Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet12/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   8   9   10   11   12   13   14   15   ...   91


User Info.

malik ghulam qasim - malikqasim76@gmail.com - mianwali - pakistan 

Question ID

14208 

Question Date

Sunday, March 25, 2012 

Mujtahid Name

agha sistani 

Question

asa muqalid jo kisi asy mujtahid ki taqleed karta ho jo namaz k tashhood mein shshdat e salsa ko jaiz ni samajhta kia asy kisi paish namaz k pechay namaz parh sakta hai jo namaz mein shahdat e salisa yani ali un wali ullah parhta ho 

Dekhna paray ga.

Family planning

mene 1997 me abortion karwaya tha... masail na maloom honay ki waja se fetus ko humne dafnaya nahin... to ab meri kya zimedari banti hai??

ans : Qaraar e nutfa(mani k rehem main thehernay) k baad isqaat e hamal jaiz nahi he.magar ye khoof ho k hamal ka baaqi rakhna aurat ki zindagi k liay nuqsan dah hay tu hamal main agar jaan nah perhi ho tu isqaat jaiz hay,laikin hamal main jaan perhnay k baad bachay ka zaya kerna jaiz nahi hay. Agar maa khud bachay ko zaya kray to is ki diyat maa par wajib hai aur zaroori hai k wo diyat bachay k baap ya doosray worsa ko dai aur agar baap hamal ko zaya kray to is ki diyat is par wajib hai aur zaroori hai k wo maa ko ada kray. (Ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) jaded masayl ,masla # 73). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

ok

User Info.

arshad - arshad.afridi@ymail.com - karachi -  

Question ID

32850 

Question Date

Saturday, December 29, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

bacha zaya karne ki tablets kya hai plzz bato mujhe 

Qarar e nutfa k baad isqaat e hamal jaiz nahi hay.( Ref: ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #72 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Doulat mandi k lie 40 raat mai hai raat ko 40 martaba surah e lail surah # 92 ko parhain aur jab is ayat par pounchay “ ﻮﻤﺎﻻﺤﺪﻋﻨﺪﻩﻤﻦﻨﻌﻤﻪﺘﺠﺰﻯ ” to osay 3 bar parhain. (Ref : Payam E Shifa pg # 230)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Sharab

User Info.

Majid Ali - majid_lrk007@yahoo.com - Larkana - pakistan  

Question ID

32803 

Question Date

Thursday, December 27, 2012 

Mujtahid Name

malomat 

Question

sharab kis ayat mean haram ha or kio haram ha  

1)Quran mai bohat sai maqamat par sharab k haram honnay k zikr moujood hai. 1)Surah e maida surah # 6, ayat # 90 aur 91 mai hai k “iman walo sharab, juwa, but, pansa ye sab ganday shaitani aamal hain lehaza in sai perhaiz karo ta k kamiabi hasil kar sako. Shaitan to bas ye chahta hai k sharab aur juway k baray mai tumharay darmian bugz aur adawat paida kar dai aur tumhain yad e khuda aur namaz sai rok dai, kia tum waqaen ruk jao gay.” Is k alawa surah baqra surah # 2 ayat # 219, surah Muhammad surah # 47 ki ayat # 15 aur is k alawa surah yousuf mai bhi sharab ka zikr aya hai.

2)Aksar ahkam e sheri ki sabab or illatain(reasons) or shriyat k bananay walay(yani khuda) ki nazar main qabil e aytebaar maslihat hum logo se poshida hay, or hamari aqlain on ko samajhnay se aajiz hain. Or wajib ye hay k illat or wajah per nazr kiay baghair wazeh hadees ki pairwi(following) karain.(Ref: Lumah # 6, kitab e meras, nashir maktab e naveed e islam, pg # 472). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

1)Agar dil ilm k hasool may na lagta ho to surah e alaq ki ayat # 1 ta 5 likh kar is k galay may dalain aur pani par parh k pelain to zehen aur aqal ki tezi k liay bhi mujarrab hay. (Ref : Kitab naway salaheen pg no 346 )  

2)Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Dil k lie:

User Info.

NKS - naziasomro@hotmail.com - Islamabad - Pakistan 

Question ID

32797 

Question Date

Thursday, December 27, 2012 

Mujtahid Name

Ahle sunnat(Tahir-ul-Qadri) 

Question

Q#1 Mera 3 sal ka beta he jis ke pedaishe tor par dil ke 3 sharyanin band hain(congenital heart diseasse he) ,us ke 3 operation batai doctors ne. Eik surgery karwaye us ka koi faida na huwa, dosre surgery abhi karai na thi ke uske dimagh me khon jam gaya aur sedhay bazo aur tang pe falij ho gaya, abhi wo chal nahi sakta us ka koi aisa ilaj batain k surgery ki zarorat na pari. Q#2Mere husband jab sex karte hen tu me normal tariqi se discharge nahi hoti unka penis tera aur chota he us waqt me apna hath istimal karte hon magar satisfaction nahi hoti.plz koi ilaj batain hum miyan beiwe me tailuqat theek ho jain Allah aap ko din-o-akhirat me taraqi de(ameen) 

1)Dil k mareezo k nichay likhi hui dua bohat mufeed hai, Is k lie teen teen bar awal aur aakhir durood parhain aur darmian mai sinay par hath rakh kar 3 bar ye dua tilawat karain. ﻴﺎﺤﻰﻴﺎﻘﻴﻮﻡﻴﺎﻻﺍﻠﻪﺍﻻﺍﻨﺖﺍﺴﺌﻠﻚﺍﻦﺗﺤﻴﻰﻗﻠﺑﻰﺍﻠﻬﻡﺻﻠﻰﻋﻠﻰﻤﺤﻤﺪﻮﺁﻝﻤﺤﻤﺪ

(Ref : Payam E Shifa pg # 193)

Pait ka dard

User Info.

Haq nawaz - Nawaz42@hotmail.com - Hote Khan Jalbani - Pakistan 

Question ID

32801 

Question Date

Thursday, December 27, 2012 

Mujtahid Name

Sayyed Ali seestani d.b 

Question

Sir assalam alaikum and ya Ali madad. Sir mera pet buhat sakht ho gaya hai kafi illaj karaya hai koi farq nahi ho raha aur ulcer ki test bhi karai hai wo bhi -ve hai. Aap koi illaj bataye plz. 

Pait mai dard k lie hazrat ali a.s. nai pait mai dard k lie ye dua taleem farmai hai, mola Ali a.s garam pani pinay k bad ye dua parhtay thay, dua ye hai, ﻴﺎﺍﷲﻴﺎﺍﷲﻴﺎﺍﷲﻴﺎﺮﺤﻤﻦﻴﺎﺮﺤﻴﻤﻴﺎﺮﺐﺍﻻﺮﺒﺎﺐﻴﺎﺍﻠﻪﺍﻻﻠﻬﺔﻴﺎﻤﻠﻚﺍﻠﻤﻠﻮﻚﻴﺎﺴﻴﺪﺍﻠﺴﺎﺪﺍﺖﺍﺷﻔﻰﺒﺷﻔﺎﺌﻚﻤﻦﻜﻞﺪﺍﺀﻮﺴﻘﻤﻔﺎﻨﻰﻋﺑﺪﻚﻮﺍﺑﻦﻋﺑﺪﻚﻔﺎﻨﺎﺍﺘﺘﻘﻠﺐﻔﻰﻘﺑﺿﺘﻚ

(Ref : Naeem ul aamal pg # 345)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

zeenat

User Info.

naeem anwer - night_warior20032000@yahoo.com - quetta - pakistan 

Question ID

32796 

Question Date

Thursday, December 27, 2012 

Mujtahid Name

balon ko colore karna 

Question

kya balon ko colore karna jaiz hai? 

Agar baloo ko rangnay ka maqsad sirf zeenat ho, kisi ko dhoka dena na ho, missal k tor par aib ya apni umer ki ziadti ko chupana, to koi haraj nahi hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 525 pg # 270)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

wahab - wahabjiya@yahoo.com - peshawar - pakistan 

Question ID

32795 

Question Date

Thursday, December 27, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

asalamu alekum; mera sawal ye hai k Quran mai kitny sajda sahwa hai our kon kon se para main sajda sahwa hai 

Sajda e sahw alag cheez hai aur quran k sajday alag cheez hai.

1)Sajda e Sahw 2 cheezon k lie kia jata hai i: namaz k tashahud ka bhool jana. ii:char rakati namaz mai doosray sajday k doran shak karna.

2)Quran majeed mai 15 ayatain aisi hain jin k parhnay ya sunnay k baad khuda ki azmat k samnay sajdah karna chahaea in mai sai 4 maqamaat par sajdah wajib aur 11 maqamaat par sajdah mustahabb hai. Quran majeed k wajib sajday: (1)Surah sajdah surah # 32 para # 21 ayat # 15 (2)Surah fussilat(ha meem sajdah) surah # 41 para # 24 ayat # 37 (3)Surah Najam surah # 53 para # 27 ayat # 62(last ayat) (4)Surah elaq surah # 96 para # 30 ayat # 19(last ayat) Quran majeed k mustahabb sajday: (1)Surah aaraf surah # 7 para # 9 ayat # 206(last ayat) (2)Surah raed surah # 13 para # 13 ayat # 15 (3)Surah nahal surah # 16 para # 14 ayat # 50 (4)Surah ban e israieel surah # 17 para # 15 ayat # 109 (5)Surah marium surah # 19 para # 16 ayat # 58 (6)Surah haj surah # 23 para # 17 ayat # 18 (7)Surah haj surah # 23 para # 17 ayat # 77 (8)Surah furqan surah # 25 para # 19 ayat # 60 (9 Surah namal surah # 27 para # 19 ayat # 26 (10)Surah Suaad surah # 38 para # 23 ayat # 24 (11)Surah insheqaq surah # 84 para # 30 ayat # 21. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) fiqhi istilahaat)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

qunoot


User Info.

batool - batooljaffri@yahoo.com - nawabshah - pakistan 

Question ID

32800 

Question Date

Thursday, December 27, 2012 

Mujtahid Name

Aya tullah Sistani 

Question

aoa...kia namaz me dua e qunut k bad kuch b dua mang sakte hen?? ya dushmanan e Ale Rasool (s.a.w.w.) pr tabarra kar sakte hen???

1)Apni taraf sai dua bana kar parhna jaiz hai laikin masoomeen a.s. sai marwi duain parhna behtr hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 87,pg # 45)

2)Qunoot mai insan jo zikr bhi parhay chahay aik dafa subhan Allah hi kahay kafi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1106)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

3127

mutah


Salam. My questions is that Can I do Mutah with Suni Virgin Girl without getting permission from her Father or Grand Father, if we both decided to do only oral (by hands) and not doing humbistari. Thanks.

3125


Istelahat

Rukan se kya Murad ha?

Ans : Rukan sai murad hai k agar insan inhain baja na lay to chahae aisa krna jan boojh kar ho ya galti sai ibadat batil ho jati hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 929)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

2900



azadari

Assalam-o-Alaikum

I want to ask about zanjir zani. Is it allowed? i am confused because as we know even if we have one drop of blood on our dress or body we can not pray.So the people who are doing it their wounds bleed alot even after taking shower so what about them and during zanjir zani many people get the drops of blood on their dress and they cannot pray until they go home and take a bath ,where as usually people stay with the jaloos. thanks

Ans:1)It is better to perform azadari in accordance with the society.(REF: www.sistani.org , farsi , shaair-e-deeni , Q 11).

If the body or the dress of a person wishing to pray is stained with blood from wound or sore etc, he can pray namaz with that blood as long as the wound or the sore has not healed up. And the same applies to pus, which may flow out with blood, or any medicine which became najis, when applied to the wound or the sore. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 836)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

2969



Na mehram

ager larka or larki Khuda ko hazir nazir jaan k ek dusrey ko ek dusrey ko tasleem ker lein, to kia wo ek dusrey k liey mehram hain,

unka aapas mein mein guft o shaneed kerna munasib hai? jb keh wo ek dusrey ko apna life partner samajhtey hain.

Ans : Aik larki ka kisi no-jawan sai dosti krna is eitebar sai k shadi aik dam to nhi hoti bal k shoru mai baat cheet hoti hai to ye jaiz nhi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 125,pg # 65)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

2977


Suraj girhan

salam


what is the effect of eclipse on a pregnant woman. is there any affect on the baby if she goes out or eat sth.is she only allowed to lie down for the whole time of eclippse. wht does islam says bout it?

Ans : 1)The sun and moon eclipse have no affect on pregnant women. (Ref: Email rcvd from, http://alsistani.org/a, dated: Nov 6, 2011).2) Namaz-e-Ayaat becomes obligatory due the following four things:

1:Solar Eclipse

2:Lunar Eclipse

The prayer becomes Wajib even if the moon or the sun are partially eclipsed, and even if they do not engender any fear.

3:Earthquake, as an obligatory precaution, even if no one is frightened.

4:Thunder and lightning, red and black cyclone and other similar celestial phenomena, which frightens most of the people; similarly for the terrestrial events like receding sea water, or falling mountains which engender fear in these circumstances, as per recommended precaution, Namaz-e-Ayaat be offered. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1472) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

 ok


Ahkam e nikah

User Info.

Javed Khan - khanjaved8719@yahoo.com - Lahore - Pakistan 

Question ID

17130 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mari baat cheet aik larki se pakki ho chuki he mare rishtedaar he,sb bazurgoon me baat pakki he aur hum se bhi pocha gaya aur humain bhi kabool he aur kuch months me shadi bhi ho jaye gi mgr kia is trha nakah ho jata he mean sb me aur hum dono me baat cheez pakki he aur kia hum aik dosre se sex kr sakte hain tafseel se batana 










Baat pakki hona nikah nahi hota hai aur aap aik doosray k lie na mehram hi hain jab tk k nikah k sighay na parhay jain. Q k shadi k lie nikah k bool (sigay) parhna zaroori hai. aurat aur mard k faqat razi hona aur isi terh nikah nama likhna ehtiyat e wajib ki bina par kafi nhi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2328)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

Mudasir - Abbasmudasir@gmail.com - Srinagar - India 

Question ID

17112 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

Ayatollah sistani 

Question

I want to is this website of ayotollah sistani. And are we getting answers from him. 

Quran-o-Itrat Academy website is all about Istifta , Books Of Mujtahid ( Maraja-e-Uzzam ) with the online question and answer system for commonly asked questions according to the fatawa of mujtahideen including ayatollah sistani d.b. but this is not the official website of ayatollah sistani d.b. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Khaanya pinay k ahkam



User Info.

saima - saima_abbas_4@hotmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

17142 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

aaqa e sistani 

Question

makhroh animals ? 

Janwaroo mai Ghoray(horse), khachar(mule. “A mule is the offspring of a male donkey and a female horse”) , aur ghaday(donkey) ka ghost khana makrooh hai. is k alawa baaz paribday jaisay hudhud(woodpecker) aur ababil(swallow) ko zibah krna makrooh hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2587-94)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

ok

Haiz



User Info.

Shabbir ahmed - hsbc319@gmail.com - Hyderabad - India 

Question ID

17138 

Question Date

Thursday, October 11, 2012 

Mujtahid Name

Agha Sistani 

Question

Salams. Is it okay if i have sexual intercourse with my wife on the last day of her periods where the flow of blood has stopped completely and she has not taken Ghusl. Is it haram to do so?  










After a woman has become Pak from Haiz, and before having done Ghusl her husband can have sexual intercourse with her. Though it is better to have sexual intercourse after the woman has washed herself.  (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 457)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).


Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   8   9   10   11   12   13   14   15   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish