Ye talaq shin hi hai q k talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jae to talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Na mehram
User Info.
|
sehar - sasuis_can@hotmail.com - hyd - pakistan
|
Question ID
|
16957
|
Question Date
|
Friday, October 05, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
kya bade behun apne 35 saal k bhai ko nala sakti hai?
|
Behan apnay bhi ko os waqt nehla sakti hai jab lazzat ki niyat na ho aur haram mai mubtilla honay ka khof na ho aur is surat mai bhi sharamgah ko chupana wajib hai chahae lazzat ki niyat na ho aur haram mai mubtilla honay ka khof na ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2401) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Talaq
User Info.
|
suleman - wasim_wasi2002@yahoo.com - lalamusa - pakistan
|
Question ID
|
16960
|
Question Date
|
Friday, October 05, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
admi ager 3bar telaq lekhay laken us ki biwi nay na pari ho to kia talaq ho jati hai thank
|
Ye talaq shin hi hai q k talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jae to talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Wazifa na farman bachay
User Info.
|
nasreen - sam_sw23@yahoo.com - karachi - pakistan
|
Question ID
|
16964
|
Question Date
|
Friday, October 05, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
Mera naam nasreen fatima hai meray 3 bachay hain 2 betay or 1 beti..meray dono betay jis main se baray walay ka ek naam muhammad asad hai in ki age 25 saal hai or dosray betay ka naam muhammad saad hai or in ki age 19 saal hai dono bohat nafarman hotay ja rahay hain kuch bhi kaho suntay hi ni hain or na hi sahi se bat kertay hain.bara wala toh bohat hi budzuban hogaya hai..subah dukaan janay k bad raat ko gher ata hai phir khana kha ker doston k paas chala jata hai or raat ko 1 bje gher ata hai...ghar main bilkul waqt ni dayta main bat kernay ko sochti hi rehti hun mager wo bat kerta bhi hai toh cheekhna shuru kerdyta hai bilkul bhi sahi se bat ni kerta aysa lagta hai kay wo mera baap hai or main dekhti hun k apnay doston se khoob hanstay hue baat kerta hai..phir main sochti hun mujh se achay toh is kay dost hi hain..or namaz quraan main bhi dono bachon ka dil ni lagta hai..mere shohar ka intqaal ho chuka hai 6 saal hogaye hain or main bohat pareshaan hun...
|
Agar kisi ki aulad na farmaan ho to surah e ahkaaf surah # 46 ki ayat # 15 ( rabbi . . . . . . . .al muslimeen) ko rozana 3 martaba parh kar pounkhain inshallaha aulad farma bardar aur deen k rastay mai aa jae gi. (Ref : naeem ul aamal pg # 338) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
ok
3511 janabat
KAYA KISI MARD YA AURAT KA KISI NA MAHRMA PAY DBARAH QASDAN NAZAR DALNAY PER GUSUL FARZ HOJATA HAI?
Ans: Do cheezo say insan mujnib(halat e janabat) ho jata hay. i) jima(intercourse) or ii) mani(semen) k kharij(nikalnay say) honay say,chahay mani(semen) neend ki halat main niklay ya jaagtay main,kam ho ya ziyadah,shehwat(lazzat) k saath niklay ya baghair shehwat(lazzat) k or iska nikalna ikhtiyaar main ho ya nahi. Is k alawa ghusl wajib nhi hota. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 344) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
TASHAD
3769
TASHAD MAIN ALI KA NAAM PADHANA KIA NAMAZ BATIL HO JATA HAY.
Ans: 1)Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2) Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi motebar risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai galati hui thi.
3) jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masail ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masail maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ok
Taharat aur najasat ahkam e najasat
User Info.
|
saghir - foryouwithlove2009@gmail.com - karachi - pakistan
|
Question ID
|
32631
|
Question Date
|
Friday, December 21, 2012
|
Mujtahid Name
|
Ayatullah Seestani
|
Question
|
May aik jaga say guzar raha tha qareeb aik kutta (dog) mojood tha kisi nai kuttay ko bhaganay k liyai pani phainka paani kuttay par gira magar uski cheentain jaga jaga jism or libas par agaee mai nai aam tarikay say paak kia yani kapra dhookar phir 3 baar pani baha kar neechora magar mjhay shak hai k wo kapra paak howa k nahi kio k Kuttay k chatay burtan ko 7 dafa dhonay ka hukum hai pehlay paak mitti sai phir pani sai, isi taraha jism k jis hissay par wo cheentain gaee unhain dhookar 3 dafa pani baha liya kia is tarha sai taharat hogaee?? barha-e-karam is hawalay sai mairi malomaat mai izafa farmain ,,,,, or kapray par nijasat yani peshaab, mani, pakhana, khoon laga howa ho tou wo kaisay paaki kia jaey
|
Pehli baat to ye k agar bartan ko kutta chatay ya bartan mai mouth dalay to os ko pak karnay k lie 7 dafa nahi dhoya jata hai albetta matti sai manja jata hai. han suwar agar baratan ko chatay to os bartan ko 7 martaba dhoya jata hai laikin matti sai manjna zaroori nahi hai, aur ye hokum sirf bartan ko pak karnay k lie hai. laikin agar kapray ko pak karna ho to os ko pak karnay ka tareeqa shariat e islam mai alag hai.
Agar libas peshab sai najis ho jae to os ko pak karnay k lie qaleel pani ko 2 dafa os par bahana zaroori hai ta k pak ho jae aur har dafa pani dalnay k bad os kapray ko nichora bhi jae.
Agar libas peshab k alawa kisi najasat sai najis ho jae maslan kutta, suwar, khoon wagira to os ko pak karnay k lie qaleel pani ko 1 dafa is par dala jae aur phir kapray ko nichora bhi jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 154-156)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Tashahud
User Info.
|
batool - batooljaffri@yahoo.com - nawabshah - pakistan
|
Question ID
|
32613
|
Question Date
|
Friday, December 21, 2012
|
Mujtahid Name
|
aqa e sistani
|
Question
|
Aoa...me at least 3yrz se tashahud me Mola Ali a.s ki shahdat de rahi hun..q k mene ek majlis me suna tha or ek qstn k ans me bhi yehi likha hua parha tha k namaz me
|
1)Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2)Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi motebar risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai galati hui thi.
3)jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masail ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masail maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
User Info.
|
Mukhtar Hussain - mukhtar11060@yahoo.com - Jhang (punjab) - pakistan
|
Question ID
|
19834
|
Question Date
|
Wednesday, October 24, 2012
|
Mujtahid Name
|
Aqa e Sistani Sb
|
Question
|
aj kal hmre pakistan me bra prblm ye hai k hamre hn tashud me ali un waliuallah ka prblm hai is masle pr roshni dale k kia parhna chaei ya nai plz
|
1)Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2) Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi motebar risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai galati hui thi.
3) jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masail ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masail maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
User Info.
|
hina - rohanaasif@yahoo.com - sialkot - pakistan
|
Question ID
|
17575
|
Question Date
|
Wednesday, October 17, 2012
|
Mujtahid Name
|
|
Question
|
aoa.mujy btaien k periods k baad nahany ka tareeka kya pehly wuzo zarori hai aur kya pak hony k liye kuch parhna hota hai? aur aurton ka un ki sharmgah aur underarms sy bal otarna zarori hota kya pak honay k liye
|
1)Aurat k haiz se paak ho janay k baad is per wajib he k namaz aur is jaisi doosri ibadaat jinhain wuzu , ghusl , ya tayammum k saath ada kerna zarori hay ghusl haiz karay . is ghusl ka tareeqa ghusl e janabat ki tarah hai. Ghusl e haiz wazoo ki jigha kafi hai albetta behtr ye hai k ghusl sai pehlay wazoo bhi kray. 2) Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay: sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa. ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay. 3) (Aur gusl ki niyat) Ye zurari nehi ke gusl k waqt ye niyat karay ka wajib gusl kar rhi hon bal k faqat qurbatan illaha yani bargah e ellahi me farotni or aajzy ke ireda se gusl karay to kafi ha. (Ref : Tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 456 , 360-365) 4) Haiz k ghusl k lie koi dua nahi. (Ref : E-mail rec from ayatollah sistani d.b. dated : March 1, 2011)5)Riwayat k mutabiq puray badan par noora(Badan k baal katna) lagana mustahabb hai. 6)Riwayat mai takeed hai k mard 40 din tk aur aurat 20 din tk noora karey (Ref : http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Ok
User Info.
|
zehra - batoolzehra@yemail.com - nawabshah - pakistan
|
Question ID
|
17443
|
Question Date
|
Wednesday, October 17, 2012
|
Mujtahid Name
|
Aqa-e-sistani
|
Question
|
Aoa...plz mujhe bata den namaz me Mola Ali (a.s) ki gawahi dena jaiz hy ? Mere uncl kehte hen k Mola Ali (a.s) ki gawahi dene se namaz batil ho jati hy kia is me kuch sadaqt hy?
|
1)Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e moqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2)Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi motebar risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai galati hui thi.
3)Jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masail ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masail maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
ok
Shadi k lie wazifa
User Info.
|
hamna - paradise.world31@rocketmail.com - lahore - pakistan
|
Question ID
|
16881
|
Question Date
|
Wednesday, October 03, 2012
|
Mujtahid Name
|
suni
|
Question
|
mery aik cousin k sath meray rishtay ki han ho gai hay..magar wo log na mangni karnay atay hain.na nikah karnay atay hain.na jaldi shadi krna chahty hain...ap please koi aisa wazifa bata dein k wo jaldi aa kay nikah kar dein aur rokhsat kr k lay jain..please jaldi bataye ga..
|
Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Aap apnay libaas par zafraan say surah e fattah, surah # 48 ki pehli teen ayaat likhain aur apnay pas rakhain sohar dar ho jain gi. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 282) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Ok
Ulma e Imamia k nazdeek mashoor ye hai k Hazrat Muhammad S.A.W.W. ki wiladat ba-seadat 17 Rabi ul awwal ko hui aur is par ijma hua hai. aksar ulma e ahl e sunnat k nazdeek app s.a.w.w. ki wiladat isi mahinay ki 12 tareekh ko hui. Shaikh kulani aur baaz fazil ulma e shia nai bhi ahl e sunnat wala qoul ikhtiar kia hai. ye bhi mashoor hai k isi tareekh ko barooz e humma subah sadiq k nazdeek aap s.a.w.w. ki wiladat hui jis saal ashab e feel hathi lai kar khana kaba ko tabah karnay k lie aye thay. (Ref : Sirat e masumeen a.s. pg # 21)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Ahkam e ghusl
User Info.
|
Abbas - mohdabbas@gmail.com - Karachi - Pakistan
|
Question ID
|
16875
|
Question Date
|
Tuesday, October 02, 2012
|
Mujtahid Name
|
Agha Sistani
|
Question
|
Salam, Agar ghusal karney ke kafi der baad badan par aik cheez nazar aaye, aur itmenan ho ke ghusal ke waqt bhi ye rukawat mojud thi magar us waqt malum nahi tha. Agha is baarey me kya farmate haen? aur agar shak ho ke aya ye rukawat us waqt mojud thi ya nahi us ke baare me bhi Agha ka fatwa kya hae?
|
Do'stlaringiz bilan baham: |