Agar shawan(iraday k bagair) ya be-ikhtiyar ulti ho jaay to roza batil nahe hota hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1618)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
User Info.
|
azam - azamshaikh53@yahoo.com - mumbai - indya
|
Question ID
|
14750
|
Question Date
|
Monday, July 16, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Salam alaikum ramzan me rat ko biwi se sauhbat ki sehri ki. Subah 11pm gusl kiya to roza makror ho y jayga?
|
1)Agar Junub shakhs ramzan me jan booj kar azan e subah tak ghusl na karay ya jis shakhs ka fariza tayammum ho wo jan booj kar tayammum nah karay to zarori he k us din ka roza pura karay aur phir aik din aur roza rakhey aur q k ye tay nahi he k ye dosra roza qaza he ya saza , lehaza ramzan k is din ka roza bhi ma,fiz zimma ki niyat se rakhe aur ramzan k bad bhi jis din roza rakhe is me qaza ki niyat na karay.
2)Agar koe shakhs ramzan k roze ko jaan bojh ker janabat per baqi rahne ki wajah se batil karey jabkeh jabar (zabardisti) aur na’chari ki bina per nahi balkeh amadan(jaan boojh kar) aur ikhtiyaar se aisa kia ho to is per rozay ki qaza k alawa kaffarah bhi wajib ho ga. Aur jo koe mazkoora omoor k alawa kisi aur tariqay se roza baatil karay to ehthiyaat e mustahab ye he k wo qaza k alawa kaffarah bhi day. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1591,1630)
User Info.
|
juned mukadam - junedmukadam@hotmail.com - khaitan - kuwait
|
Question ID
|
14740
|
Question Date
|
Sunday, July 15, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
i want to knw the dua for ghusl e jannabat pls forward it to me.
|
Dua before Ghusl e janabat is not obligatory it is mustahabb .(Allaa humma tah’hir qalbee wataqabbal saa’yee waj’al maa indaka khairallee, alla hummaj alnee minat tawwabeena waj alnee minal muat tahhireen)( اللهم طهر قلبي وتقبل سعيي واجعل ما عندك خيراً لي ، اللهم اجعلني من التوابين واجعلني من المتطهرين) (Ref : sistani(d.b),urwatul wusqa part#1, [683] ka masla#22 ). (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaay)
User Info.
|
Asma - asmakamal19@gmail.com - Bangalore - India
|
Question ID
|
14877
|
Question Date
|
Friday, July 27, 2012
|
Mujtahid Name
|
Shadhi
|
Question
|
Assalam Walakum,Mere mangater ne muj se narazgi main 1 dosri ladki se bath cheat kar liye aur uske sath zina bhe kiya hai, abhe wo ladki unse shadhi karna chate hai aur main bhe unse shadhi karna chate hoon, mere parents ko iske bare main pata nehe hai, uss dusri ladki ke liye rishata aya hai lakin wo use tukra rahe hai, mere mangater aur mera rishta 3 sal se hai, mere parents aur Ladke ke parents sab mere sath hain, ladka muj se bath nahe kar rahe hain lakin us ladki se bath kar rahe hain, mujhe aisa lagata hai ke wo dusri kadke ager shadi kar ke chale jayege to mere mangater muj se nikha karna chate hain, pata nahe main kya karoon, mere rahnumai kareen, mere parents ke izat ka sawal hai aur mere bhee. Please reply Mail main hi kareen. Jazak allaha
|
Aurat aur os k wali(baap/dada) k lie behtar hai k on sifaat or khasaais ko ehmiyat dain jin ka sohor main hona zarori hay. aurat ko chahiay keh wo aisay merd ko apnay rafeeq e hayaat k taur per muntakhab karay jo dendar,pak daman,or baa akhlaq ho. sharabi na ho or burai or muhliq gunaho ka irtekab na karta ho (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 387 pg # 232 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
noor - noornaveen655@yahoo.com - India - India
|
Question ID
|
19233
|
Question Date
|
Monday, October 22, 2012
|
Mujtahid Name
|
noornaveen655@yahoo.com
|
Question
|
I want to know can you talk sexy things with your husband while he is not living with you. I feel myself aroused when I listen to him . Is it right?
|
Yes husband and wife have permission to frivolous talk. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
User Info.
|
ASAD KHAN - MASADKHAN4444@YAHOO.COM - AURANGABAD MH - INDIA
|
Question ID
|
32770
|
Question Date
|
Wednesday, December 26, 2012
|
Mujtahid Name
|
pyaralise
|
Question
|
ASSALAMUALIEKUM hamare dada jaan ki umar 95 saal hai or unhe pyaralise huwa hai jisme aadha jism ne kaam karna band kar diya hai koi ilaj bataye
|
Gehray nilay rang ka dhagha mareez k qad k barabar nap lain phir isi daghay k barabar 6 aur nap lain. Kul 7 tarain ho jain gi. In dhago ko mila kar un par surah alam nashrah surah # 94 parh kar phonk mar kar aik ganth marain isi terah 6 mazeed garhain lagain surah parh kar. Yani 7 tarain aur 7 garhain ho jay gi, ab falij zada kamar par bandh lain, inshallah chand dino mai theek ho jay gi. (Ref : Payam E Shifa pg # 201)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
User Info.
|
Babar Bhayo - Babarbhayo@rocketmail.com - Kandhkot - Pakistan
|
Question ID
|
32271
|
Question Date
|
Wednesday, December 05, 2012
|
Mujtahid Name
|
Deoband
|
Question
|
Assalam o Alaikum. Sir I just want to know. Tell me ahadith and verses of Quran about "telling a lie" and "abusing (using bad language)" as well as about liars and abusers? Please sir, answer briefly. Thanks. Babar Bhayo
|
1)jhoot k baray mai quran ki ayat: Jhoot to wohi log boltay hain jo khuda ki ayaton par iman nahi rakhtay hain. (Surah nahal surah # 16 , ayat # 105)
2)Jhoot k baray mai Hadith: Imam a.s. ka qoul hai k Allah nai tamam burai aur gunahoo k lie talay muqarrar kiay hain in tamam taloo ki chabi sharab hai aur jhoot sharab sai bhi badtar hai. (kafi, jild # 2, pg # 340)
3)Islam mai gali denay ki koi gunjaish nahi hai, Islam to kafiron ko bhi gali denay ka rawadar nahi hai surah anam surah # 6, ayat # 109 mai khuda nai irshad farmaya hai k “Mushrikeen k khud sakhta khudaoo ko gali na do k wo thumaray khuda ko gali dain gai.”
4)Hadees mai hai k “khabardar, logo ko gali na do is sai dushmani janam leti hai”(Wasail us Shia jild # 12, pg # 298)
(Ref : Kitab Moharammat e Islam Pg 159, 216)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Thuk k a masla roza
User Info.
|
MUSTAQUEEM AHMAD - mustaqueem_2005@yahoo.co.in - NEW DELHI - INDIA
|
Question ID
|
14875
|
Question Date
|
Friday, July 27, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Asslam O Alaikum, Mera Question ki roze ki halat mein munh mein thuk bahut aata hai to mein ise andar le sakta hun(aur agar jyada ikattah ho to iska kiya rasta hai) iske masayal meharbani kerke btaye.
|
Moo(mouth) ka pani(thuk) niglnay sai roza batil nahi hato hay chahae kisi wajha say bhi moo mai aa jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1560 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
User Info.
|
fatima - brainy_zehra13@hotmail.com - karachi - pakistan
|
Question ID
|
14985
|
Question Date
|
Sunday, July 29, 2012
|
Mujtahid Name
|
Ayatullah sistani
|
Question
|
mera sawal yeh hai k islam mein pasand ki shadi ki kia ihmiat hei kio k jahan tak mujhe pata hai k bibi Khadija ne bhi Rasool ko pasand kr k un se nikah kia.. mujhe baatein k pasand ki shadi krna jayez hai ya nhi
|
1)kisi bhi gair ekhteri amal per shariat koi hukum nahi lagati laikin yaad rahey k shariat kisi bhi aisay irtebat ya mulaqaat ki ijazat nahi deti jo in’hain haram ki taraf le janey wala ho. (Mujthid se poushey gye sawalat part # 3, ques # 137, pg # 65)
Qasam
User Info.
|
tasawwar - tasawwar.ks@hotmail.com - lahore - pakistan
|
Question ID
|
15044
|
Question Date
|
Monday, July 30, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
kisi nay mujh say kaha keh Quran ki kasam khana apkay ya apkay ghar walon per bhari hota hai.. chay kasam kisi ki gahal fehmi ko door kernay kay lye sachi hi khai ho.
|
Agar koi shakhs qasam khaye k me jo kuch keh reha hoon sach keh reha hoon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram he balke muqadamat k fasile k waqt joothi qasam khana kabira ghunahoo me se he. Lakin is k kaffara nahi hota he. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2638) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Musafir ka roza
User Info.
|
shamimwali - shamimwali83@yahoo.com - karachi - pakistan
|
Question ID
|
15045
|
Question Date
|
Monday, July 30, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
safar mein roza farz hai ya nahi?
|
1)Jis musafir k lie safar mai 4 rakati namaz k bajay 2 rakat parhna zaroori ho osay roza nahi rakhna chahaea lakin jo musafir puri namaz parhta ho maslan wo shakhs jis ka pasha hi safar ho ya jis ka safar kisi na-jaiz kaam k lie ho to zaroori hai k safar mai roza rakay.
2)Ramzan mai safar karnay mai koi haraj nahi hail akin rozay sai bachnay k lie safar karna makrooh hai.
3)koi shakhs jisay ye ilm na ho k musafir ka roza rakhna batil hai agar safar mai roza rakh lay aur din hi din mai osay masla maloom ho jay to is ka roza batil hail akin agar maghrib tak hokum maloom na ho to is ka roza sahi hai.
(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1685,86,90) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Namaz jamat
User Info.
|
M zeshan abid - mzeshanabid@yahoo.com - Burewala - Pakistan
|
Question ID
|
15050
|
Question Date
|
Monday, July 30, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
A.a main ap se ye pochna chahta hon ky ap mujhe pliz amam ky pichy namaz parny ka tariqa bta dain or agr jamat se late ho jaeen to masla pehli 2 raqat reh gai hom to baqi kis trah ada ki jatain hain?
|
1)Namaz ki niyat karay, niyat kartay waqt zaroori hai k muqtaddi(namaz e jamat main shamil namazi) imam ko moean karay lakin imam ka nam jan’na zaroori nahi hai aur agar ye niyat karay k mai mojooda imam ki iqtida karta ho to is ki namaz sahi hai.
2)Zarori he k muqtadi(namaz e jamat main shamil namazi) Al-hamd or sorah k alawah namaz ki sab chezain khud perhay. Laikin agar iski pehli or dosri rakat, imam ki teesri or chothi rakat ho tu zarori he k Al-hamd or sorah bhi perhay.
3)Agar muqtadi namaz e subah, maghrib or isha ki pehli or doosri rakat main Imam e jama,at ki Al-hamd or sorah perhne ki awaaz sun raha ho tu chahay wo kalimaat(yani zikr) ko theek terah se nah samajh sakay zarori he k Al-hamd or sorah nah perhay or agar Imam e jama,at ki awaaz nah sun pay tu mustahab he k Al-hamd or sorah perhay, laikin zarori he k ahista perhay or agar sehwan(bholay se) buland awaaz perhay tu koe haraj nahi.
4)jo shakhs imam sai aik rakat pechay ho is k lie behtr ye hai k jab imam aakhri rakat ka tashahud parh raha ho to hathoon ki unglian(fingers) aur poun(leg) k talwoo ka agla hissa zameen par rakhay aur ghutnoo ko buland karay aur imam k salam parhnay tak intezar karay aur phir khara ho jae aur namaz ko mokummal karay.
(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 1441-43, 1433). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Qaza
User Info.
|
ubaid - ubaidullah_1991@yahoo.com - Quetta - Pakistan
|
Question ID
|
15047
|
Question Date
|
Monday, July 30, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Asalam o alikum Mera sawal ye he ke agar kese se namaz qaza hojate he ya kese or kam me masroof ho ya soraha ho or namaz qaza hojaye to qaza namaz parhne ke bad os par koye azab he or agar qaza namaz bhe na parhe os par kya azab hoga? or qaza namazo ko thadad patha na hone ke sorat me kya keya jaye? agar ap muje jawab me koye hadess sharif bayan karna chahe to please ye bhe bata de ke wo hadess kesne bayan keya he! jazak allah
|
1)Ada namaz ka tark karna kabeera ghunah mai shumar hota hai aur har wo kaam tark karna haram hai jo Allah ki taraf sai farz kia gya ho. Aur wo namaz jo kisi shakhs nay os k waqt par na parhi hoon un ki qaza wajib hai. Is lie qaza namaz ka chorna bhi ghunah e kabira mai shamil ho ga.(Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # abadaat masla # 29)
2)kisi shaks ko qaza namazo ki tadaat yaad nah ho k os nay kitni namazain nahi parhi hain maslan wo ye na janta ho k 3 thi 4 thi ya 5 thi to agar wo chotay adad k hisab say parh lay to kafi hai lakin behtr ye hai k itni namazain parhain k osay yaqeen ho jae k sari qaza namazain parh li hain maslan agar wo bhool gya ho k os ki kitni namazain qaza hui thi aur osay yaqeen ho k 10 sai ziada na thi to ehtiyatan 10 namazin parhay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1364)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Roza
User Info.
|
dua - sady8950@yahoo.com - lahore - pakistan
|
Question ID
|
15046
|
Question Date
|
Monday, July 30, 2012
|
Mujtahid Name
|
suni
|
Question
|
agar azan sun kr bhi roza late khola jaye kia roza makhroh hota hai?
|
Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.
Rozay dar k lie mustahabb hay k roza iftar karnay sai pehlay maghrib aur isha ki namaz parhay lakin agar koi doosra shakhs os ka intezar kar raha ho ya osay itni bhook lagi ho k hozoor e qalb k sath namaz na parh sakta ho to behtr ye hay k pehlay roza iftar karay lakin jahan tk mumkin ho namaz fazilat k waqt may hi ada karay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1720)
Nikah
User Info.
|
saira fatimah - saira.fatimah@hotmail.com - islamabad - pakistan
|
Question ID
|
15051
|
Question Date
|
Monday, July 30, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
kin kin halat main insan ko nikkah kr lyna cahye......???????
|
1)Jo shak shadi na hone ki waja se fale haraam me mubtela hota ho is per wajib ha k shadi kar le.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407)
2)shadi un mustahabbaat mai sai hai jin ki islam mai bohat ziada taqeed ki gae hai. Razool e akram ka irshad hai k jo shakhs shadi kar leta hai wo apna adha deen bacha leta hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 385 pg # 231 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Shadi biah
User Info.
|
sania uroj - sania_uroj@yahoo.com - lahore - Pakistan
|
Question ID
|
13989
|
Question Date
|
Saturday, March 17, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Mera husband mujhe mubashret karne se pahle bolta hy monh me lo aur chooso, kabi kabi to wo me sir ko dubat hy to us wo mere haleq tak chala jata hy. Kia eisa jaiz hy?
|
Do'stlaringiz bilan baham: |