Kaho to Ek lafz Mano to bandgi



Download 62 Kb.
Sana03.03.2017
Hajmi62 Kb.
#3775

  1. DOSTI

-Kaho to Ek lafz

-Mano to bandgi

-Socho to gehra

sagar


-Dubo to zindagi

-Karo to aasan

*Nibao to mushkil*

-Bikhre to sara

zamana

-Simte to Sirf



tum,hum



Tamannao me bhi Aapko yad karenge,Aapki har bat par aitbar karenge,Aapko sms karne ko nahi kahenge firbhi Aapke sms ka intzark


  1. Dosti ek sahil hai toofano k liye... Dosti ek aaina hai armano k liye... Dosti ek mehfil hai anjano k liye... Dosti ek khwahish hai aap jaisa dost paane k liye

  2. Saat aasman ki sair hum kar aye.Har ek tare se dosti kar aye.Ek tara khas tha jise hum apne sath le aye.Varna ap hi sochiye ap is zamin par kaise aye...

=============================

  1. Fursat kise hai jakamope marham lagane ki,Nigahe badal gayi apni aur beganoki.Tum na chodana dosti ka hath kabhi varna tamana na rahegi naye dost banane ki!!

========================================

  1. Sato asman ki sair hum kar aaye,her ek tare se dosti kar aaye,ek TARA khas tha jise hum apne sath le aaye,varna aap hi sochiye,ki aap is dharti pe kaise aaye!

=================================

  1. Aap agar pagal ho to sms padte hi miss cal dijiyega MAHA PAGAL ho to sms dijiyega bewakuf ho to cal kijiyega TENO ho to chup rahiyega...

==================================

  1. 'Bhule se bhi kisi ko na rulana. Jindgi me sabko hasana, dushman ko bi gale lagana! Phir bi koi gam ho to, Is number pe phone lagana!

  2. Khuda ki ibaadat mein jab bhi haath uthaye,yehi dua maangi k har khushi tumhe mil jaaye. Meri zindagi se tum jiyo, aur tumhari maut se hum mar jaaye.

========================================



Sitaro ke aage bhi koi jahan hoga,

Jo na dekha kabhi wo sama hoga,

Us jahan ke sare hasin najaro ki kasam,

Aap sa pyara dost dusra nahi hoga...

==============================================


  1. Na chahat hai sitaro ki. Na tamanna hai nazaro ki.Aap jaisa dost sath ho to Ma-chod-denge hazaro ki !!

  2. Khuda se koi baat anjaan nahi hoti,

Jab insaan ki bandgi beimaan nahi hoti,

kabhi manga hoga aapne ek PYARA DOST,

U hi aapki hamse pahechan nahi hoti...

=================================



  1. Aye barish jara tham ke baras,

jab meri dost aamye jamke baras,

pahle na baras ki wo aana sake,

wo aane ke bad itna baras ki wo ja na sake.

================================



  1. Dard kafi hai, bekhudi ke liye, maut kafi hai, zindagi ke liye, kaun marta hai,kiske liye, hum to zinda hai, aap jaise dosto ke liye

  2. Log milte hai, bhichad jate, phir dil k tar ched jate,yu to hum lete hai hazaro naam, magar aap jaise log dil me utar jate hai.

  3. Har ashk ka matlab gam nahi hota,

duriyan badhne se pyar kam nahi hota,

waqt-be- waqt ho jati hain aankhein nam,

kyunki yadon ka koyi mosam nahi hota.


  1. Yaad ati hai to zara kho lete hai,ansu ankho me uter aye to ro lete hai,nind to nahi ati ankho me lekin aap khwabon me aoge yehi sochke so lete hai

  2. Yaar Ne Dil Ka Haal Batana Chhod Diya, Humne Bhi Gehrai Mein Jana Chhod Diya,Jab Usko Hi Doori Ka Ehsas Nahi,Humne Bhi Ehsas Dilana Chhod diya

  3. Nikalte hai aansu jab mulakat nahi hoti,Toot jata hai dil jab baat nahi hoti,Meri jaan ki kasam a dost,tu yaad na aaye aisi koi shaam nahi hoti.

  4. zakhm itne gehre HAI izhar KYA kare, Hum khud nishana ban gaye vaar KYA kare, Mar gae HUM magar khuli RAHI ankhe, Ab IS se zyada unka intzar KYA KARE...

  5. Dosti gazal hai gane ke liye, Dosti nagma hai sunane ke liye, ye wo jazba hai jo sabko nahi milta, kyonki aap jaisa dost chahiye dosti nibhane ke liye!

  6. Jiske didar k liye harpal tadpta hai,jiske intezar mein harpal tarasta hai,kya kahe is kambhakt dil ko,jo apna ho kar bhi kisi aur ke liye dhadkta hai.gud night.

  7. DIL SE DIL JUDA NAHI HOTE, YUHI KISIPE "FIDA" NAHI HOTE,DIL SE BADA TO "DOSTI" KA RISHTA HOTA HE, KYOKI DOST KABHI "BEWAFA" NAHI HOTE.G.M. Have a great day!

  8. Yaadon ki keemat wo kya jaane,Jo khud hi yaadon ko mita diya karte hain. Yaadon ka matlab to unse puchho jo yaadon k sahare jiya karte hain..

  9. Tanha ho kabhi to mujhe dhund lena.Is Dunia se nahi apne dil se puch lena.Apke aas pas hi kahi rehte hain hum,Yadon se nahi to sath guzre lamho se puch lena....

  10. Paigam To 1Bahana Tha,Irada To ApkoYad Dilana Tha,Aap Yaad KareYa Na KareKoi Baat Nahi,Par ApkiYad Aati HaiBas Itna HiBatana tha



  1. • Missed call to ek bahana hai,

Irada to aapka ek lamha churana he,

Aap chahe humse baat karo ya na karo,

Aap ki yadon mein humara ana jana hai.


  1. • Jisne humko chaha, use hum chah na sake,

Jisko chaha usae hum pa na sake,

Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,

Kisi ka toda aur apna bacha na sake.


  1. Raate gumnam hoti hai,

Din kisike naam hota hai,

Hum jindgi kuch is tarah jite hai,

Ki har lamha sirf dosto ke hi naam hota hai.


  1. • Kya kahun tujhe? Khwab kahun to toot jayega, dil kahun to bikhar jayega,

Aa tera naam zindagi rakh dun, maut se pehle to tera saath chuut na payega!


  1. • Itna khubsurat kaise muskura lete ho,

Itna qatil kaise sharma lete ho,

Kitni aasani se jaan le lete ho,

Kisi ne sikhaya hai...ya bachpan se hi kamine ho?


  1. • Tuhaar chehra Moti samaan, Tuhaar chehra Moti samaan, Tuhaar chehra Moti samaan, Moti hamaar kutte ka naam!




  1. • Yun to kisika peecha nahin karte,

Dard-e-dil diya aur liya nahin karte,

Ittefaq ki baat hai ye hamari dosti varna,

Itna kimti SMS kisi ko kiya nahin karte.


  1. • Khushiyon par fizaon ka pehra hai,

Na jane kis umeed pe dil thehra hai,

Teri ankhon se jhalakte dard ki kasam,

Yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai.


  1. • Chand pe kali ghata chati to hogi,

Sitaron ko muskurahat aati to hogi,

Tum lakh chupao dunia se,

Magar akele mein tumhe apni shakal pe hasi aati toh hogi!


  1. • Ishq ke bhi kuch andaz hote nahi,

Jagti ankhon mein bhi khawab hote hai,

Zaroori nahi k gam mein ansu nikle,

Muskurati ankhon mein bhi sailab hote hain.


  1. • Yaar ne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai main jana chod diya,

Aap ne SMS karna kya band kiya, humne mobile charge karna chod diya!


  1. • Maut k baad yaad aa raha hai koi, mitti meri kabr se utha raha hai koi,

Ya khuda do pal ki mohlat aur de de, udas meri kabr se ja raha hai koi.


  1. • Sehmi-2 nigahon mein khwab hum saja denge,

Suni suni rahon pe phool hum khila denge,

Aap hamare sung muskura kar to dekho,

Aap har gam bhula denge.


  1. • Rok deo mere janaze nu mere vich jaan aa gai hai,

Saaleyo peeche mudh ke dekho SHARAB di dukan aa gai hai….CHEERS!


  1. • Raat hogi to chand duhai dega,

Khawabon mein aapko woh chehra dikhai dega,

Ye mohabbat hai zara sochke karna,

Ek aansoo bhi gira to sunai dega.


  1. • Dil mein ek shor ho raha hai, bina SMS dil bore ho raha hai,

Kahin aisa tho nahin ke ek pyara sa dost, mujhse door ho raha hai.


  1. • Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga,

Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Mein,

Yoon To Sulajh Jatee hein Uljhee Zulfain,

Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Mein


  1. • Har karz dosti ka ada kaun karega, jab hum hi na rahenge to dosti kaun karega,

Aey khuda mere doston ko salamat rakhna, varna mere jeene ki dua kaun karega.


  1. • Suni zindagi mein halchal si mehsoos hui, bejaan dil ki aaj dhadkan mehsus hui,

Jane aaj kyu aisa laga, shayad aapki kami mehsoos hui.


  1. • Kaun rakhta hai yaad namo ko, log chehre tak bhul jate hai,

Tum samandar ki baat karte ho, log aankho me dub jate hai.


  1. • Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga, pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun phir usse mera ka khayal aaya hoga.




  1. • Humne socha tha ki shayad, hum hi chahte hai tumko, par tumhe chahne wala to kafila nikla,

Dil ne kaha shikayat kar khuda se, paar khuda bhi tera chahne wala nikla.


  1. • Tere Dar pe, Arz kiya hian ki

tere der pe sanam hazar baar ayengey,

tere der pe sanam hazar baar ayengey,

Ghanti bajayengey aur bhaag jayengey.


  1. • Manzil ki taraf badhte raho.

Jo dil kahe usi rah ko chuno,

peeche walon ko age na jaane do

aur jo aage hai unse aage niklo.

Tabhi 1 acche Truck Driver banoge.




  1. • Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,

gamm ke saagar me is kadar kho gayi hai,

tum kar do ek SMS yeh gujarish hai meri,



tumari SMS ki adat si ho gayi hai.
Download 62 Kb.

Do'stlaringiz bilan baham:




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish