jae aur upper sai nichay ki taraf ho.

2)Sar k 4 hisso mai sai peshani sai mila hua aik hissa wo maqam hai jahan masah krna chahea is hissay mai jahan bhi aur jis andazay sai bhi masah karain kafi hai. agar cheh ehtiyat e mustahabb ye hai k lambai mai aik ungli k lag bhag aur chorai mai 3 milli hui unglioon k lag bhag jigha par masah kia jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 248-249)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).





User Info.

ashad mozumder - ashadmzmdr284@gmail.com - banglore - india 

Question ID

16303 

Question Date

Friday, September 07, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

assalamualikum,mai jab bhi namaj me khada hota hu man me ulti sidi baate aati hai kabhi kabhi toh yahi sochta hu .........allah ko ulta sidha bolta rehta hu par jab namaj khatam hoti hai toh bahut rona aata hai aur bura lagta hai ....aap meherbani karke mujhe isse bachne ka tariqa aur namaj me concentrate karne ka tariqa bata sakthe hai kya..... 

Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   4   5   6   7   8   9   10   11   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish