Check karnay hain k send huay hain ya nahi Mubtilat roza



Download 1,42 Mb.
bet11/91
Sana22.06.2017
Hajmi1,42 Mb.
#11667
1   ...   7   8   9   10   11   12   13   14   ...   91

1)Istibra aik mustahab amal he jo merd hazraat paishab kerne k baad is liay anjaam daitay hain k itminaan hasil hojaay k ab paishab nail main baqi nahi raha he.Laikin aurat k liay peshab k baad istibra nahi hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 69)

2)Namaz parhnay walay ka libas pak hona zaroori hai. Agar koi shakhs halat e iktiyar mai najis libas k sath namaz parhay to is ki namaz batil hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 787) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



User Info.

shahil - shahil.kumar23@gmail.com - lucknow - india 

Question ID

15034 

Question Date

Monday, July 30, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

sir mera sawal hai ki mai hindu hun or mai jis ladki se mohabbat karta hun vo muslim hai or vo bhi mujhse bahut mohabbat karti hai vo sil se hume apna husband manti bhi hai or vo kisi or apna husband kabhi nahi maan sakti dil se aisa uska kahna hai,hum dono ka physical relation bhi ho chuka hai to kya hum dono ki shadi ho sakti hai.. 

1)Musalman aurat kafir(maslan hindu) mard se nikah (shadi) nahe karsakte chai perminant nikah (shadi) ho ya tempory nikah (shadi )ho.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2364)

2)Musalman banne k lye agar kohe kafir kise bhi zaban me allah ki wadaniyat aur hazrat Muhammad (s.w.a) ki nabuwat ki ghawahe de to wo musalman ho jata hai . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 205)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).



User Info.

Syed jaun - jaun_redline@YAHOO.CO.IN - Delhi - india 

Question ID

15069 

Question Date

Tuesday, July 31, 2012 

Mujtahid Name

Ayetullah Agha Seestani R.A 

Question

Assalamoalaikum. I am a follower of Ayatollah Sistani and my Question is that is it necessary to accept all Orders (Hukm) of (rehbar)wali e faqih? plz reply wassalam 

Del

User Info.

shadab - m_ss@in.com - GHAZIABAD+DADRI - India 

Question ID

13963 

Question Date

Friday, March 16, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

kya ham salgirah ki mubarakbaad de skte hain ya mana skte hai. 

Tabish

User Info.

Ani - qurat_ani2000@yahoo.com - Sialkot - Pakistan 

Question ID

15156 

Question Date

Wednesday, August 01, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

Aa salam u alakum mufti shahib mera swal ap se ye ha k kya main apny gher kam kerny wali aurt ko zakat k paso se eid k lye kapry ly ker dy skti hu.aur kya kisi ko zakat ki raqm daty waqt use ye btana zaruri hai k ye zakat hai ya nhi please jawab zarur dy 

Zakat 10 cheezoon par daina wajib hay.

1:Gandum(wheat).2:Jau(barley).3:Khajoor(date).4:Kishmish.5:Sonay k raa’Ie’jul waqt sikkay(Current Currency Coins).6:Chandi kay sikkay. 7:Oont(camel) 8:Gaey(cow).9:Bhairh bakri.10:Maal-e-Tijarat par ehteyaat lazim ki bina par. in main say har aik jab apnay muqarrirah nisaab per pohanch jaay tu in per zakat daina wajib hoti hay(ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 1820,1865). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)



2)Jis sherhe faqeeer ko zakat de jaay is ko ya batana zaroore nahe hai k ya zakat k maal hai. Balke agar faqeer zakat lene me khifat( sharam) mehsoos karta ho to mustahabb hai k ise maal to zakat ki niyat se diya jaay laikin is ka zakat hona is per zahir na kiya jaay . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1899)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

User Info.

Raheen ullah dar - raheenullah99@gmail.com - srinagar,kashmir - india 

Question ID

14016 

Question Date

Sunday, March 18, 2012 

Mujtahid Name

sunah 

Question

agar aek ladki kisi ladke se pyaar karti ho aur use apni galati ka aehsaas ho jaye aur woh us ladke ko chood de likin dil se abhi bhi us se hi pyaar karti ho toh use kya karna chahiye...  

Gair ikhtari kaam par koi hokum nahi lagaya ja sakhta. Agarchah is ka muqaddima ikhtiari hay. agar haram ho to is ka murtakib na hoon. Lakin har surat may shawat aur lazzat wala kaam nikah say pehlay haram hay. (Ref : Ayatullah Sistani d.b. official website http://sistani.org/index.php?p=827020&id=972 Q#1) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

User Info.

hadi - hadi_kust@yahoo.com - lahore - pakistan 

Question ID

14689 

Question Date

Wednesday, July 04, 2012 

Mujtahid Name

Agha e sistani 

Question

agar kisi ko pata na ho k ighlam kiye hue ladke ki behn se ighlam karne wale ladke ki shadi nahi ho sakti . aur bad me pata chal jay ... aur waha sab shadi ki tayari b kar rahe ho aur is ladke ne is bure fael se toba b ki ho ...to kia ab wo shadi nahi ho gi? 

Ighlaam karwanay walay larkay(na balig) ki maa, behen or baiti ighlaam kernay walay (balig) par haram ho jati hain.aur agar iglam karwanay wala mard(balig) ho ya iglam karnay wala larka(na-balig) ho tab bhi ehtiyat e wajib ki bina par haram hai.lakin agar ghuman ho k dhokool hua tha ya shak karay k dkokool hua tha ya nhi to phir wo haram nhi ho gay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2369)

User Info.

adnan - adnanzamir@ymail.com - islamabad - pakistan 

Question ID

14760 

Question Date

Tuesday, July 17, 2012 

Mujtahid Name

hanfii 

Question

kia 4 nafal agatha parh saktey hain agar han to tariqa kia hai? ya phir sirf 2,2 kr ka hi parha jain? 

Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.

Mastahabb namazain 2 2 kar k hi parhi jain gi. Magar ye k kisi namaz k baray mai riwayat mojood ho maslan namaz e aarabi



User Info.

iram - fiza.iram@yahoo.com - faisalabad - pakistan 

Question ID

14763 

Question Date

Tuesday, July 17, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mere behn ke mrze ke khelaf shadi hoi.os k shohr ny os sy zabrdasti humbestri ki.ab os ki talq ho gai aisy main os ki kitne iddat ho ge 

Nikah ki shriat mai sai hai k mard aur aurat donoo shadi ar razi hoon isi lie ye nikah sahi nahi hai(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2335)

User Info.

Hasiba - zindgie65@yahoo.com - Gujranwala - Pakistan 

Question ID

13894 

Question Date

Tuesday, March 13, 2012 

Mujtahid Name

N/A 

Question

Salam kesy hain app meri api jin ka naam Nazia hai un ki ankh per her chand ki 1 aur 14wee k chand ko chandri nikle ati hai ab to aram bhi nahi aa raha bohot phool gai hai aur dard bhi karti hai plz iss ka koi ilaj bata dain 

Ref : http://quraniilaj.blogspot.com/2012/02/blog-post_7955.html

User Info.

husna - h_y2911@hotmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

14200 

Question Date

Sunday, March 25, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

ager shoher 4 years se apni wife se na mila ho aur 4 years baad talaq ho jay tou kia ourat per iddat wajib hogi? 

Agar aap k sohar nay 4 saal say pehlay bhi khabi hambistri ki ho aur phir tallaq di to zaroori hay k aap talaq k baad iddat rakhain. Lakin agar hambistri khabi nahi ki aur talaq ho gy hay to is k lye koi iddat nahi hayyani aap talaq k foran baad nikah kar sakhti hain.

Iddat: Aisi aurat ki iddat jis k do(2) haiz ka darmiani fasla 3 maah(month) se kam ho ye hay jab is ka sohar usay paki ki halat me talaq de (yaani jab wo periods main nah ho) tu jab os aurat ko talaq k baad teesra haiz (menses) aay tu oski iddat mukammal huti hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2475 )



User Info.

Zubair Alam - er.zubairalam@sifymail.com - Moradabad - india 

Question ID

14195 

Question Date

Sunday, March 25, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

mare shaadi ko 4 sal ho gay hay. mare bevi maray pas sona nahe chathe or jub mera dil shobhat karna ka hota hay to vo mana kar dayte hay. mujhay sex karnay ka bhout dil karta hay magar may kuch nahe kar pata. is therha mujhay 2-3 sal gujar gay hay 2-4 mounth may 1-2 din he shobhat kar pata ho. mujhay kay karna chayya 

1)Bivi k liay zarori(wajib) hay k jab bhi shohar os say jinsi lazzat(sex) hasil kerna chahay tu oski khahish pori karay or shar’e uzr(any Islamic reson, i.e: in periods) k baghair shohar ko hambistari say nah rokay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2376).

2) Agar koi aurat hambistri aur jinsi lazzat k silsile me sohar ka sath na day kar is ki khowish puri na karay to sohar us ki roti , kapray aur makan ka zimadar nahi he. Agar chahe wo sohar k pas hi rahay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2377).



User Info.

samia - arshadsamia@ymail.com - multan - pakistan 

Question ID

14194 

Question Date

Sunday, March 25, 2012 

Mujtahid Name

 

Question

salam.i am 23 yrs old girl.meri 3 saal pehle apne khala k bete k sath mangani hui th.wo mjhe pasand krte the or men bh unko pasand krne lg gai.hamari apas men kafi understanding ho gai he 3 saalon men..or ab agle sal hmari shadi bh he.kia mangetaron ka apis men relationship islam men jaiz he,is niyat se k un ki apas men shadi honi he?plz is ka reply zarur krye ga mere email adress pe.or aik or masla bh he wo ye he k ham aik dusre k bager nai reh skte the,bht zarurat mehsus hoti th aik dusre ki jese miyan biwi ko aik dusre ki zarurat hoti he wese.. ham ne pichle saal shadi krne ka decide kiya ham ne apne parents ko bh ye bat btai k ham nikah krna chahte hen ap hmara nikah kr den bt wo nai mane,unhon ne kaha k pehle apni parhai mukamal kro phir kren ge shadi..to ese men gunah kis pe he?hamen ajeb ajeb jinsi khyalat ate hen or sexual desire buht ziada hoti he.plz ese men hamen guide bh kijye ga k hamen kia krna chahye..hamare parents to kehte the k apis men contact na rakho bt ham se aik dusre k bager bilkul nai raha jata hamare lie bilkul na mumkin he esa krna..plz mere sare questions ka detail men answer dijye ga ...i m waiting... 

Del rep

User Info.

gul mohammad - gul_muhammad@yahoo.com - 87000 - Pakistan 

Question ID

14209 

Question Date

Sunday, March 25, 2012 

Mujtahid Name



Question

i have my home with my wife in one place my brothers & parent are living separate from me so How can i pray in safar 

A traveller should reduce the Rakats in Zuhr, Asr and Isha prayers, that is, he should perform two Rakats instead of four, subject to the eight conditions:

The first and main condition is that his journey is not less than 8 farsakh . A farsakh in shariah is a little less than 44 kilometres. (When converted into miles, 8 farsakh is equal to 28 miles approximately).



User Info.

husain khan - rs39518@gmail.com - jodhpur - india 

Question ID

14203 

Question Date

Sunday, March 25, 2012 

Mujtahid Name

sunni 

Question

kuch log namaj padhte waqt muh me kuch khate he to kya unki namaj kubul hoti he 

Mubtilaat e namaz may say aik khana pina hay. Agar koi shakhs namaz k doran is terha khaye k loog ye na kahain k namaz parh raha hay to is ka ye amal janboojh kar ho ya bhool chook ki wajah say ho is ki namaz batil hay.

Aur agar kisi shakhs ka khana ya pina namaz ki shakl ko khatam na bhi karay tab bhi ehtiyat e wajib ki bina par zaroori hay k namaz ko dubara parhay .



Aur agar namaz k doran koi aisi ghiza nigl li jay jo k mooh(mouth) ya dantoo k darmian may rah gy ho to namaz batil nahi hoti hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, topic mubtilaat e namaz ki shrt # 10, maslah # 1141-42 )

User Info.

syed wiaqar hussain shah - husnainali10@yahoo.com - rawalpindi - pakistan  

Question ID

14199 

Question Date

Sunday, March 25, 2012 

Mujtahid Name

agah saitani 

Question

shaidi khy bad halla hay or khy ham haar 

Del

User Info.

mukhtar Ali - dodiababar@gmail.com - karachi - pakistan 

Question ID

14193 

Question Date

Sunday, March 25, 2012 

Mujtahid Name

ayatullah khooi 

Question

sub se kum umer mujtahid ka kia naam hai ? 

Rep

User Info.

aslam - nawab_m2@yahoomail.com - abha - saudi arabiya 

Question ID

14204 

Question Date

Sunday, March 25, 2012 

Mujtahid Name

shaadi 

Question

shaadi ki pehale raat jab room dakel ho va waqt kya karna chaheya 

Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hay k jima k waqt mustahab hay k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab bivi haamla ho, or jima k waqt jo kaam makrooh hain on main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumayraat kdin k,3. groob e aaftaab k waqt ka hona,4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena,5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main ,7. islami mahinay ki dermiyaani or aakri taarikh main jima kerna,8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna,9.berhana (naked) halat main jima kerna,10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna,11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh he. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 ) Hambistari ki dua: Mustahab hay k hambistari say pehlay apna haath bivi ki paishani k baal (hair of forehead) par rakhay or ye dua perhay: ﺍﻠﻠﻬﻢ ﻋﻠﻰ ﻛﺘﺎﺑﻙ ﺘﺰﻮﺠﺘﻬﺎ ﻮ ﻔﻰ ﺍﻤﺎﻨﺘﻙ ﺍﺨﺬﺘﻬﺎ ﻮ ﺑﻛﻠﻤﺎﺘﻙ ﺍﺴﺘﺤﻠﻠﺖ ﻔﺮﺠﻬﺎ ﻔﺎﻦ ﻘﻀﻴﺖ ﻠﻰ ﻔﻰ ﺮﺤﻤﻬﺎ ﺷﻴﺌﺎ ﻔﺎﺟﻌﻠﻪ ﻤﺴﻠﻤﺎ ﺴﻮﻴﺎ ﻮ ﻻﺘﺠﻌﻠﻪ ﺸﺮﻚ ﺍﻠﺸﻴﻄﺎﻦ (“Alla humma alaa kitaabeka tazwwajtoha, wa fee amanateka akhaztoha, wa bekalematekastahlalto farajaha, fa in qazayta lee fee rahmeha shyan fajalhoo musliman saweeyyan wa laa tajalahoo shirkashshaitan”) Tarjuma: “Yaa Allah main nay tairi kitaab k mutabiq is say nikah kia or tairi amanat mian is ko liya hay or tairay kalimaat k zariye say is ki sharam gaah ko halaal kia, pas agar tu nay is k rehem me mairay liay koe cheez ka faisla kiya hay tu is ko muslam or kaamil qarar de or is main shaitaanki ki sharkat na qarar de.” (Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part#3,maslah#4) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Note: degar maloomaat k lye aap Kitab Islam aur jinsiaat ki taraf raju kar sakhtay hain.


Download 1,42 Mb.

Do'stlaringiz bilan baham:
1   ...   7   8   9   10   11   12   13   14   ...   91




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish