|
Introduction to fiqh-level 1 List of Difficult terms
|
Sana | 25.06.2017 | Hajmi | 63,39 Kb. | | #15094 |
|
Introduction to fiqh-level 1
List of Difficult terms
-
Fiqh—gehri samajh/quran aur sunnat se maslo ka hal talaash karna
-
Shariat-wo tamam ehkamaat jo Muhammad s.a.w par naazil hue aur jo quran me mehfooz hai ya sunnat se wazeh hai
-
Mubaah-allowed-karne ya chodne ki choices-karne ya na karne par koi gunaah ya ajr nahi
-
Mandoob-recommended-karne wale ki tareef ke jaye aur chodne wala saza ka mustahiq na ho(sunnat and nawafeel)
-
Makrooh-disliked-chodne wale ki tareef ki jaye aur karne wala saza ka mustahiq na ho
-
Fard/wajib(both means same)-compulsory,obligatory
Karne wale ki tareef ki jaye aur chodne wala saza ka mustahiq ho
-
Haram-forbidden-chodne wale ki tareef aur karne wala saza ka mustahiq
-
Riwayah ya riwayat- jaha se information pahunchi
-
Daleel-proof
-
Qatai- authentic
-
Zanni- possibility of error
-
Naskh-cancellation. Izaalah
-
Sunnah qauli-verbal sunnah-aap s.a.w ki kahi koi baat
-
Taqreeri sunnah- approved sunnah-agar koi kaam aap ke samne kiya gaya aur apne roka nahi
-
Faeli sunnah-muhammad s.a.w ke amal se sabt
-
Ghayr tashriyyah-jo shariat ka hissa nahi(sunnat me)
-
Tashriyyah-jo shariat ka hissa hai(sunnat me)
-
Sanad-chain of reporters
-
Tabaqah-class of reporters
-
Sahaba-companions of prophet Muhammad s.a.w
-
Tabi’een-generation next to sahabah
-
Sahi hadeeth-authentic
-
Hasan-after sahih in grading
-
Dayeef-weak hadeeth
-
Shaaz-one reporter reports something that disagrees with other
-
Maudhoo-fabricated
-
Qudsi-hadeeth in the words of Allah
-
Marfu-chain reaches till Muhammad s.a.w
-
Mawqoof-chain stops at sahaba
-
Maqtu-narrated by tabi
-
Musnad-collection of each sahabi separately
-
Muttasil-continuos chain
-
Munqati-broken chain
-
Mua’dil-reporters in between omitted
-
Mua’llaq-whole sanad omitted
-
Mutawatir-innumerable reporters
-
Ahaad-after mutawatir
-
Mudallas-identity of teacher concealed
-
Musalsal-added statement of reporter
-
Ijma-kisi waqe ya hukm ke bare me ye ittefaq ki ye sharia hukm hai
-
Qiyas-illat ke ittehad ki wajah se hukm –e sharia me ek amr ko doosre se mualliq hona(estimate)
Naye hukm ko (far’) ko asl se lena, jiske bare me shariat khamosh ho
-
Illat-common reason or cause
-
Asl-asal mamla
-
Far’-naya mamla
-
Hukm-rule jo far’ se liya gaya
-
Illat ke types
Sarahatan-jo text se clear ho
Dalalatan-text se understood hoga
Istimbatan-derived
Qiyasatan-qiyas kiya hua
-
Istihsaan-behtar cheez ko chunna
-
Maslah mursalah-jo baghair daleel ke ho lekin maqsad logo ko aur shariat ko fayda pahunchana hai
Do'stlaringiz bilan baham: |
|
|