Ahkam e nikah
User Info.
|
emman - neenamahi@yahoo.com - sssssss - ssssssss
|
Question ID
|
13858
|
Question Date
|
Monday, March 12, 2012
|
Mujtahid Name
|
sssss
|
Question
|
kya internet pay nikah ho sakta ha
|
Internet mai likh kar nikah kia jae to wo sahi nahe hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 108 ,pg # 53-54) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Aulad
User Info.
|
amber - ranawaqas005@gmail.com - sialkot - pakistan
|
Question ID
|
13850
|
Question Date
|
Monday, March 12, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
A.o.A meri shadi ko 2 saal ho gaey hain lakin muje hamal nai hota or ak dafa hamal thara or 11 din bad meri tabiyat kharab ho gai ap muje koi aysa wazifa batain jis se allha muj pa apni rehamat kery
|
Agar koi darj zail asma e husna ko talab e aulad ki niyat sai 40 roz tk har namaz k baad bila-nagah 40 martba prhay to wo sahib e aulad ho ga. Asma e husna ye hain “ ﯿﺎﺍﻭﻞ ﯿﺎﺑﺎﺮﺉ ﯿﺎﻤﺻﻮﺮ ﯿﺎﺨﺎﻟﻕ ﯿﺎﻤﺑﺪﺉ ” (Ref : Naway e Salaheen pg # 401)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Mian biwi k ahkam / shadi biah
User Info.
|
Muneeb Ahmed - muneebkwt@yahoo.com - sialkot - pakistan
|
Question ID
|
13867
|
Question Date
|
Monday, March 12, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Slam O alaikum... kia men apni wife se phone par ya internet par sexy baten ya us k jism ko dekh skta hon... kia ye jaiz he... ?
|
1)Sohar apni biwi k sath fasah(sexy) batain kr sakhta hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34). 2)Mian biwi aik dosre ka pora badan dekh sakte hain. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2400) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Dua
User Info.
|
batool - sbatool01@gmail.com - rawalpindi - pakistan
|
Question ID
|
13815
|
Question Date
|
Sunday, March 11, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
ma ny phly bhi sawal kya but ap ny ans nae dia mjhy pochna tha k agr kisi kam k liye misalsal dua ki jaye to kafi time guzarny k bad bhi dua qabol na ho to kya wo dua chor dn to na umeedi nhe hy? ans me plz
|
1)Dua: Khuda nay dua k qabool karne ka wada kia hai or is ki koi shara’it nahi hain. jo bhi khuda sai dua karta hai wo os ko jawab deta hai. aur ahla e marifat k lie wohi kafi hai aur agar dua ki lazzat ko mehsoos karay tu os ko phir kisi cheez ki zarorat nahi hogi. Laikin khuda se jo dua ki jati he oski tehqeeq karna (faiday mand hona) dua ki shara’it main sai hai jo k insan ki quwat sai bahir hai, Q k baaz awqaat insan kisi cheez ka talab gaar hota hai jab k os main insan ki maslehat nahi hoti or mumkin hai k wo os k natijay ki taraf mutawajjah nah ho k ye cheez os k lie faiday mand hai, ya os cheez ki maslehat ko jaana os k lie na-mumkin ho ya os ki khahish nizaam e takwini(kaaynaat ka nizam) sai takrao rakhne wali ho.(Ref: sistani.org/index.php?p=827020&id=904)
2)Allah sai mayus hona kabeera gunah mai shumar kia gya hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 29) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
User Info.
|
saima - saimamubarik123@gmail.com - lahore - pakistan
|
Question ID
|
13819
|
Question Date
|
Sunday, March 11, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
shohar ki lambe omar or sehat ky ley koi wazeefa bata day.shadi par chehra pornor ho or shadi ka tamam kam ba khariat anjam pa jay es ka bhi wazeefa bata day bohat maharbani ho ge
|
1)Umar ko ziada krnay wali cheezoo mai sai kuch ye hain: 1:Sadqa dena 2:Bohat dua krna, 3:namaz e shab prhna, 4:subah sai pehlay istegfar krna , 5:namaz e jamat par pabindi krna aur Imam Hussain a.s. ki bohat ziada ziarat krna. (Ref : Payam E Shifa pg # 299)
2)Sehat o aafiat k lie dua hazrat sajjad a.s. say marwi hai. “ Allah humma inni as’aa’loo’kal aa’fi’ya’to wsh shukra alal aa’fi’ya’te ” (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 211)
3)Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes benti he ghum ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he”. Aik aur irshad k aik jumla he k namaz e shab charahey ko safaid aur khoobsurat karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147)
4) Kisi bhi jaiz maqsad main kamiyaabi k liay 11 martaba durood sharif prhnay k baad 101 mertabah perhain. (yaa Allaaho yaa rahmaano yaa raheemo yaa kareemo yaa hay’yo yaa qay’yoomo). (Ref: Naemul aamaal , Pg # 314). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
S/no:33
|
|
Print me- Delete
|
User Info.
|
asifrahman - zishann.md@gmail.com - Ranchi - India
|
Question ID
|
26072
|
Question Date
|
Monday, November 12, 2012
|
Mujtahid Name
|
??
|
Question
|
maine suna hai ki mazi ak dirham se zyada nikal jaane par insaan naapak ho jata hai,mera sawal hai ki wadi kitna nikal jaata hai to insaan naapak ho jaata hai,mere har peshab ke baad thoda sa wadi nikal jata hai,agar ye har peshab ke baad nikle aur baar baar pant par lage to kya wo pant naapak ho jaayega?
|
Answer
|
|
Topic
|
Please specify in case of "Other"
|
Mazi pak hoti hai chahay jitni miqdar ho or agar wadi peshab se na meli hoi ho to pak hai chahay jitni miqdar main ho.(Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah # 70) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|
User Info.
|
Asma - asmakamal19@gmail.com - bangalore - india
|
Question ID
|
26145
|
Question Date
|
Monday, November 12, 2012
|
Mujtahid Name
|
quran
|
Question
|
Assalamwalakum, Kya hum dua karte waqt aisn khe sakte hain ke 1month main dua puri hojaye?
|
Answer
|
|
Topic
|
Please specify in case of "Other"
|
Dua ki qabooliat mai agar takheer ho jae to Allah ki rehmat sai mayoos nahi hona chaheay q k karim k dar par pukarnay wala khabi nakam nahi rehta, aik na aik din is ki suni jae gi aur murad hasil ho gi. Lehaza qabooliat aur adm e qabooliat ko Allah par chor kar os sai hajat mangtay rehain aur apna dukh dard osay sonatay rehay. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|
Aulad
User Info.
|
Mariyam - mariya.adnan@yahoo.com - Lahore - Pakistan
|
Question ID
|
13816
|
Question Date
|
Sunday, March 11, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
A.o.a mery 2 betiya hai beta koi nahi hai.pls koi wazifa batadai aulad narina ka hasool hogai
|
Hazrat Imam Jafar e Sadiq a.s sai marwi hai k aulad e Narnia(beta) k lie mard apna hath biwi ki naaf par daein taraf(right side) rakh kar 7 martaba surah e qadar surah # 97 ki tilawat krnay k baad mubashrat karay to murad puri ho gi aur jab hamal zahir ho jae to phir isi terh 7 bar tilawat karay. (Ref : Payam E Shifa pg # 93) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Wazifa
User Info.
|
SULMAN - ENG.MIAN41@GMAIL.COM - LAHORE - PAKISTAN
|
Question ID
|
13785
|
Question Date
|
Saturday, March 10, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Aslamoakim. mra ek frend k dil mme surakh ha.. medical treatment to continue ha but koi wazeefa bh btaen ta ku k ALLAH k nam me brkt ha so that plxx tell me soon a thing to do...
|
Dil k dard k lie surah nahal ayat # 98 ko surah naas aur surah falq k sath parhain aur osay kisi zarf mai likh kar osay pani sai dho kar wo pani mareez ko plai. (Ref : Kitab Makhzan e Amaliat pg # 79) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Musafir ki namaz
User Info.
|
aaquib - aaquibkhan02@gmail.com - vns - india
|
Question ID
|
13788
|
Question Date
|
Saturday, March 10, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
.mufti sb. Mujhe ye janna hai k namaze qasr kitne dino k safar pe padhna zaroori hota hai ?pls rply....shukriya..
|
Musafir kisi jigha 10 din ya is sai ziada din rehnay ka irada na rakhta ho to namaz qasr ho gi aur agar 10 din kisi jigha par rahay to zaroori hai namaz puri perhay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 207) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
general
Kya zehan mai khud hi ganday khiyalat aney se wuzu toot jata ha khud hi arahe ho rookne ke bawajood bi arahe ho toh...
Ans: 1)Haram k baray mai sochna agar inzal(mani kharij hona) ka sabab na banay to ehtiyat e mustahabb hai k osay trk kia jae. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 199,pg # 82)
2)Haram k baray mai sochnay sai wazoo batil nhi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 322)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
lowat
sir mare app sa ye Q hai ka main na apna hona wala salay ki gand marey hai tu kya mara nikha uski bahan ka sath jaiz hai plz tafseel sa ans dain shukria.
Ams: Aglaam karwanay walay larkay ki maa , bahn aur bati aglam karnay walay per jabke (aglam karnay wala) balig ho haram ho jatay hein.lakin aglam karnay walay ki maa , behan , aur bati aglam karwanay walay per haram nahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2369)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
15389
Apni 16 saal ki behen ki gand ka ched ek bar kewal chatana chahata hu. Kya yeh sahi hai.
Na mehram
Ans : Jo aurat aur mard apas mai mehram hon agar wo lazzat ki niyat na rakhtay hon aur haram mai mubtilla honay ka khof na ho to sharamgah k alawa aik doosray ka pura badan dekh saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2401) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Jamat namaz
User Info.
|
waseem - waseemzafar15@yahoo.com - karachi - pakistan
|
Question ID
|
13790
|
Question Date
|
Saturday, March 10, 2012
|
Mujtahid Name
|
hanfi
|
Question
|
kiya farz namaz me imam k pichay sora fatiha nahi padhte
|
Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain.
1)Agar muqtadi namaz e subah, maghrib or isha ki pehli or doosri rakat main Imam e jamat ki Al-hamd or sorah perhne ki awaaz sun raha ho tu chahay wo kalimaat(yani zikr) ko theek terah se nah samajh sakay zarori he k Al-hamd or sorah nah perhay or agar Imam e jama,at ki awaaz nah sun pay tu mustahab he k Al-hamd or sorah perhay, laikin zarori he k ahista perhay or agar sehwan(bholay se) buland awaaz perhay tu koe haraj nahi.
2)Muqtadi ko namaz e zuhar or asr ki pehli or dosri rak’at main ehiyaat e wajib ki bina per al-hamd or sorah nahi perhna chahiay or mustahab or afzal ye hay k on k bajaay Zikr e ilahi or dorood perhay.or isi terah zarori hay k muqtadi namaz e fajr,maghrib or isha ki pehli or dosri rak’at main al-hamd or sorah nah perh’hay(Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#1443,1447) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
quran
User Info.
|
Hafiz tariq - tariq_9xm001@yahoo.com - Okara - Pakistan
|
Question ID
|
13804
|
Question Date
|
Saturday, March 10, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
A.A molbi shaib main bohat pareshan ho mene hifaz kia hai lekin ab main bol gya ho asa many k meny ek bar islam ki har cheez chod di thi lekin main ab sharmida ho aur itna time b nai k pir guran pak yad kar sako plz muje koi rasta batae warna ek aur gunah kar sakta ho khud koshi agar muje koi rasta nazar na aya to main is gunah se b peche nai hato ga
|
Quran ki yaad ki hoi ayat ko bhool jana haram nahi aur inhain dobara yaad karna bhi wajib nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 198,pg # 81-82) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Taqleed
User Info.
|
Hasan - hasanraza_jafri@yahoo.com - Islamabad - Pakistan
|
Question ID
|
16952
|
Question Date
|
Friday, October 05, 2012
|
Mujtahid Name
|
Ayat ullaha Sistani
|
Question
|
Assalam-o-Alaikum, mera yeh sawal haid k hum mujtahid ki taqleed kyun kartay hain, because main nay baaz logon say suna hai k hum to Iman e Zamana AS ki taqleed kartay hain to kisi mujtahid ki taqleed ki zaroorat nahi hai. Plz reply in detail. Thanks.
|
1)Imam Mehdi a.s. farmatay hein: “Gaibat e kubra k zamanay mai pesh aanay walay halaat k silsilay mein hammari hadisoo ko bayan karnay walay ravioun ki taraf roju karoo q k wo humari taraf sai tum par hujjat hein jis terah hum ALLAh ki taraf sai tum par hujjat hein.”
Imam k is farman k pesh e nazar un tamaam logo par jo darja e ijtehad par faiz nhi hain, apnay zamanay k mujtahid ki taqleed krna wajib hai q k is k bagair in ki abadat aur aisay tamaam aamaal jin mai taqleed zaroori hai batil ho jatay hain. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.)
2)Taqleed mujtahid k fatway k mutabiq amal karney ka naam hai is terah mujtahid ki rae k mutabiq jis kam ko anjam dena jaiz ho is ko anjam dain aur jis ko tark hona chahea usay tark karain baghair is k keh is maslay me mazeed koe justuju aur tehqeeq karain. Goya aap nai apne amal ko haar ki terah mujtahid ki gardan me daal dia hai aur khuda k nazdeek is mujtahid ko apne naama e amaal ka zimedaar thehraya hai. (ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded faqhi masayl pg # 49)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
ok
Taqeeebat e namaz
User Info.
|
Shams Zaheer - humdumbhai@yahoo.com - sialkot - pakistan
|
Question ID
|
16951
|
Question Date
|
Friday, October 05, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Main aap sy ye pochna chahta ho k kia namaz k bad hum sajdy mian ja kar dua mang sakty hain k nai
|
Insan k lie mustahabb hai k namaz k baad sajdah e shukr baja laye aur itna kafi hai k shukr ki niyat sai peshani zameen par rakhay laikin behtr ye hai k 100 dafa ya 3 dafa ya 1 dafa “ﷲ ﺸﻜﺮﺍ ” ya “ ﻋﻔﻮﺍ ” kahay. Aur dua mang saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1110) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Do'stlaringiz bilan baham: |