Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet16/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   12   13   14   15   16   17   18   19   ...   91




1)Ye qasam sahi nahi ho gi q k qasam khanay ki shriat mai sai hai k qasam khanay wala apnay ikhtiar sai qasam khae lehaza us shakhs ka qasam khana jisay mujboor kia gya ho durust nahi hai. aur qasam khatay waqt Allah ka nam lena bhi zaroori hota hai. Is k alawa qasam k alfaz zaban par lana zaroori hain

2)Jab bhi waldain ki taraf sai koi hokum ya rok tok mohabbat ki wajah sai ho aur is ki mukhalifat sai inhain aziet hoti ho to aulad k lie in ki mukhalifat krna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2634, 1387) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

send
Shadi biah


S/no:4

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

Fatima riaz - Fatima.riaz@gmail.com - Karachi - Pakistan 

Question ID

16188 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

Biwi ka shohar k sath sex krna 

Question

Kia biwi ko apne shohar k samnay apne sary kaprey utara hote han ap us ka sohar us ko kahe 

Answer







Berhena (naked) halat main jima kerna makrooh hai.(Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
send

Shadi biah






S/no:5

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

sattar - sh434@hotmail.com - kachi - pk 

Question ID

16191 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

biwi ka mall khana islam main jaiz hay yah nahi.  

Daimi nikah k baad biwi ki ghiza, libas, rehaish aur zandigi ki baqi zarooriat ka intezam shohar par wajib hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2376)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


S/no:2

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

mohammad zakir - hamidaaligul@yahoo.de - hamburg - germany 

Question ID

16189 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

ayatullah sistani 

Question

mera meat factory main kam karna kaisa hain jahan halal aur haram meat ko charby se alag karna mera kam hai magar hum ghosht ko direkt toch naheen kartey hathon main dastaney hotey hain aur munh per mask ugley maheeny se pork bhi shroo hu ga pleas merey sawal ka jabab zaroor deejiye. 

Answer




Topic

Add a New Topic




Khanzeer ka ghosht un logo k hath bhi bechna jaiz nhi hai jo isay halal samajtay hon farq nhi prta k dukan mai insane apnay hath sai khanzeer ka ghosht bechay ya is amal ka sabab banay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 279 pg # 163-64)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
send

qasam


S/no:3

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

smawish - smawish_komi@yahoo.com - gujranwala - pakistan 

Question ID

16180 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

agar kisi be qism ki qasam khai ho to kya wo khatam ho skti h? 

Answer




Topic

Add a New Topic




Agar qasam tamam shriat k sath khai jae to agar baad mai jan boojh kar is qasam k khilaf amal kray to wo gunahgar hai aur zaroori hai k kaffara dai. Lakin agar qasam khanay walay k lie qasam khatay waqt amal krna mumkin ho aur baad mai is par amal krnay sai aajiz ho jae to jis waqt sai aajiz ho ga is waqt sai is ki qasam khatm ho jae gi.ya qasam par amal krnay sai itni mushaqat uthani pray jo is ki bardashat sai bahir ho to bhi ye hi hokum hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2633-34)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send




S/no:4

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

Ahtsham Ali - jalilnawaz@ymail.com - Lahore - Pakistan 

Question ID

16187 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Mein ye pochna chahta hon k mery nikah k baad meri biwi n mujy ye bataya k wo kisi mard k sath shadi s phly hambasrti kar chuki, ab m ye pochna chahta ho k kia us k liye m kuch kar skta hon ? wo shrminda hai or toba karti hai hr waqt par disturb rhti hai kia m us k sath us k gunah ka hisadar hon ab ? yaa us k lie koi kafara hai ? 




1)Zina karna gunah e kabira hay.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30). 2)Osay sachay dil se toba karni chahea. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send
talaq






S/no:5

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

bazgha - bazghahina@yahoo.com - tucson - usa 

Question ID

16186 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

pls sir is ka answer serf mujy email ker 

Question

Jab husban ek dafa talaq de dane tu kya 2 years bad apni wife k pass a sakta hai Or mera 2nd question hai k ager ek dafa talaq day de or us k 4month bad us ki girlfriend us ki wife se khey k us nay devorice paper tayer hai or mere pass hai tu kya talaq ho jati hai competley 

1)Talaq e bayan wo talaq hai jis k baad mard apni aurat ki taraf rajoo krnay ka haq nhi rakhta yani begair nikah k dobara isay apni biwi nhi bna sakta. Is k alawa aik talaq hai wo talaq e rajei hai jis ka matlab ye hai k jab tk aurat iddat ai ho shohar is sai rajoo kr sakta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2486)

2)Talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



Send

User Info.

Sana - Sana.raja10@yahoo.com - Sheffield - Uk 

Question ID

42330 

Question Date

Wednesday, March 20, 2013 

Mujtahid Name

 

Question

Aoa,maine pochna tha k mera husbnd kam ni krta agr jaey bahir to nasha kr k ata hai must muje koi wazifa btaen ya kuch un pe jadu howa hai wo 1 year mai itne change Howe hen plz kuch btaen thnx 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




Jo shakhs tandmizaj ho gya ho to surah e nissa surah # 4 ki ayat # 148 ko likh kar os bachay ko pila dain to wo bacha ba-akhlaq ho jae ga. (Ref : Naway e Salaheen pg # 346)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok


User Info.

muzna - muzna.alikhan@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

42235 

Question Date

Wednesday, March 20, 2013 

Mujtahid Name

male 

Question

salam, mera sawal ye hai ke kia hair colour lagane se hamara ghusal nahi hota? hum napaak rehte hian?? 

Answer




Topic

 Please specify in case of "Other" 




Hair color mai agar aisi ﺘﮩﮧ ka ehtimal ho jo ghusal pani pouchnay mai rokuwat ho to osay hatana zaroori hai laikin zahir ye hai k is mai koi aisi ﺘﮩﮧ nahi hoti. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 26,pg # 27)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok



Qasam

User Info.

Aira - my_friend00@yahoo.com - Layyah - Pakistan 

Question ID

17843 

Question Date

Thursday, October 18, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

agar mein khud ko koi kasam doun ke me ye kaam nahi krou n gi aur phr me wo kasam toor doun tu kya kafara huga?

1)Qasam ki chand shrait hain : 1:qasam khanay wala baligh aur aaqil ho aur apnay iraday aur ikhtiyaar se qasam khay aur agar koi shakhs jazbaat me aa kar bila irada aur be-ikhtiar qasam khay to ye qasam sahi nahi he. 2: jis kam k anjam dane ki qasam khaye zurari he k wo haram ya makrooh na ho. 3: Allah ka aisa name le k qasam khae jo kisi aur k lie istemaal na hota ho 4: qasam k alfaaz zaban par laay jain. 5: qasam per amal karma mumkin ho.

2)Agar qasam tamam shriat k sath khai jae to agar baad mai jan boojh kar is qasam k khilaf amal kray to wo gunahgar hai aur zaroori hai k kaffara dai. Lakin agar qasam khanay walay k lie qasam khatay waqt amal krna mumkin ho aur baad mai is par amal krnay sai aajiz ho jae to jis waqt sai aajiz ho ga is waqt sai is ki qasam khatm ho jae gi.ya qasam par amal krnay sai itni mushaqat uthani pray jo is ki bardashat sai bahir ho to bhi ye hi hokum hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2633-34)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

qaasam

User Info.

Zani khan - Zani.mughlk@yahoo.com - Islamabad - Pakistan 

Question ID

16214 

Question Date

Monday, September 03, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Hm do mn jgra hva ...mn nay Quran utha k kaha k mn nay ye bt nahn kahi ...jb k agay us dosray nay b quran utha k kaha k mn nay jo tm kh rai ho wo nahn kuch r sna...hm mn ghlt fhmi hoi mn nay nay kuch kaha r us nay kuch kaha ...ab mjhay bhhht tnshn ha k may b mn nay jo mn kh rai hn wo na kaha ho q k us nay ghlt kasay sna fr apnay ap ko yaqeen dilaty hn n k mn nay sai kaha r us nay ghlt sna ab mjhay bhht tnshn ha k Quran q uthaya ...ap plzzz mjhay koi hl btahn ...abi rply krn plzzzz 

Agar koi shakhs qasam khae k me jo kuch keh reha hoon sach keh reha hoon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram he. Aur Quran ki qasam nhi hoti hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2638)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


zina

User Info.

abila khan - naveed_unsw@yahoo.com - murree - pakistan 

Question ID

16218 

Question Date

Monday, September 03, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

ma jis larky se pyar karti the us sy ma ny zina kia ab mera rishta kisi or se hony wala ha ma ne Allah se sachy dil se toba kar li ha lakin mujy dar ha k agr mary hony waly husband ko pata chal gaya to wo mujy chor dy ga mujy is ka hal btaen plz q k ALLAh to maf kar dyta ha par insan maf nahi karty 

1)Zina karna gunah e azeem hay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhaajus saliheen,part# maslah #29 )

2)Sachay dil se toba karni chahea. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



send

Ne mehram

User Info.

sd sadik - sadiksyed54@gmail.com - ongole - india 

Question ID

16260 

Question Date

Wednesday, September 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

bhabi si milan guna hey kya 

Answer




Topic

 Add a New Topic




Bhabi na-Mehram hai aur mard k lie na mehram aurat ka jism dekhna aur isi terah in k baloo ko dekhna chahae lazzat k iraday sai ho ya is k bagair, haram mai mubtila honay ka khof ho ya na ho, haram hai. aur aurat ko chahaea k wo sar k baal aur aur apna badan na-mehram mard sai chopae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2397) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).




send




Wazifa ilm k ahosool




S/no:5

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

maria - mariaghory@gmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

16259 

Question Date

Wednesday, September 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mera baita baber ghory 14 saal ka hai perhta bilkul bhi nahi perhnay ka bolo tu bura manata hai class 6th mai fail ho gaiya meray suser nay ja kay permot kerwa diya class 7th mai fail howa tu unho nay school change kerwa diya ab ye haal hai kay 3 months pehlay date sheet mili gher la kay nahi di class 8th mai hai ab kia elaaj ho ga khuch QURAN O HADEES SAY ELAAJ BATAIN shukriya. 

Agar dil ilm k hosool mai na lagta ho to surah e alaq ki 1 ta 5 ayaat ko likh kar galay mai dal lain, mujrab hai. (Ref : Naway e Salaheen pg # 346)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send



S/no:3

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

hafsa jamil - jmh_life@yahoo.com - sialkot - pakistan 

Question ID

16263 

Question Date

Wednesday, September 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kia aik beti jo maa se to sagi hai lakin baap se soteli to wo baap k lie haram hai ya halal 

Answer




Topic

 Add a New Topic




1)Agar koi shakhs kisi aurat sai nikah karay aur is k sath hambistri kray to is aurat ki larki is mard ki mehram ho jati hai chahae wo shadi k waqt moujood ho ya baad mai paida ho.

2) Agar koi shakhs kisi aurat sai nikah karay aur is k sath hambistri na ki ho to jab tk wo aurat k nikah mai hai ehtiyat e wajib ki bina par is waqt tk is ki larki sai shadi na kray. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2351-52)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



send





S/no:5

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

sophiya - sanesister06@hotmail.com - Dubai - UAE 

Question ID

16265 

Question Date

Wednesday, September 05, 2012 

Mujtahid Name

Ayatula Seestani 

Question

im a baliq woman and wanted to ask you ayatula seestanis fatwa on weather or not full body waxing is allowed? 

1)Yes it is allowed. (Ref : web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Istemna

User Info.

waseem butt - wazee46@yahoo.com - lahore - pakistan 

Question ID

16266 

Question Date

Wednesday, September 05, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mushtzani haram hay hawala de kar batao quraan or hadees ki roshni mei khud se baat mat banana i want proove bhai really gumrah na karo mushtzani haram hay sabit kardo bs 

Answer




Topic

 Add a New Topic




1)Surah e mominoon ki ayat # 5 mai hai k Sahib e eman wo hai k jo apni sharmgahoo ki hifazat krnay walay hain. Ye ayat ishara hai k zauja aur kaneez k alaea shewat ka koi rasta jaiz nhi isi lie Imam Jaffar e Sadiq a.s nai is ayat k hawalay sai khud kari(hand practice) ko haram qarar dia hai agar chahe roohul bayan(kitab ka nam hai) k mutabiq hanafi aur hambili fiqh mai ye amal jaiz hai. (Ref : Anwar e Quran Allama Zeeshan Haider Jawadi pg # 716)

2) Hand practice(kise tariqe se mani kharij) karna haram hai..(Ref : jaded fiqhi masail aqa sistani d.b. pg no. 253 masla #462) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



send

User Info.

MR.KHAN - qamarniazi@yahoo.com - khanewal - pakistan 

Question ID

16139 

Question Date

Saturday, September 01, 2012 

Mujtahid Name

Allama khoi shb 

Question

"CAN A MUSLIM BOY CAN MARRY WITH CHRISTIAN GIRL",TELL ME AHDES AND QURAN VERSIS,,FOR INFO.. 

Answer




Topic

Add a New Topic




A male Muslim also cannot marry a non-Muslim woman who are not Ahlul Kitab. However, there is no harm in contracting temporary marriage with Jewish and Christians women, but the recommended precaution (ehtiyat e Mustahabb) is that a Muslim should not take them in permanent marriage. (Ref: Ayatullah Khoei(r.h),Tauzee hul masail, maslah # 2406)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).


send

Rozay ki qaza



User Info.

fiazlatif - fiazlatif125@gmail.com - rawalakot - pakistani 

Question ID

16140 

Question Date

Saturday, September 01, 2012 

Mujtahid Name

imam abo hanif 

Question

qaza roza kab raksakt hai khi ramzan finsh honi ka baad raksakt hai shawwal ka month main 

Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.

Rozay ki qaza krnay mai jaldi krna wajib nhi hai agarchahe ehtiyat e mustahabb ye hai k ramzan k mahinay ki qaza doosray aanay walay ramzan sai takheer na karain. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 1047)

Agar koi shakhs ramzan k rozay rakhnay mai kotahi karay to zaroori hai k rozay ki qaza bhi karay aur aur ehtiyat ki bina par har aik din k lie aik mudd toam(khana) faqeer ko day. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1677) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send




User Info.

yasermakrani - yasermakrani@yahoo.com - rajasthan - india 

Question ID

16270 

Question Date

Thursday, September 06, 2012 

Mujtahid Name

salam 

Question

assalamo alaykum janab mera sawal he k mera ek dost he uske chehre pe pimples ho rahe he wo use fodta nahi fir bhi pimples daag chhod jate he or daag ja nahi rahe he usne kayin tarike k cream istemal kiye kuch fayda nahi hua kya koi ruhani ilaaj he pimples hatane ka reply asap khuda hafizz 

Answer







Kitab makarim ul ahklaq mai cheray(face) par chaieo ki jigha ungli phairtay huay surah shura surah no 26 ki ayat no 72 aur 73 ko 3 martaba parhay to chand dinoo mai chehra nikhar kar saaf o shaffaf ho jae ga. (Ref : Naway e Salaheen pg # 328) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send


S/no:3

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

hafiz bilal - meforbilal@gmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

16268 

Question Date

Thursday, September 06, 2012 

Mujtahid Name

sunni 

Question

agar ap kahi se guzarte ho or wahan 4 musalman bethe ho or ap 3 se hath milao or 1 se na milao to is k bare mai kia tanqeed hay jab k us ko pata hay k yeh bhi sahi musalman hay  

Answer




Topic

 Add a New Topic




Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.

Salam krna mustahabb hai aur is amr ki bohat takeed ki gae hai k sawar paidal ko aur aur khara hua shakhs bethay huay shakhs ko aur chota baray ko salam kray. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 184)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send

qasam


S/no:4

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

sonia - picnic.makers@gmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

16267 

Question Date

Thursday, September 06, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mene apne lover se aik jhooti qasam khai he me bht mjboor hn me agr use sch btati hn to wo khud ko maar dega me a sa ni chahti k usey kuch bhi ho please bataen me kia krun me us se truly love karti hun  

Topic

1)Agar koi shakhs qasam khaye k me jo kuch keh reha hon sach keh reha hoon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram he bal k muqadamat k fasile k waqt joothi qasam khana kabira ghunahoo me se he. Aur tawriah karna mumkin ho to karay yani alfaaz k zaheri mafhoom ko choor ker dosray mutlab ki niyat karey maslan agar koi zalim kisi kisi ko aziat dena chaea aur kisi dosray shakhs se pochey ke kia yum ne fullan shakhs ko dekha he? Aur is ne us shakhs ko aik minute qalal dacha ho to wo kahay ke mein ne use nahei dekha aur qasad (irada) ye karay ke us waqt se 5 minute pehlay me ne use nahei deckha. (Ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 2638). (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2638)

2)Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai hubtilla honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

send




Talaq

User Info.

usman - mnaaz52@yahoo.com - musqat - oman 

Question ID

16184 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kia aurat ke talaq kahne se talaq ho jate hai? 




Talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Send




S/no:2

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

afzaal baig - baig0065@gmail.com - jehlum - pakistan 

Question ID

16183 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

AOA my question is that if a wife dimand to her husband for increasing his pens size for full fill her sexual requirments so tell me sir that its her right or no and what is the comments with islamic point of you i shall be thank full to you to after releacing my tention Aslamoalikum 




Nojawaan jab ghair mutabir afraad ki taraf ruju kertay hain tu wo onhain ghalat mashwara daite hain, maslan merdo main aam taur se yehi baat bayaan ki jati hay k merdo k aala e tanasul (penis) main 3 khososiyaat hona zarori hain: 1- Lamba or seedha ho. (Large & straight), 2- Mota ho. (thick), 3- Sakht ho. (hard). Or aam tabeeb (doctors) bhi yehi taleem merdo ko daite hain laikin jahaan tak uzo e tanasul (penis) ka chota ya lamba hone ka sawaal he, tu osay bas is qadar hona chahiay k Indaam e nihaani (yani sharam gaah) ko mutaharrik ker sakay or sub se ziyada hassaas(sensitive) sharam gaah ka baahar ka hissa hota he. Khaas taur per bazr (Clitoris) or os tak pohanchne k liay chota uzo bhi kafi hota he. Laihaza penis k chote berhe hone se koe faraq nahi perhta, albatta penis ka bohot hi ziyada bera hona takleef ka sabab hota he. Or penis k te,rha(crookedness) hone se bhi koe faraq nahi perhta Q k wo sharam gaah main jane k baad khud hi seedha ho jata he. Penis k mota or patla honay se bhi koe faraq nahi hota, Q k aurat ki sharam gaah k naram or lachak-daar raysho main phailne or sokarhne (Shrinkage) ki salahiyat hoti he. Or itna sakht hona zarori he k aurat ki sharam gaah main asaani k saath dakhil ho sake. Ghalat tabeeb ghalat raey day ker nujawaan nasal ko mayoos ker daite hain. {Laihaza aise tabeebo (doctors) se bacha jaay}.(Ref: Tehqeeqi islami encyclopedia,mu,allif doctor sibt e shabbar zaidi,wakeel e ayatollah muntazari, part#1, pg#110-111 ).

Arnica + Lycopodium + Olive.ye oil Penis k massage k liay behter hay laikin massasge bohot ehtiyaat se karain k kaheen mushtzani nah ker baithain. mushtzani(Handprctice) se bachain Q k hay harm hay or mushtzani kisi bhi sorat main jaiz nahi hay. (Ref http:/h/abchomeopathy.com/forum2.php/124370/ + http://sistani.org/index.php?p=616687&id=1213 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

send


User Info.

Qaisar khan - Qaisarkhan.qaisarkhan.92@facebook.com - Dg khan -  

Question ID

43574 

Question Date

Sunday, March 31, 2013 

Mujtahid Name

Suni 

Question

Aslam o akiakum sir! Main apney muslim dost k chehrey ko ktna choom(kiss kr skta hn or ktney had tk jaiz ha islam main ktney jsm tk plz btaye main pehley b poch chuka hn plz plz 

Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.

Mard shehwat ki niyat sai kisi doosray mard ko bosa nahi dai sakta hai ye haram hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 500, pg # 261)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Quran mai sharab k lie haram k lafz to nahi aya hai magar ghunah likha hai surah # 2 surah e baqra ayat # 219 ki ayat mai hai is k alawa surah e maida surah # 5 ki ayat # 90 aur 91 mai bhi sharab ko shaitani amal qarar dia gya hai(Ref : Anwar e quran pg # 279, 101)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok


S/no:2

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

mohammad zakir - hamidaaligul@yahoo.de - hamburg - germany 

Question ID

16189 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

ayatullah sistani 

Question

mera meat factory main kam karna kaisa hain jahan halal aur haram meat ko charby se alag karna mera kam hai magar hum ghosht ko direkt toch naheen kartey hathon main dastaney hotey hain aur munh per mask ugley maheeny se pork bhi shroo hu ga pleas merey sawal ka jabab zaroor deejiye. 

Answer




Topic

Add a New Topic




Khanzeer ka ghosht un logo k hath bhi bechna jaiz nhi hai jo isay halal samajtay hon farq nhi prta k dukan mai insane apnay hath sai khanzeer ka ghosht bechay ya is amal ka sabab banay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 279 pg # 163-64)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Send
Kisi bhi ghair ikhtari amal per shariat koi hokum nahi lagati he lakin yad rahey , shariat kisi bhi aise irtibaat ki ijazat nahi deti jo inhein haram ki taraf le janay wala ho. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 137, pg # 65) jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahi Q k ghunah me mubtila hone ka khof majood he. ( kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Agar qasam ya mannat tamam shriat k sath khai jae to agar baad mai jan boojh kar is qasam k khilaf amal kray to wo gunahgar hai aur zaroori hai k kaffara daiyane 10 faqeero ko pait per kar khana khelana ya ine kapre pehnana, aur agr in amaal ko nahi kar sakain to 3 din mosalsal roze rakhe . Lakin agar qasam khanay walay k lie qasam khatay waqt amal krna mumkin ho aur baad mai is par amal krnay sai aajiz ho jae to jis waqt sai aajiz ho ga is waqt sai is ki qasam khatm ho jae gi. ya qasam par amal krnay sai itni mushaqat uthani pray jo is ki bardashat sai bahir ho to bhi ye hi hokum hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2633-2604,2604,2634)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Agar kisi wazifay mai ye likha hua ho k likh kar pina hai to is ka matlab hai k aik caghaz par os ayat ko likh kar os par pani dalain jaisay kisi cheez ko dhonay k lie pani daltay hain laikin os k nichay koi bowl rakhain ta k wo pani os bowl mai giray . phir os pani ko istemal kia jae. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Dafa e shayateen aur jadogron k lie surah aaraaf surah # 7 ki ayat # 54 parhain.(Ref : Mafatih ul jinan pg # 299). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

qasam


S/no:3

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

smawish - smawish_komi@yahoo.com - gujranwala - pakistan 

Question ID

16180 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

agar kisi be qism ki qasam khai ho to kya wo khatam ho skti h? 

Answer




Topic

Add a New Topic




Agar qasam tamam shriat k sath khai jae to agar baad mai jan boojh kar is qasam k khilaf amal kray to wo gunahgar hai aur zaroori hai k kaffara dai. Lakin agar qasam khanay walay k lie qasam khatay waqt amal krna mumkin ho aur baad mai is par amal krnay sai aajiz ho jae to jis waqt sai aajiz ho ga is waqt sai is ki qasam khatm ho jae gi.ya qasam par amal krnay sai itni mushaqat uthani pray jo is ki bardashat sai bahir ho to bhi ye hi hokum hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2633-34)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send
Janabat



User Info.

uzma - dreemgirl13@ymail.com - ghaza - makha al mukarama 

Question ID

17028 

Question Date

Monday, October 08, 2012 

Mujtahid Name

?? 

Question

salam sir meri umer 21 saal hai or meri shadi bhi nahi hui or meri mani ka masla hai sir plz is ka koi ilaj bataye mai bohat pareshan hoti hun meri namaz nahi hoti mujhy koi hal bataiye k ye khatam hi ho jay thank u

Wo ratubat jo aurat say shehwat k saath Khaarij hoti hay Agar is Hadd tak ho kay usay Inzaal Kaha ja sakay aur libaas ko aalooda kar day , jo aam tor par us waqt nikalti hay jab aurat jinsi shehwat ki Intihaa tak pohunch jaey to ye Najis bhi hay aur is aurat ko Mujnib(Jis par ghusl wajib hota hay) shumaar kiya jaey ga aur us par ghusl e janabat bhi wajib hoga. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 345) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  Note: Likoria (safeed yellow color ki ratubat) mani nahi hay. Ye paak hay or is k aanay se ghusl bhi wajib nahi hota.or aap inhi kaprho main namaz perh sakti hain. 

ok

Na mehram



User Info.

samilaha - bimran45@yahoo.com - Bangalore - India 

Question ID

17029 

Question Date

Monday, October 08, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

I have got engaged and now we are going to get married after 8-9 months, but now we are got so close to each other that we cannot live apart, and now I am feeling more intimate towards her, i dont want to do sexaul intercourse with her but i want to feel and touch her, because we love each other and we know having intercourse will be a big sin, so please let me know that doing or touching her private parts will be a sin? 

It is haram for man to look or touch the body of the Non-Mahram women, but it is not Zina. (Ref : Kitab Nigah aur libas pg # 70, masla # 109)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Na mehram



User Info.

nadeem - nadeemanjum47@gmail.com - dg khan - pakistan 

Question ID

17030 

Question Date

Monday, October 08, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

main kisi na mahrom aurat ki hips pe hath phair sakta hon koi gunah tu ni  

Na mehram aurat ko hath lagana haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2397-2406)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Wazifa shadi



User Info.

Huma - armaan234@hotmail.com - lahore - Pakistan 

Question ID

17015 

Question Date

Sunday, October 07, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Salam! Mera nam huma hai aur mai Qasim Shah se buhat payar karti houn per un ki family nahi man rahi jub bhi wo apni family se bat karne lagte hain koi na koi masla agai ajata hai aur itni rukawat khari ho jati hai kai Qasim ka dhayan mujh se hut jata hai aur un maslo mai par jata hai aur un ki family aik lafz bhi nahi sunti is bare mai, is wajah se mere aur qasim kai rishte mai buhat jhugre aur doori arahi hai aur hamara rishta bhi kharab ho raha hai aur payar bhi hum izat se aik dosre kai hona chahte hain ap plz koi wazifa batain jis se hamara payar bhi na khatam ho aur un kai ghur wale bhi man jain un kai dil naram houn aur wo rishta lai kai ain aur ager koi bura amal kar raha hai is rishte ki rukawat kai liye ya Allah ki taraf se koi rukawat arahi hai to sub dour ho jai i will be grateful to you kindly reply asap..... 

Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352)

Wazifa batanay k sath aap ko aik fiqhi maslay ki taraf mutawajah kia jata hai: Jina e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai hubtilla honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Ghusl e jumma mustahab hai aur is ko jummay k din anjam dia jata hai aur agar jummay k din ghusl na karay to mustahab hai k haftay k din subah sai guroob e aftaab tak is ki qaza baja lay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 634)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Rozana ki namazain jama,at k saath perhna mustahab hay.or subah, maghrib or isha ki namazo k liay, khososan masjid k parhoos main rehne walay or masjid ki azaan sunnay walay k liay bohot ziyada takeed ki gae hay. Aur Bay aytenai(yani laa perwaahi) k saath namaz e jama,at main shareek nah hona jaiz nahi hay or ye bhi munasib nahi hay k baghair uzr k namaz e jamat ko tark kia jaay.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1382). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Ok ﺍﻠﻤﺒﺪﺉ



User Info.

m.azharuddin mughal - azharmughal1@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

17011 

Question Date

Sunday, October 07, 2012 

Mujtahid Name

azhar 

Question

assalam-o-alikum athlam ka bad jism k gusal ka tariqa kia ha  

Agar ehtilam ho jae to namaz aur is jaisi doosri ibadatoo k lie ghusl e janabat wajib ho jata hai. Ghusl e Janabat 2 tareeqo sai anjam dia ja sakta hai. 1)tartebi 2)irtemasi.

1)Tertibi ghusal me ehtiyate lazim ki bi per ghusal ki niyat k baad phele pura sar o gardan aur baad me badan dhona zarori hai. 2) Agar koi shakhs badan ko sar se phele dho le to is k lye ghusl ka ieada (repeat) karna zarori nahe hai balke agar badan ko dobarah dho le to is ka ghusal sahe hai .

2)Irtemasi ghusl 2 tareeqo sai anjam dia ja sakta hai 1)dafei 2)tadregi.

1)Ghusl e irtemasi dafei mai zaroori hai k aik lamhay k lie pura badan pani mai ghar jae laikin ghusl krnay sai pehlay aik shakhs ka pani sai bahir hona zaroori nhi hai bal k agar badan ka kuch hissa pani sai bahir ho aur ghusl ki niyat sai pani mai gota lagae to kafi hai.

2)Ghusl e irtemasi tadregi mai zaroori hai k ghusl ki niyat sai urfi eitebar sai aik hi dafa mai badan ko pani mai dbo dai aur is ghusl mai zaroori hai badn ka pura hissa ghusl krnay sai pehlay pani sai bahir ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 360-70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Muta



User Info.

hilal - abdulmalikniazi@yahoo.com - karachi - pakistan 

Question ID

17007 

Question Date

Sunday, October 07, 2012 

Mujtahid Name

ali seestani 

Question

kia mutaa 17 sala larka 14 sala larki se karaskta hai? plz help me  

Ho sakta hai magar kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or baligh bhi ho. agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.(yahaan kawari nah honay say muraad sirif ye hay k aisi lerki jo talaaq yaafta ho ya baywah ho or oskay shohar nay oskay saath hambistari /jima(intercourse) kia ho or oskay kawaraypan ko khatam kia ho or oski iddta bhi khatam ho chuki ho.agar zinaa ya aisay hi kisi kaam say oska kawaraypan khatam hoa ho tu ye kawari hi kehlaay gi. isi terah agar baap ya dada os merd k saath osay shaadi kernay ki ijzat nah daitay hon jo sharan(Ismlam ki nazar main) or urfan(maa’aashay ki nazar main) os k brabari(equal) ka ho tu ijazat ki zarorat nahi, isi terah baap ya dada ki maujood nah hon ya kisi doosri wajah say ijazat laina mumkin hi nah ho or lerki ka nikah kerna bohat zarori ho tab hi baap ya dada say ijazat layna laazmi nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#2828 ki heading,2341,2342)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Jhoot



User Info.

hussain raza rawjani - hrawjani@yahoo.com - pakistan - karachi 

Question ID

17016 

Question Date

Sunday, October 07, 2012 

Mujtahid Name

sistani shaib 

Question

agar aap ko aap k kam mai thorha bhoat joothe bolna pary to jub k is ka maqsat os ko nuksan dena nahai hai

Jhoot haram hai jhoot yani wo khabr dena jo haqeeqat mai na ho. Aur is mai koi faraq nhi k jhoot mazaq mai bola jae ya sanjeedgi mai. Laikin agar tauriyah kia jae to koi haraj nhi hai yani alfaaz k zaheri mafhoom ko choor ker dosray mutlab ki niyat karey maslan agar koi zalim kisi ko aziat dena chaea aur kisi dosray shakhs se pochey ke kia tum ne fullan shakhs ko dekha hai? Aur is ne us shakhs ko aik minute pehlay dakha ho to wo kahay k mein ne use nahi dekha aur qasad (irada) ye karay k us waqt sai 5 minute pehlay mai nai use nahi dekha. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 38) (Ref : Tauzeeh e ul masayl ayat ullaha Sistani (d.b.) masla # 2638). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

general



User Info.

hussain raza rawjani - hrawjani@yahoo.com - pakistan - karachi 

Question ID

17017 

Question Date

Sunday, October 07, 2012 

Mujtahid Name

sistani shaib 

Question

imam sajjad ky nana ka nam batai shukria my name is mujtaba rawjani i am student of class six

Imam Zain ul Abideen a.s. yasd’jard “ ﻴﺰﺪﺠﺮﺪ ” k nawasay hain. Yani in k nana ka nam yasd’jard hai. (Ref: 14 sitaray pg # 273)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

qurbani



User Info.

MA Bangash - khanjunny@yahooc.om - Hangu - Pakistan 

Question ID

17013 

Question Date

Sunday, October 07, 2012 

Mujtahid Name

Sistani 

Question

Salamunalaikum ! Eid-e-Qurban ki qurbani min Gai (cow) ki kitne hisse (parts) kerna mustahab hain? Aur kya qurbanike aik hisse min 2 ya 3 momin shamil ho sakti hain? 

1)Baqra eid k din qurbani kerna mustahab e maukadah hay.or is qurbani main jaiz hay k insaan khud apni taraf say or apnay ghar walo(family members) ki taraf say 1 jaanwar ko qurbaan karay, isi terah qurbani main ka’e aafraad(many persons) ki shirkat jaiz hay.(Ref:Sistani(d.b),Manasik e haj wa mulhaqaatiha 1431 hashiyah#27, sawal#4).

2)Qurbani k teen hissay kia jain aik hissa apnay lie, doosra hissa baqi muslmanoo k lie aur afzal ye hai k teesra hissa gareeb muslmanooko sadqay mai dia jae. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

ok



S/no:4

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

Ahtsham Ali - jalilnawaz@ymail.com - Lahore - Pakistan 

Question ID

16187 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Mein ye pochna chahta hon k mery nikah k baad meri biwi n mujy ye bataya k wo kisi mard k sath shadi s phly hambasrti kar chuki, ab m ye pochna chahta ho k kia us k liye m kuch kar skta hon ? wo shrminda hai or toba karti hai hr waqt par disturb rhti hai kia m us k sath us k gunah ka hisadar hon ab ? yaa us k lie koi kafara hai ? 




1)Zina karna gunah e kabira hay.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30). 2)Osay sachay dil se toba karni chahea. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

send
talaq






S/no:5

http://qoitrat.org/qa/hr_sep.gif

Print me- Delete

User Info.

bazgha - bazghahina@yahoo.com - tucson - usa 

Question ID

16186 

Question Date

Sunday, September 02, 2012 

Mujtahid Name

pls sir is ka answer serf mujy email ker 

Question

Jab husban ek dafa talaq de dane tu kya 2 years bad apni wife k pass a sakta hai Or mera 2nd question hai k ager ek dafa talaq day de or us k 4month bad us ki girlfriend us ki wife se khey k us nay devorice paper tayer hai or mere pass hai tu kya talaq ho jati hai competley 

1)Talaq e bayan wo talaq hai jis k baad mard apni aurat ki taraf rajoo krnay ka haq nhi rakhta yani begair nikah k dobara isay apni biwi nhi bna sakta. Is k alawa aik talaq hai wo talaq e rajei hai jis ka matlab ye hai k jab tk aurat iddat ai ho shohar is sai rajoo kr sakta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2486)

2)Talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Send

Wazifa 32818 del



User Info.

arooj - aliza_princess18@yahoo.com - lahore - pakistan 

Question ID

32819 

Question Date

Friday, December 28, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Asalamalikum!! mujhe plz koi mohabat bharane k liye koi wazifa bata dein plz 


Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   12   13   14   15   16   17   18   19   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish